Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sawal...???

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Sawal...???

    Originally posted by MSA View Post
    :lol....abb u ko pata laga me u ki batein kitni mushkil se samjhta ho...

    waise u ne reply kia us k lie me 10ft gehre dil ki teh se mashkoor,shakoor aur zahoor ho
    dekha mera aik chota s akaam karnay se u ko kitni bari khushi mili :garmi:
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment

    • #47
      Re: Sawal...???

      Originally posted by MSA View Post

      Ummid he k sub kheriat se honge....

      Gupshup me aksar sawalat pochay jate he...to me bhi aik sawal poch raha ho

      wo yeh k...

      hum sawal kyun pochte he??....kya waqai humare under itni taqat hoti he, itni capability hoti he k dosrae k batae hue jawab ko khud per implement kur sake??....

      kia hum kisi ko, ya khud ko.. itna ikhteyar de sakte he k us k batae hue jawab pe umal kurein:donno:....

      :think:
      Walekum Salam:hii:
      ager sawal na poochen to kia karen?:think:

      Comment

      • #48
        Re: Sawal...???

        Mj to smjh he nahi i

        Comment

        • #49

          و عليكم السلام و رحمة الله

          uncle u phir se sawal pooch rahey ho....

          khair pooch hi liya tu jawab sun lejiye...

          baqiyoon ka tu nai pata but me jo bhi sawal poochtii hoo (ab tak agey ka pata nai) un k answers aksar me ko pata hotey hain or me sirf ye dekhney ki koshish karti hon k baqii log is k baarey mai kya kehtey hain k un k answer ko apney waaloon k saath compare karoon....bus itni sii baat hai..:embarasse
          .......................!!!!!

          Comment

          • #50
            Re: Sawal...???

            Originally posted by MSA View Post
            ustaad aabi bhai to PG ki sub kuriyon ko behn kehte he372-haha
            tu farag tak bohat jaldi pohanch gaya 372-haha
            :thmbup:

            Comment

            • #51
              Re: Sawal...???

              Originally posted by MSA View Post
              phir issi baat pe jawab hojae thread ka:dance2:
              Na baba na, mein to aisa julam naaahi karooon 372-scare
              :thmbup:

              Comment

              • #52
                Re: Sawal...???

                Originally posted by unity View Post
                Walekum Salam:hii:
                ager sawal na poochen to kia karen?:think:
                jawab dein....
                sawal kurna achi baat nahi hoti
                Originally posted by MindFreak View Post
                Mj to smjh he nahi i
                mere ko bhi nahi aai

                Originally posted by bhataktii rooh View Post
                و عليكم السلام و رحمة الله

                uncle u phir se sawal pooch rahey ho....

                khair pooch hi liya tu jawab sun lejiye...

                baqiyoon ka tu nai pata but me jo bhi sawal poochtii hoo (ab tak agey ka pata nai) un k answers aksar me ko pata hotey hain or me sirf ye dekhney ki koshish karti hon k baqii log is k baarey mai kya kehtey hain k un k answer ko apney waaloon k saath compare karoon....bus itni sii baat hai..:embarasse
                aur agur comparision baad u ka jawab ghalat nikle to :think:

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                tu farag tak bohat jaldi pohanch gaya 372-haha
                :shyy:

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Na baba na, mein to aisa julam naaahi karooon 372-scare
                u ne apna size nahi bataya....

                Comment

                • #53
                  Re: Sawal...???

                  Walaikum Assalaam

                  ALLAH SWT kay karam say main bilkul kheriyat say hoon.

                  Aap kay sawaal jawab main aisay doonga kay hum sawaal apni maloomat main izaafay aur apnay dil main moujood kisi doubt ya shaq ko door karnay kay liye kartay hain...

                  Agar aap sawaal kartay hain tou aap main itni himmat bhi honi chayeh kay aap kisi kay jawaab say agar mutmayin hain tou ussay apni zindagi main implement karain aur agar mutmayin nahin hain tou mazeed do teen logon say aur rayi lay lain taakay aap ka shaq-o-shubba dour hojayay.

                  May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

                  Originally posted by MSA View Post

                  Ummid he k sub kheriat se honge....

                  Gupshup me aksar sawalat pochay jate he...to me bhi aik sawal poch raha ho

                  wo yeh k...

                  hum sawal kyun pochte he??....kya waqai humare under itni taqat hoti he, itni capability hoti he k dosrae k batae hue jawab ko khud per implement kur sake??....

                  kia hum kisi ko, ya khud ko.. itna ikhteyar de sakte he k us k batae hue jawab pe umal kurein:donno:....

                  :think:
                  sigpic

                  Comment

                  • #54
                    Re: Sawal...???

                    Originally posted by MSA View Post
                    Assalam o Alaikum,
                    hum sawal kyun pochte he??

                    ....kya waqai humare under itni taqat hoti he, itni capability hoti he k dosrae k batae hue jawab ko khud per implement kur sake??....

                    kia hum kisi ko, ya khud ko.. itna ikhteyar de sakte he k us k batae hue jawab pe umal kurein:donno:....

                    :think:
                    waalikum asslam

                    nice thread

                    baqiyon ka nae pata,me apni baat karoon tou
                    me iss liye sawaal poochti hoon

                    -k muje baahmi mushawrat ki aaadat hai

                    -me kuch naya seekhoon tou ussay share krna pasnad krti hoon

                    -choon k forums pe mukhtalif soch rakhnay walay logon se pala parrta hai jis me mature imature har trah k log hotay hain,aur zindagi k mukhtlif shoba jaat se taluq rakhnbay wlaay b....tou iss trah ek hi point pe mukhtlaif opinions saamnay aati hain tou seekhnay ko kafi milta hai

                    -aur yeh k kisi mozoo pe meri raye jo hoti hai me dekhti hoon k baqi log uss cheez ko kis angle se dekhtay hain

                    etc etc

                    yeh thaa tumharay pehlay sawaal ka jawaab

                    baqi ka jawaab yeh hai k phir apni baat karoon gi
                    haan muj me hai yeh capacity,lakin wohi baat k har sawaal amal krnay k liye nae poocha jata
                    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                    Comment

                    • #55
                      Re: Sawal...???

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Wa Alaikum Aslam,

                      Koi acha topic zehan mein nahi aaya to rehnay deta, kia zaroorat thi yeh thread laganay ki 372-scare
                      372-haha

                      Comment

                      • #56
                        Re: Sawal...???

                        Originally posted by MSA View Post

                        aur agur comparision baad u ka jawab ghalat nikle to :think:

                        uncle me ne koi maths ka question abhi tak nahii poocha jo right wrong hojaye...

                        me aisey questions poochtii hoo jaisey Hate waley thread mai they...jin mai right wrong nai hota bus ek hii question k dhairoooooooon answers hotey hain...
                        .......................!!!!!

                        Comment

                        • #57
                          Re: Sawal...???

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Wa Alaikum Aslam,

                          Koi acha topic zehan mein nahi aaya to rehnay deta, kia zaroorat thi yeh thread laganay ki 372-scare
                          :01g:
                          ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                          Comment

                          Working...
                          X