Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

shopping or bargaining

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: shopping or bargaining

    Originally posted by Strawberry View Post
    transport apki... pepsi b pilaen gi:tunn:
    theek he rikshaw me chalen ge :khi:

    Comment


    • #17
      Re: shopping or bargaining

      Originally posted by unity View Post
      theek he rikshaw me chalen ge :khi:
      mein roz rickshaw chalati hun!!!!:tunn:
      mjhy aawaz aati hai rickshaw ki

      Comment


      • #18
        Re: shopping or bargaining

        Originally posted by Strawberry View Post
        mein roz rickshaw chalati hun!!!!:tunn:
        mjhy aawaz aati hai rickshaw ki
        yani u ka apna rikshaw372-haha

        Comment


        • #19
          Re: shopping or bargaining

          Originally posted by unity View Post
          yani u ka apna rikshaw372-haha
          nah... mein khud rickshaw...:D

          Comment


          • #20
            Re: shopping or bargaining

            Originally posted by Strawberry View Post
            nah... mein khud rickshaw...:D

            Comment


            • #21
              Re: shopping or bargaining

              Originally posted by Strawberry View Post
              mein roz rickshaw chalati hun!!!!:tunn:
              mjhy aawaz aati hai rickshaw ki
              Originally posted by Strawberry View Post
              nah... mein khud rickshaw...:D
              Hame Rickshow ki awaz nikal ker dikhaeeeeeeeeeeeeeen :roona: :roona: :roona: :roona: :roona: :roona:

              Comment


              • #22
                Re: shopping or bargaining

                walikum salam

                Main jab bhi koi cheez leta hon to us ke lye jitna mere pass budget hota hay us ki range main price ghumaa phirra ke le hi aata hon :D:
                Allah

                Comment


                • #23
                  Re: shopping or bargaining

                  some times only.. quality daik kar bargaining ho jati hai thori bht... :)

                  Comment


                  • #24
                    Re: shopping or bargaining

                    Originally posted by Aanchal View Post
                    assalmalikum
                    eid aanay wali hai sub apnay leye or ghar waloun kay leye kuch na kuch khardeerai to kar rehay houn gay ....aap loog cheezian khardeetay waqat kitni bargaining karwatay hian ? agar 100rs ki cheez ho to aap kitni bargaining karwa kay wo cheez khareedtay hian ya 100 ki 200 main lay leytay hian :lol:...
                    w.salam

                    nai bhi hamen shopkeprs ki aadaton ka achi tarah pata hay wo double say bhi dobl qeemat batatay hain


                    main to 500 k rates bhi 100 laga k bol deti hoon
                    bas karo bhi mujhe bhi pata hay ye kitnay ka laaye ho tum ab itni behes mat karo chup kar k pack kar k do ye pakro 150 .

                    wo day b deta hay :donno: daant dikha kar
                    Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                    Comment


                    • #25
                      Re: shopping or bargaining

                      Originally posted by Yaaram View Post
                      walikum salam

                      Main jab bhi koi cheez leta hon to us ke lye jitna mere pass budget hota hay us ki range main price ghumaa phirra ke le hi aata hon :D:
                      ammi k sath market jaraty rahay hongay ?
                      Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                      Comment


                      • #26
                        Re: shopping or bargaining

                        Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                        w/salam, :fuming:

                        yeh thread me nay lagana tha aur bilkul aisa he bargaining wala :fuming:

                        me bargaining nahe karta abhi parsoN shopping par gaya us nay bataya itnay rupees hogaiy aap kitnay daiN gaiy, maiN nay kaha yaar khud he kardo jo karna hai maiN bargaining nahe karta :fuming:

                        me ko shopping karna nai aati :fuming:

                        kash maiN parsoN he thread laga layta :fuming:
                        :garmi: itna fuming


                        to aap dosra thread laga len na

                        bargaining na karnay k nuqsanaat pay
                        Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                        Comment


                        • #27
                          Re: shopping or bargaining

                          idher preis fix hotay hain
                          ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                          Comment


                          • #28
                            Re: shopping or bargaining

                            Originally posted by Aanchal View Post
                            assalmalikum
                            eid aanay wali hai sub apnay leye or ghar waloun kay leye kuch na kuch khardeerai to kar rehay houn gay ....aap loog cheezian khardeetay waqat kitni bargaining karwatay hian ? agar 100rs ki cheez ho to aap kitni bargaining karwa kay wo cheez khareedtay hian ya 100 ki 200 main lay leytay hian :lol:...
                            Wa Alaikum Aslam,

                            Mein bargaining kerta hoon aur mera apna aik style he. Dukaan'daar jub price ziada bata de to mein us ki aankhon mein aankhein daal ke kuch der dekhta hoon, aisay mein kuch loog confuse ho jatay hein and they come down to reasonable extent.

                            Baaz aukaat mein 100 rupees ke liye bhi cheez choor ke aa jata hoon. Suppose ager mein ne aik suit pasand kia he, aur mujay lagta he ke is ki keemat 1500 he aur wo 2000 maang raha he, to mein isay 1500 apni final price keh doon ga aur kahoon ga ke ager dena he to baat karo, otherwise say "No" to avoid wastage of time. Ager wo 1550 pe bhi aa jaye to mein nahi leta, mera aik mode hota he, mood acha ho aur mujay lagay ke price reasonable he to moun mangay paisay bhi de deta hoon.

                            Baaz aukaat aap ko ziada bargaining kerni perti he, situation ke accordingly. Aaj mein ne Gaye ki aik joori khareedi, price 1 lakh 20 hazaar keh raha tha, jub ke mein ne 78 thousand me le lein. Bargaining na kerni aati ho to ganwa betha na paisay. So be wise always :bwink:
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #29
                              Re: shopping or bargaining

                              Apart, mein to Airports per Duty Free Shops per jahan price display ki hoti he wahan se bhi price kum kerwa leta hota hoon :lol
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #30
                                Re: shopping or bargaining

                                walaikum salam,

                                Mey khamoshi sey cheezein uthati hun counter pe pay ker k apna rasta leti hun :-D

                                and @ Eid
                                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                                Comment

                                Working...
                                X