Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Buisness/Cup of tea
Collapse
X
-
Re: Buisness/Cup of tea
Originally posted by saraah View PostASSLAMOALIKUM RESPECTED MEMBERS
:toini:
''buisness is buisness and cup of tea is cup of tea''
aapki zindagi me iska kitna amal dakhal hai ???
(iss qoute ka matlab yeh hai k paisay aur rishtay dari ko aap kitna alag rakhtay ho....in the sense ..k aap k bhai,kzn,chacha ,dost(whatever) ki shop hai ya buisness ...aap uss se kuch khreedrtay ho ,ya dealing krtay ho ksi b noyyiyta ki tou kya foran pay krtay ho ???
paison ka muamla sath sath niptatay ho?
ya kahin aap kuch log mil k khatay ho,tou kya share krtay ho ya dosti/rishtay dari ka faida uthatay ho?
buisness=money matters
cup of tea=rishtay naatay etc
mairay ird gird aisa nahin hota na hi main aisa karti hoon.... aur barooN say suna hai keh aisay karobar mein barkat nahin rehti .....observation bhi yehi hai .......baat yeh nahin keh business hai tu bilkul hindu baniyooN ki tarah ya chamri jai damri na jai jaisi soch ho... emotions bhi hotay hain,.... kehna yeh chahiye keh aitdaal rehta hai .... yeh nahin keh rishtay dari kay naam per apna acha khasa nuqsan hi kar lia.... aur na yeh keh bilkul hi lihaz murawat chor di....
Comment
-
Re: Buisness/Cup of tea
Originally posted by *Rida* View Postwalaikom Assalam ....gooooddd....me ko bhi is ka matlab maloom ho gaya...:thmb:
mairay ird gird aisa nahin hota na hi main aisa karti hoon.... aur barooN say suna hai keh aisay karobar mein barkat nahin rehti .....observation bhi yehi hai .......baat yeh nahin keh business hai tu bilkul hindu baniyooN ki tarah ya chamri jai damri na jai jaisi soch ho... emotions bhi hotay hain,.... kehna yeh chahiye keh aitdaal rehta hai .... yeh nahin keh rishtay dari kay naam per apna acha khasa nuqsan hi kar lia.... aur na yeh keh bilkul hi lihaz murawat chor di....:thmbup:
Comment
Comment