Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

**ilfaaz aur amel main tazzad**

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • **ilfaaz aur amel main tazzad**

    salam pegham:five

    kia ap k apnni life main ap k ilfaz aur amel main tazaad paya jata hain ya nhe?

    mean to say k mainn ny dekha hain bohat sy logo ko shyed kabi main kud b aysa he kerti thi to be honest

    k hum bohat bheri bheri batain ker jaty hain kisi topic main bohat aschy dalail b daytain hain per kia such main hum jo ilfaz bolty hain un per amel b kerty hain ?kitna kis hadh tak?
    ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

    sigpic

  • #2
    Re: **ilfaaz aur amel main tazzad**

    Originally posted by ashi View Post

    waslaam

    hatul imkaan koshish hoti hai k na ho tazaad ,so agr amal barra na b ho tou alfaz b barray barray use krnay se ijtinaab krti hoon

    as i always love to b humble :alhamd:
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment

    • #3
      Re: **ilfaaz aur amel main tazzad**

      Originally posted by saraah View Post
      waslaam

      hatul imkaan koshish hoti hai k na ho tazaad ,so agr amal barra na b ho tou alfaz b barray barray use krnay se ijtinaab krti hoon

      as i always love to b humble :alhamd:
      :mashallah:
      ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

      sigpic

      Comment

      • #4
        Re: **ilfaaz aur amel main tazzad**

        Walaikum Assalam pegham

        koshish kurta ho...baqi Allah taufeeq de...

        Comment

        • #5
          Re: **ilfaaz aur amel main tazzad**

          Originally posted by ashi View Post
          salam pegham:five

          kia ap k apnni life main ap k ilfaz aur amel main tazaad paya jata hain ya nhe?

          mean to say k mainn ny dekha hain bohat sy logo ko shyed kabi main kud b aysa he kerti thi to be honest

          k hum bohat bheri bheri batain ker jaty hain kisi topic main bohat aschy dalail b daytain hain per kia such main hum jo ilfaz bolty hain un per amel b kerty hain ?kitna kis hadh tak?
          w/salam :five

          maiN jo kehta hoon woh meri soch hai aur zahir hai maiN apni souch par hi amal bhi karta hoon :think:
          That's Enough...!!

          Comment

          • #6
            Re: **ilfaaz aur amel main tazzad**

            Originally posted by ashi View Post
            salam pegham:five

            kia ap k apnni life main ap k ilfaz aur amel main tazaad paya jata hain ya nhe?

            mean to say k mainn ny dekha hain bohat sy logo ko shyed kabi main kud b aysa he kerti thi to be honest

            k hum bohat bheri bheri batain ker jaty hain kisi topic main bohat aschy dalail b daytain hain per kia such main hum jo ilfaz bolty hain un per amel b kerty hain ?kitna kis hadh tak?

            ager koi aesa kerta hai to us k sath aap dalail sey bat keroo mumkin hai bad mein aap ko ahsaas ho k wo sahi hai:)
            I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

            Comment

            • #7
              Re: **ilfaaz aur amel main tazzad**

              Originally posted by ashi View Post
              salam pegham:five

              kia ap k apnni life main ap k ilfaz aur amel main tazaad paya jata hain ya nhe?

              mean to say k mainn ny dekha hain bohat sy logo ko shyed kabi main kud b aysa he kerti thi to be honest

              k hum bohat bheri bheri batain ker jaty hain kisi topic main bohat aschy dalail b daytain hain per kia such main hum jo ilfaz bolty hain un per amel b kerty hain ?kitna kis hadh tak?
              walaikom Assalam
              I cant understand how people pose dual character / nature.......
              aur mujhay yeh baat buht pehlay hi samajh aa gai thi ALHAMDOLILLAH keh baray baray daway hergiz nahin kar nay chahiyeN...Insan ki zat aisi hai hi nahin keh usay yeh sab suit karay.....aur jo loag aisa kartay hain ALLAH TALA un kay alfaz un kay samnay lay hi ata hai jald ya badair...
              For New Designers
              وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

              Comment

              • #8
                Re: **ilfaaz aur amel main tazzad**

                Har Insan apne soach ke mutabiq amal karta hay. baz auqat insan jo suchta hai wo sahee nahee hota yani insan acha sochta hai aur usee ke mutabiq amal karta hai lekan jab amal ka nateeja samne ata hai to wo dosre insan ke leye bura hota ha.

                Comment

                Working...
                X