Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Buisness/Cup of tea

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Buisness/Cup of tea

    ASSLAMOALIKUM RESPECTED MEMBERS
    :toini:

    ''buisness is buisness and cup of tea is cup of tea''

    aapki zindagi me iska kitna amal dakhal hai ???

    (iss qoute ka matlab yeh hai k paisay aur rishtay dari ko aap kitna alag rakhtay ho....in the sense ..k aap k bhai,kzn,chacha ,dost(whatever) ki shop hai ya buisness ...aap uss se kuch khreedrtay ho ,ya dealing krtay ho ksi b noyyiyta ki tou kya foran pay krtay ho ???
    paison ka muamla sath sath niptatay ho?
    ya kahin aap kuch log mil k khatay ho,tou kya share krtay ho ya dosti/rishtay dari ka faida uthatay ho?

    buisness=money matters
    cup of tea=rishtay naatay etc
    Last edited by saraah; 24 November 2009, 10:31.
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

  • #2
    Re: Buisness/Cup of tea

    cup of tea na ho to mera boss muje chowk mein nikal ker phansi daey dey ku k project drawing complete nahi hoti jab tak mein mein 10 cup nahi peeta
    I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

    Comment

    • #3
      Re: Buisness/Cup of tea

      ohhhhhhhh munnay :lol

      pehlay is statement ka matlab tou smjh lo :lol
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment

      • #4
        Re: Buisness/Cup of tea

        Originally posted by saraah View Post
        ASSLAMOALIKUM RESPECTED MEMBERS
        :toini:

        ''buisness is buisness and cup of tea is cup of tea''

        aapki zindagi me iska kitna amal dakhal hai ???

        (iss qoute ka matlab yeh hai k paisay aur rishtay dari ko aap kitna alag rakhtay ho....in the sense ..k aap k bhai,kzn,chacha ,dost(whatever) ki shop hai ya buisness ...aap uss se kuch khreedrtay ho ,ya dealing krtay ho ksi b noyyiyta ki tou kya foran pay krtay ho ???
        paison ka muamla sath sath niptatay ho?
        ya kahin aap kuch log mil k khatay ho,tou kya share krtay ho ya dosti/rishtay dari ka faida uthatay ho?

        buisness=money matters
        cup of tea=rishtay naatay etc
        Walikum Salam chiips

        Hamesha ki terha acha or Mature Topic start kia hai :thmbup:

        I think Business or Cup of Tea should be separate :)

        Or me at the spot he payment ker deta ho kio k agli sans ka to bherosa nahi hai to pher pending kio kerain...

        2nd Qarz to Shaheed ko bhi maaf nahi hai....So, Payment k mamle me state forward ho.:THANKS:

        Comment

        • #5
          Re: Buisness/Cup of tea

          Originally posted by saraah View Post
          ohhhhhhhh munnay :lol

          pehlay is statement ka matlab tou smjh lo :lol

          wado ustani jeeeeeee

          jab aap ney yeh topic post kia tha tab itna lamba lecture nahi dia tha bad mein edit ker k i mean kahin sey naqli mar k meri besti karvney key koshish keti hai........mein apni bat per hajey 20 qaim hun k k mein aap sey nikka hun aur wadi galoon ka samj nahi sakta
          I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

          Comment

          • #6
            Re: Buisness/Cup of tea

            Originally posted by saraah View Post
            ASSLAMOALIKUM RESPECTED MEMBERS

            :toini:

            ''buisness is buisness and cup of tea is cup of tea''

            aapki zindagi me iska kitna amal dakhal hai ???

            (iss qoute ka matlab yeh hai k paisay aur rishtay dari ko aap kitna alag rakhtay ho....in the sense ..k aap k bhai,kzn,chacha ,dost(whatever) ki shop hai ya buisness ...aap uss se kuch khreedrtay ho ,ya dealing krtay ho ksi b noyyiyta ki tou kya foran pay krtay ho ???
            paison ka muamla sath sath niptatay ho?
            ya kahin aap kuch log mil k khatay ho,tou kya share krtay ho ya dosti/rishtay dari ka faida uthatay ho?

            buisness=money matters

            cup of tea=rishtay naatay etc

            yeh to mai business ker ke hi Bataa sakti HOON :hairdrayer:

            Comment

            • #7
              Re: Buisness/Cup of tea

              money matter mai delay nahi karna chaheya ..waisay bi wo koi item jo loan per li ho ... suite nahi karti khabi bi ..so why we should take the risk... just buy things jo budget mai ho :(

              as said we should be straight in money matters.

              Comment

              • #8
                Re: Buisness/Cup of tea

                Walekum Salam:hii:
                me peson k laen daen me bohat zeada khiyal rakhti hun,yani sab clear rehna chaey,ta k qayamat wale din mujhe kisi ka kuch dena na ho

                Comment

                • #9
                  Re: Buisness/Cup of tea

                  Walaikum Assalaam respected Saraah

                  Bohat hi khoobsurat topic ka aghaaz kia hay aap nay, shukriya.

                  Business ki term main aur taleem main kahin bhi rishtaydaari ka koi ansar nahin hay... aap nay samaan agar dost ko dia ya bhai ko diya business ki term main woh LOAN hi khelayay ga haan shakal alag hojayay gi, yaani LOAN TO CREDITORS, LOAN TO BROTHER...etc

                  Business ki taleem main agar aap nay kisi ko bhi samaan baicha hay uss kay paisay aap ko milnay chayeh, warna naa ayay huway paisoon ko BAD DEBITS ka naam dia jaata hay... iss ki bhi teem qism hain aik GOOD DEBTORS, doosri Doubtful Debtors aur teesi Bad Debtors.

                  Agar aap ka friend aur bhai aap say kuch samaan laita hay aur woh usay ada nahin karta aur aap samajhnay hain kay woh mustahiq hay tou aap issay PROVISIONAL FOR DEBTORS main write off karsaktay hain jo kay aap kay annual profit aur loss main show hoga.

                  Har business main bed aur good debtors hotay hain aur yehi waja hay kay aik Provisional create kia jaata hay jis main aap saal kay akhir main amount ko thoRa thoRa adjust karain taakay company ko LOSS ka shikaar na hona paRay.

                  Cut it short, humain apnay ghar waloon say yehi taleem mili hay kay agar kisi say paisoon kay maamlaat deal karain tou likhat paRat kar lain aur ginn ka dain aur ginn kar lain chahay woh main (Yaani kay meri Walida nay yeh baat samjhayi thi) hi kiyon na hoon! aur ISLAM nay bhi issi ki takeed ki hay!

                  May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

                  FI Amaan ALLAH

                  sigpic

                  Comment

                  • #10

                    :thmbup:

                    Comment

                    • #11
                      Re: Buisness/Cup of tea

                      Originally posted by saraah View Post
                      ASSLAMOALIKUM RESPECTED MEMBERS

                      :toini:

                      ''buisness is buisness and cup of tea is cup of tea''

                      aapki zindagi me iska kitna amal dakhal hai ???

                      (iss qoute ka matlab yeh hai k paisay aur rishtay dari ko aap kitna alag rakhtay ho....in the sense ..k aap k bhai,kzn,chacha ,dost(whatever) ki shop hai ya buisness .
                      IS LEHAZ SE MERA NAZRIA DARJ ZAIL HI..
                      ''buisness is also cup of tea "
                      :hairdrayer:
                      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                      Comment

                      • #12
                        Re: Buisness/Cup of tea

                        Originally posted by aabi2cool View Post
                        IS LEHAZ SE MERA NAZRIA DARJ ZAIL HI..
                        ''buisness is also cup of tea "
                        :hairdrayer:
                        Well SAD 372-haha
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: Buisness/Cup of tea

                          shabaash bare akal mand ho :clap:

                          sirf naam ke :khi:

                          Comment

                          • #14
                            Re: Buisness/Cup of tea

                            Originally posted by kutkutariyaan View Post
                            Walikum Salam chiips

                            Hamesha ki terha acha or Mature Topic start kia hai :thmbup:

                            I think Business or Cup of Tea should be separate :)

                            Or me at the spot he payment ker deta ho kio k agli sans ka to bherosa nahi hai to pher pending kio kerain...

                            2nd Qarz to Shaheed ko bhi maaf nahi hai....So, Payment k mamle me state forward ho.:THANKS:
                            hmmmm thats nice

                            n thanks for appriciation :)
                            Originally posted by Tanha Hassan View Post

                            wado ustani jeeeeeee

                            jab aap ney yeh topic post kia tha tab itna lamba lecture nahi dia tha bad mein edit ker k i mean kahin sey naqli mar k meri besti karvney key koshish keti hai........mein apni bat per hajey 20 qaim hun k k mein aap sey nikka hun aur wadi galoon ka samj nahi sakta
                            chal ja muaaf kita :lol

                            Originally posted by Momo@Khala View Post
                            yeh to mai business ker ke hi Bataa sakti HOON :hairdrayer:
                            khala poori post parrh leti tou buisness krnay ki zaroorat na parrti:D

                            Originally posted by Sawabiwal View Post
                            money matter mai delay nahi karna chaheya ..waisay bi wo koi item jo loan per li ho ... suite nahi karti khabi bi ..so why we should take the risk... just buy things jo budget mai ho :(

                            as said we should be straight in money matters.
                            :ddddddd:

                            achaaa goood

                            Originally posted by unity View Post
                            Walekum Salam:hii:
                            me peson k laen daen me bohat zeada khiyal rakhti hun,yani sab clear rehna chaey,ta k qayamat wale din mujhe kisi ka kuch dena na ho
                            :rose

                            Originally posted by thefire1 View Post
                            Walaikum Assalaam respected Saraah

                            Bohat hi khoobsurat topic ka aghaaz kia hay aap nay, shukriya.

                            Business ki term main aur taleem main kahin bhi rishtaydaari ka koi ansar nahin hay... aap nay samaan agar dost ko dia ya bhai ko diya business ki term main woh LOAN hi khelayay ga haan shakal alag hojayay gi, yaani LOAN TO CREDITORS, LOAN TO BROTHER...etc

                            Business ki taleem main agar aap nay kisi ko bhi samaan baicha hay uss kay paisay aap ko milnay chayeh, warna naa ayay huway paisoon ko BAD DEBITS ka naam dia jaata hay... iss ki bhi teem qism hain aik GOOD DEBTORS, doosri Doubtful Debtors aur teesi Bad Debtors.

                            Agar aap ka friend aur bhai aap say kuch samaan laita hay aur woh usay ada nahin karta aur aap samajhnay hain kay woh mustahiq hay tou aap issay PROVISIONAL FOR DEBTORS main write off karsaktay hain jo kay aap kay annual profit aur loss main show hoga.

                            Har business main bed aur good debtors hotay hain aur yehi waja hay kay aik Provisional create kia jaata hay jis main aap saal kay akhir main amount ko thoRa thoRa adjust karain taakay company ko LOSS ka shikaar na hona paRay.

                            Cut it short, humain apnay ghar waloon say yehi taleem mili hay kay agar kisi say paisoon kay maamlaat deal karain tou likhat paRat kar lain aur ginn ka dain aur ginn kar lain chahay woh main (Yaani kay meri Walida nay yeh baat samjhayi thi) hi kiyon na hoon! aur ISLAM nay bhi issi ki takeed ki hay!

                            May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

                            FI Amaan ALLAH
                            haye ALLAH JI

                            ab me kya kahoon /oooo

                            pasndeedgi ka shukria /hmmm

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Wa Alaikum Aslam most respected Saraah :shyy:

                            I feel, to some extent you failed to convey the precise essence of this quote. This "quote" deals with the two extreme provisions of two opposite things i.e. business that corresponds to your Professional Life and "Cup of Tea" represents your social and informal life
                            thanks aamir aap ki iss explanation k liye ......magrrrrrr.... u hv failed to understand my point of view .....mera wohi matlab thaa jo me ne kaha ,naa k wo jo aap smjhay

                            any ways ....thanks :)

                            Originally posted by aabi2cool View Post
                            IS LEHAZ SE MERA NAZRIA DARJ ZAIL HI..
                            ''buisness is also cup of tea "
                            :hairdrayer:
                            ji i can understand aabi bhai /hmmm
                            Last edited by saraah; 24 November 2009, 19:28.
                            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                            Comment

                            • #15
                              Re: Buisness/Cup of tea

                              Originally posted by Momo@Khala View Post
                              shabaash bare akal mand ho :clap:

                              sirf naam ke :khi:
                              Tum bhi bohat achi khala ho

                              bhooton ki :garmi:
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X