Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

blood pressure

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: blood pressure

    Originally posted by Aanchal View Post
    theek ...lekan jin ko hai high blood pressure wo in sub tips ko follow karti hain pher bhi kam nahi hota ..pata nahi kio
    Pher I am quite sure k....Unko depression hai....Depression insaan ko deemak ki terha chat jata hai...Aap unki choto choti bato ka kheyal rekhain...Naraz bilkul na kerain....

    Or Morning Walk lagmi or REGULAR.... Woh bhi kisi ache Park me.... Winter ka mosam ho to Shawl dain, sweeter dain... but Morning walk daily..... :thmbup:

    Comment


    • #32
      Re: blood pressure

      Kya haal hai aanchal tumharey BP ka ab :P
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #33
        Re: blood pressure

        Originally posted by Z. View Post
        Kya haal hai aanchal tumharey BP ka ab :P
        aanchal ka BP

        aanchal u ka BP bhi hai 372-shed
        That's Enough...!!

        Comment


        • #34
          Re: blood pressure

          Originally posted by Aanchal View Post
          assalamalikum
          high or low blood pressure ko control main rekhnay kay leye kia karna chaye ?
          Wa salaam Aanchal

          Aik zamana tha jab yahan DK mein lehsan khaaney walon ko taz'heeki nazron sey dekha jata tha. Magar jadeed tehqeeq key mutabiq lehsan mein 1000ron faidey btaey gaey hain.

          Un mein aik yeh bhi hai keh aik moti turi lehsan ki rozana aur bila'nagha khaney sey blood pressure control mein rehta hai.
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #35
            Re: blood pressure

            Originally posted by Masood View Post
            Wa salaam Aanchal

            Aik zamana tha jab yahan DK mein lehsan khaaney walon ko taz'heeki nazron sey dekha jata tha. Magar jadeed tehqeeq key mutabiq lehsan mein 1000ron faidey btaey gaey hain.

            Un mein aik yeh bhi hai keh aik moti turi lehsan ki rozana aur bila'nagha khaney sey blood pressure control mein rehta hai.
            Very True :thmbup:

            Comment

            Working...
            X