Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

..first impression is the last impression......

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ..first impression is the last impression......

    :fivesalam pegham

    g yeh kaha jata hain k



    ...FIRST IMPRESSION IS THE LAST IMPRESSION....



    to kia such main aysa hota hain ? humain kisi ka phaly baat ya herkat ya koi b attitiude sy andaza ho jata hain wo insan kaysa ho ga?may b ho sakta hain k bad main kuch aur nikal aye to q is that k ap log kis hadh tak is ko implement kerty hain ya sahe samjhty hain kiyon aur kayse

    sahe samjhty haiin to kiyon aur kayse?
    galet samjhty hain to kiyon aur kayse?

    ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

    sigpic

  • #2
    Re: ..first impression is the last impression......

    waslaam

    repeat hogya thread

    wellll i dont belive k 1st impression is the last impression ....depends on situation k koi aapko kis situation me mila hai etc etc
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment


    • #3
      Re: ..first impression is the last impression......

      Originally posted by saraah View Post
      waslaam

      repeat hogya thread

      wellll i dont belive k 1st impression is the last impression ....depends on situation k koi aapko kis situation me mila hai etc etc
      :embarasse sorry main ny dekha he nehe k pahly lag chuka hain
      ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

      sigpic

      Comment


      • #4
        Re: ..first impression is the last impression......

        koi baat nae :D:
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment


        • #5
          Re: ..first impression is the last impression......

          ummm not
          FIRST IMPRESSION IS THE LAST IMPRESSION.... meray khyal main bas aik muhawra he hay ( woh bhi engrezon ka ), warna is main haqeeqat koi nahi
          Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

          Comment


          • #6
            Re: ..first impression is the last impression......

            Walaikum Assalam...

            sawal purana he to jawab bhi purana deta ho

            "you can't judge the book by its cover"....

            Comment


            • #7
              Re: ..first impression is the last impression......

              Originally posted by MSA View Post
              Walaikum Assalam...

              sawal purana he to jawab bhi purana deta ho

              "you can't judge the book by its cover"....

              u phir se samjdaar ban'ney ki koshish kar rahey ho......

              @

              me k liye yeh 50% true hai or 50% wrong ...:embarasse

              kyun??? yeh na poochye bus....:garmi:
              .......................!!!!!

              Comment


              • #8
                Re: ..first impression is the last impression......

                Originally posted by bhataktii rooh View Post
                u phir se samjdaar ban'ney ki koshish kar rahey ho......

                @

                me k liye yeh 50% true hai or 50% wrong ...:embarasse

                kyun??? yeh na poochye bus....:garmi:
                Allah batao na
                Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                Comment


                • #9
                  Re: ..first impression is the last impression......

                  Originally posted by bhataktii rooh View Post
                  u phir se samjdaar ban'ney ki koshish kar rahey ho......
                  me to pehle se ho........372-shock

                  Comment


                  • #10
                    Re: ..first impression is the last impression......

                    ghalat hai
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment


                    • #11
                      Re: ..first impression is the last impression......

                      Originally posted by ashi View Post
                      ...FIRST IMPRESSION IS THE LAST IMPRESSION....
                      sahe samjhty haiin to kiyon aur kayse?
                      galet samjhty hain to kiyon aur kayse?

                      me ko bhi isi mozo par aik thread lagana tha :fight: u aik din maiN aik thread nahe laga sakteeN :fight:

                      maiN isay saheh nahe samajhta
                      That's Enough...!!

                      Comment


                      • #12
                        Re: ..first impression is the last impression......

                        Originally posted by ashi View Post
                        :fivesalam pegham

                        g yeh kaha jata hain k



                        ...FIRST IMPRESSION IS THE LAST IMPRESSION....



                        to kia such main aysa hota hain ? humain kisi ka phaly baat ya herkat ya koi b attitiude sy andaza ho jata hain wo insan kaysa ho ga?may b ho sakta hain k bad main kuch aur nikal aye to q is that k ap log kis hadh tak is ko implement kerty hain ya sahe samjhty hain kiyon aur kayse

                        sahe samjhty haiin to kiyon aur kayse?
                        galet samjhty hain to kiyon aur kayse?


                        Walaikom Assalam

                        main nahin manti is baat ko..... kiun keh yeh experience bhi hai aur observation bhi...... insaan aahista aahista hi kisi ko janta hai ...kisi ko baghiair janay raye qaim karna koi aqalmandi nahin....kabhi kabhi aisa hota hai keh kisi say aap ko sirf aik martaba hi milna hota hai ... ab aisay mein aap apna first impression kaisa daitay hain yeh aap per depend karta hai .... agar buht acha hoa tu khushgawar yaad ban jai ga ....:D
                        yeh kaha ja sakta hai keh first impression matter karta hai ... specially in case of Job or marriage etc.:hairdrayer:....
                        For New Designers
                        وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                        Comment


                        • #13
                          Re: ..first impression is the last impression......

                          Originally posted by ashi View Post
                          :fivesalam pegham

                          g yeh kaha jata hain k



                          ...FIRST IMPRESSION IS THE LAST IMPRESSION....



                          to kia such main aysa hota hain ? humain kisi ka phaly baat ya herkat ya koi b attitiude sy andaza ho jata hain wo insan kaysa ho ga?may b ho sakta hain k bad main kuch aur nikal aye to q is that k ap log kis hadh tak is ko implement kerty hain ya sahe samjhty hain kiyon aur kayse

                          sahe samjhty haiin to kiyon aur kayse?
                          galet samjhty hain to kiyon aur kayse?



                          The 1st impression is the last impression ...sounds nice. It can make an impact on how someone will veiw you forever. Also, if you see the person for a short time, it can be the last impression and how they will veiw you forever.

                          Generally i would say yes. if, however you have several prolonged meetings with a certain person---you have time to change the first impression you give off. but, normally, the first impression is what sets into the others' mind--even if later you set out to convince them otherwise, ---that first impression would always be held.

                          i hope the above clear from my side.

                          Respect & Regards,

                          Comment


                          • #14
                            Re: ..first impression is the last impression......

                            very well said Sawabiwal!

                            @Topic

                            Assalaam-O-Alaikum

                            Insaan ka pehla taasur hi sabhi kay zehnoon main naqashband rehta hay, hum zindagi main hazaroon logon say miltay hain aur zaroori nahin kay har ajnabi humari zindagi main humsafar ban kar humaray saath chalay... isi liye jaisa kay humain taleem di gayi hay aur Nabi-e-Karim SAW ki sunnat bhi hay kay har kisi say IKHLAAQ say paish aayo..... kiyonki aik muskurahat hasanat hay.. aur yehi aap ko duniya aur aakhirat main surkhuroo karay gi.

                            Nabi-e-Karim SAW ki hadidth-e-mubarka hay kay badnaseeb hay woh shakhs jis ko dekh kar log apna raasta badal laitay hain!.... tou kia aap unn badnaseeb logon main shamil hona pasand karain gain kay aap kay rawayey aur aap ki sakht mizaaji ko dekh kar log apna rasta tabdeel kar lain.

                            Insaan ka pehli mulaqaat main purikhlaaq hona hi uss kay achay aur khoobsurat kirdaar ki nishandahi karta hay, bohat mumkin hay kay uss ka auroon say aisa rawayiya na ho magar humain har cheese ko MASBAT andaaz main reh kar srif usi chehray ko dekhna chayeh jaisa woh aap kay saamnay rakhta hay!

                            May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

                            Fi Amaan ALLAH
                            sigpic

                            Comment

                            Working...
                            X