Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

At the age of 50!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: At the age of 50!

    Originally posted by Yaaram View Post
    w.salam :D:

    Main sochta hon to mujhey apni 60 dhyaN(betyaN) aur 40 puttar(betay) nazar aa rahay hain, raat par gayi hay aur main attendence register hath main pakar ke darwazy per khara hon


    yeh ap hi bol rahein hain na....koi or tu nai.....:garmi:

    @

    me tu 50 yrs tuk pohonch bhi nai saktii kyunki me 11 saal ki umer mai hi....
    انا لله و انا اليه راجعون.....:garmi:
    .......................!!!!!

    Comment


    • #47
      Re: At the age of 50!

      Walaikum Assalaam

      Mujhay bohat shouq hay kay main ISLAM ki taleemat aur Nabi-e-Karim SAW kay ikhlaaq ko apna kar aik ba-ikhlaaq insaan bano, Nabi-e-Karim SAW ko tou ALLAH SWT Ikhlaaq kay buland tareen darjay per faaiz kia hay hum tou unkay qadam mubarak ki dhool kay barabar bhi nahin..... magar main nay apnay aap ko 40 saal tak ki umar ka waqt dia hay jab insaan ka zehan pukta hojaata hay aur woh baqaida soojh boojh kay saath zindagi ka har faisla laita hay.... INSHALLAH koshish tou poori hay, 50 saal ki umar tak main apnay aap ko aik nihayat sopisticated, suljha hua aur ba-ikhlaaq insaan kay roop main dekhta hoon aur ALLAH SWT say yehi dua hay kay agar uss nay umar dee tou meri soch aur meri khuwahish ko bhi zaroor poora karay AMEEN.

      May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

      Fi Amaan ALLAH

      Originally posted by Z. View Post
      Asalam alaikum again :-D


      Ankhein band karein aur tassawur karein k aap 50 saal k hein :oldie:


      Apney aap ko aap kahan dekhtey hein ?? :-)
      sigpic

      Comment


      • #48
        Re: At the age of 50!

        Originally posted by bhataktii rooh View Post


        yeh ap hi bol rahein hain na....koi or tu nai.....:garmi:

        @

        me tu 50 yrs tuk pohonch bhi nai saktii kyunki me 11 saal ki umer mai hi....
        انا لله و انا اليه راجعون.....:garmi:
        :think:....is tarah to me paida hi nahi hua

        Comment


        • #49
          Re: At the age of 50!

          372-scare

          Originally posted by bhataktii rooh View Post


          yeh ap hi bol rahein hain na....koi or tu nai.....:garmi:

          @

          me tu 50 yrs tuk pohonch bhi nai saktii kyunki me 11 saal ki umer mai hi....
          انا لله و انا اليه راجعون.....:garmi:
          sigpic

          Comment


          • #50
            Re: At the age of 50!

            Originally posted by unity View Post
            Walekum Salam:hii:
            50 saal...next lamhe ka nahi pata:think:
            kon jeay ga teri zulf k sar hone tak

            Allah bheter janta he k tab kahan hun gi,wese meri friends k mutabik mera burhapa Ada jaffry jesa ho ga:shyy:yani meri shakal burhe ho kar us se mile gior me ne socha he k me jab bari age ki ho jaun gi to saree pehna karun gi,bohat decent lagti hebaki shaed me koi welfare ke kaam bhi karun
            nice :-D
            Originally posted by Yaaram View Post
            w.salam :D:

            Main sochta hon to mujhey apni 60 dhyaN(betyaN) aur 40 puttar(betay) nazar aa rahay hain, raat par gayi hay aur main attendence register hath main pakar ke darwazy per khara hon
            LOL Yaraam


            Originally posted by pakgates View Post
            Walaikum asalam,

            insan umer se nhi zehan se borha hota hai.

            Mein apne aap ko Pakistan ki khidmat krte dekhta hoon aur mein wohi kaam karonga jo sahi ho ga inshALLAH
            good Mash'Allah
            Originally posted by ashi View Post
            :think: mera 50 tak life spend kerny ka koi mood nehe 372-haha
            yara ashi mood ki kya baat hoti hai :P
            Originally posted by bhataktii rooh View Post


            yeh ap hi bol rahein hain na....koi or tu nai.....:garmi:

            @

            me tu 50 yrs tuk pohonch bhi nai saktii kyunki me 11 saal ki umer mai hi....
            انا لله و انا اليه راجعون.....:garmi:

            tum tau already hi Rooh ho :-D


            Originally posted by thefire1 View Post
            Walaikum Assalaam

            Mujhay bohat shouq hay kay main ISLAM ki taleemat aur Nabi-e-Karim SAW kay ikhlaaq ko apna kar aik ba-ikhlaaq insaan bano, Nabi-e-Karim SAW ko tou ALLAH SWT Ikhlaaq kay buland tareen darjay per faaiz kia hay hum tou unkay qadam mubarak ki dhool kay barabar bhi nahin..... magar main nay apnay aap ko 40 saal tak ki umar ka waqt dia hay jab insaan ka zehan pukta hojaata hay aur woh baqaida soojh boojh kay saath zindagi ka har faisla laita hay.... INSHALLAH koshish tou poori hay, 50 saal ki umar tak main apnay aap ko aik nihayat sopisticated, suljha hua aur ba-ikhlaaq insaan kay roop main dekhta hoon aur ALLAH SWT say yehi dua hay kay agar uss nay umar dee tou meri soch aur meri khuwahish ko bhi zaroor poora karay AMEEN.

            May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

            Fi Amaan ALLAH
            Ameeeeeeennnn
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment


            • #51
              Re: At the age of 50!

              Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
              All the best Lil Bro
              Oh God, Thanks alot :p
              Originally posted by bhataktii rooh View Post
              yeh ap hi bol rahein hain na....koi or tu nai.....
              Bol nahi raha tha, likh raha tha.
              Allah

              Comment


              • #52
                Re: At the age of 50!

                :think:
                :think:
                :think:

                Comment


                • #53
                  Re: At the age of 50!

                  Originally posted by Z. View Post
                  Asalam alaikum again :-D


                  Ankhein band karein aur tassawur karein k aap 50 saal k hein :oldie:


                  Apney aap ko aap kahan dekhtey hein ?? :-)
                  abhi to is baat mai 100 saal pare hain.,.. abhi se tum hum ko budhi maiy banaa do



                  Comment


                  • #54
                    Re: At the age of 50!

                    Dining Table pay betha apni bahu k hatho say bni chai p raha hun:dance5::dance5:

                    Comment


                    • #55
                      Re: At the age of 50!

                      lol... 50 isnt that old!!!!:garmi:
                      i will b with my grandchildren... un ko french fries bana k diya kerun gi:tunn:

                      Comment


                      • #56
                        Re: At the age of 50!

                        acha? 50 ziada old nahi? yahan Grand children ko Chips khilay ja rahy hain... Wah

                        Comment


                        • #57
                          Re: At the age of 50!

                          jahaa abhi 20yrs main wahi
                          ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                          Comment

                          Working...
                          X