Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

At the age of 50!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: At the age of 50!

    Originally posted by Z. View Post
    Asalam alaikum again :-D


    Ankhein band karein aur tassawur karein k aap 50 saal k hein :oldie:


    Apney aap ko aap kahan dekhtey hein ?? :-)
    Wa Alaikum Assalam :think:

    pata nhin , jab hum jawan hongay , janay kahan hongay :think:

    per me ko ye pata ahy k kaissay hongay me ko aik bar me ki uni teacher aur class fellow nay bola tha k "u ka burhapa bht gracefull hoga":shyy::shyy:

    me ko tab bht hansii aaey thi :embarasse
    sigpic

    Comment


    • #17
      Re: At the age of 50!

      Originally posted by Z. View Post
      Asalam alaikum again :-D


      Ankhein band karein aur tassawur karein k aap 50 saal k hein :oldie:


      Apney aap ko aap kahan dekhtey hein ?? :-)
      in peace... InshAllah... :rose

      Comment


      • #18
        Re: At the age of 50!

        Originally posted by Z. View Post
        Aap khud ko kidher dekhtey hein?
        50 saal ki age Europe mein koi age nahin hoti. Is age mein log bar'sar-e-paikaar hotey hain aur unki zindagi aksar waisi hi hoti hai jaisey hamarey haan 30 sala ki. Kaam, family woh roz'marrah ki kashmakash - agar zindagi rahi to ham bhi inshaAllah wohi kahin hongey - haan din ginein key abhi pension mein 17 saal baqi rah gaey hain 372-haha
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #19
          Re: At the age of 50!

          Originally posted by Tanha Hassan View Post
          office be masjid be he banan hai kia????:think:
          baat to soochnay wali he :think:
          :thmbup:

          Comment


          • #20
            Re: At the age of 50!

            ... aur haan aik bohat aham kaam: 50 saal ki umer mein yeh soch ho gi keh abhi driving license ko renew karaney mein 20 saal parrey hain :D :D :D
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #21
              Re: At the age of 50!

              Originally posted by Masood View Post
              50 saal ki age Europe mein koi age nahin hoti. Is age mein log bar'sar-e-paikaar hotey hain aur unki zindagi aksar waisi hi hoti hai jaisey hamarey haan 30 sala ki. Kaam, family woh roz'marrah ki kashmakash - agar zindagi rahi to ham bhi inshaAllah wohi kahin hongey - haan din ginein key abhi pension mein 17 saal baqi rah gaey hain 372-haha
              Originally posted by Masood View Post
              ... aur haan aik bohat aham kaam: 50 saal ki umer mein yeh soch ho gi keh abhi driving license ko renew karaney mein 20 saal parrey hain :D :D :D
              ab apni umar bhi bata dijye...:lol

              Comment


              • #22
                Re: At the age of 50!

                Originally posted by ummid View Post
                ab apni umar bhi bata dijye...:lol
                us ko sochney mein abhi 50 saal parrey hain 372-haha (warna Eshaa sey koi aik do din kam hi ho gi :fly:)
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #23
                  Re: At the age of 50!

                  Originally posted by Aanchal View Post
                  kia pata Qabar main houn ..
                  Masood ki umer bhi tumhein lag jaye, kesi baatein ker rahi ho :shyy:
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #24
                    Re: At the age of 50!

                    Originally posted by Masood View Post
                    us ko sochney mein abhi 50 saal parrey hain 372-haha (warna Eshaa sey koi aik do din kam hi ho gi :fly:)

                    chalein batayen...

                    Comment


                    • #25
                      Re: At the age of 50!

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Masood ki umer bhi tumhein lag jaye, kesi baatein ker rahi ho :shyy:
                      shuker hai apni nahin kahi tum ney - woh usney ley ker kya karni hai :khi:
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #26
                        Re: At the age of 50!

                        Originally posted by Masood View Post
                        shuker hai apni nahin kahi tum ney - woh usney ley ker kya karni hai :khi:
                        Tumhari umer le ker wo Moinjo'daro aur Herpa ki digging phir se start ker sakti he na :hairdrayer:
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #27
                          Re: At the age of 50!

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Tumhari umer le ker wo Moinjo'daro aur Herpa ki digging phir se start ker sakti he na :hairdrayer:
                          To uski usko zaroorat nahin, hamarey samney tum jaisa khandar mojood hai - ham log isi per iktifaa kar letey hain 372-haha
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #28
                            Re: At the age of 50!

                            Originally posted by Masood View Post
                            To uski usko zaroorat nahin, hamarey samney tum jaisa khandar mojood hai - ham log isi per iktifaa kar letey hain 372-haha
                            Aalishan amarat ko khandar ka naam dete ho, tumhari to aankheinon ki bhi shikast-o-raikht ho gai he shayad :hairdrayer:
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #29
                              Re: At the age of 50!

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              Aalishan amarat ko khandar ka naam dete ho, tumhari to aankheinon ki bhi shikast-o-raikht ho gai he shayad :hairdrayer:
                              aalishan amarat mein jagah jagah per cement ukhrra huwa hai - ab to is mein barood bhar ker urraney ki der hai 372-haha372-haha372-haha
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • #30
                                Re: At the age of 50!

                                Originally posted by Z. View Post
                                Asalam alaikum again :-D

                                Ankhein band karein aur tassawur karein k aap 50 saal k hein :oldie:

                                Apney aap ko aap kahan dekhtey hein ?? :-)
                                w/salam

                                :think:

                                office maiN he :donno:
                                That's Enough...!!

                                Comment

                                Working...
                                X