Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

^^^punjabi ^^^^^

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: ^^^punjabi ^^^^^

    Assalaam-O-Alaikum

    Aap ki sharayiat kay mutabiq main nay SAIF UL MULOOK paRhi aur ab main aap ki baat ka jawab paish kar raha hoon.. Jahan tak main nay Mir Mohammad Sahab ki shayeri paRhi hay yaani jo kuch unhoon nay saif-ul-mulook main likha hay woh sab zindagi jeenay kay liye inspration hay, unkay kalam main logon ko ALLAH SWT per bharoosa aur uss say hay ISHQ ki tableegh ki hay kiyonki asal ISHQ ishq-e-haqeeqi hay aur insaan kay paida honay ka maqsad bhi uss Pak Parwardigaar ki naimatoon ko praise karna hay jiss say USS nay hum sab ko nawaza hay...

    Punjabi shayeri jaisay "tera ishq nachayay thaiya thaiya" jaisay alfaz bazahir tou aisay hi lagtay hain jaisay aik mehbooba apnay mehboob kay ishq main naachanay ki baat kar rahi hoo magar unki shayeri ki gherayi iss qadar wasee hay kay aap ishq-e-haqeqi ko iss say mansoob hojaata hay,... bas yeh soch aur tafkeer ki wusa'at hay jo humain apnay sachay ishq yaani Ishq-e-ilaahee ki taraf amaada karti hay!!

    Originally posted by ashi View Post
    hellay:shyy::shyy:


    hope seb theakh hon gayteddy

    to baat yeh hain k bohat dino sy main is per baat kerna chah rahi the mery dimg ko sakoon nehe mil raha tha jeb tak is ka ans neh mil jata jo log punjabi log geeton aur khaniyon sy like piloon ki mirza,saif ul malook,heer ranjha etc,.... perhi hoi wo log baat kerain to zayda behter ho ga mery mind main kuch confusion hain k yeh to seb lover stories hain kisi b book ko utha ker dekh lain per lain lakin in the end jeb is ki tashreeh ki jati hain to iam really shocked k yeh kia hain is main tasawef ,roohaniyet ALLAH SY piyar yeh seb kahan sy ajta hain? saif ul malook to typically ek love story hain piloon ki mirza to bus uffff aur heer ranjha wagera lakin phe ryeh books main kiyon diya jat ahain is main likhari ny taswaf aur roohaniyet ka amel dhakel paya jata hain kayse????koi samjjhaye ga muje 372-shock
    sigpic

    Comment


    • #32
      Re: ^^^punjabi ^^^^^

      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
      w/salam,

      kahani hai ya asal mujhay is say kuch layna daina nahe, aur na he sofiya kay kalam par baat kar raha hoon :fight: poch faqat itna raha hoon kay pori kahani maiN jo "Kaido" uncle haiN woh aap ki najjar maiN villain haiN ya hero?
      MERY KHIAL MAIN saraah ka jawab aap k liye kafi hoga agar naheen to mujhy hero aur vilan ki tareef batla do hukam main laga dayta hon ????:D
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment


      • #33
        Re: ^^^punjabi ^^^^^

        Originally posted by aabi2cool View Post
        MERY KHIAL MAIN saraah ka jawab aap k liye kafi hoga agar naheen to mujhy hero aur vilan ki tareef batla do hukam main laga dayta hon ????:D
        nahe aap rehnay dejeay :tasali:

        bus meri is post par thanks kar dayna :lpop:
        That's Enough...!!

        Comment


        • #34
          Re: ^^^punjabi ^^^^^

          hmm well saraah main yeh to neh keh sakti k un ka ka andaz e biyan sahe nhe main baba fareed ki baat nhe ker rahi un ka kalam bohat saaf aur bina kisi love stoty ko ilamat bana ker nhe tha belkay seedha seedha kalam tha jis main wazia too rper pat algta hain rohaniyet ka mger baat yeh k mera nhe kiyal k waires shah aur saif ul malook tpye jo b hain us main hum ek aysi cheez ko perwan chera k jo k islam aur haya k asoolon k munafi hon us ko hum rohaniyet sy derja day dalain ek pori love soty paish ker k hum yeh keh dain k kido shir ki ilamt tha falan koi aur ilamat tha is liya k insan ka zahen us cheez ko zayda jeldi qabool kerta hain jo us k samnay kholi ho aur boha log hoty hain jo imaan ki sifaat aur ronaiyat ki asel gehrai tak pohanchny k liya asyis stories ko sahe nzer main dekhty hain.mera yeh maana hain k byshuk heer ranjha wagera ho ga sufiyana kalam per us ki tashreeh jo hum logo ny as a love story bana ker ki hain wo galt hain is liya k sufiyana kalam ko ishq haqeeqi sy ujager kerny k liya i dont think so k kisi ishq majazi ki zarort pasih ati hain baba fareed ka kalam dekh lain seeda aur saaf hain.kahin b ishq majazi ka kalam nhe paya jata sultan bahu ka kalam hain abyaat e bahu lay lain us main saaf nazer ajti hain rohaniyet lakin yeh jo storyies hain iam not agree k is terhan sy sufism aur rohaniyet ko perwan cherna chaye yeh ho skata hain k humri apni he paida waar ho wairs shah ny kud to defination nhe ki na aur un ki asel definantion ager ki b ho to nhe maloom kahan hain konsi sahe hain rohaniyet aur wahdaniyet tasawef yeh seb wo resty hai jin ka direct link ISHQ E HAQEEQI SY HOTA HAIN aur is tak pohanchny k liya jo menzil ka tayen kia gaya hain us main aysi love stories k through rohaniyet ko point out kerna me ko nhe lgta sahe hain
          ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

          sigpic

          Comment


          • #35
            Re: ^^^punjabi ^^^^^

            Originally posted by ashi View Post
            hmm well saraah main yeh to neh keh sakti k un ka ka andaz e biyan sahe nhe main baba fareed ki baat nhe ker rahi un ka kalam bohat saaf aur bina kisi love stoty ko ilamat bana ker nhe tha belkay seedha seedha kalam tha jis main wazia too rper pat algta hain rohaniyet ka mger baat yeh k mera nhe kiyal k waires shah aur saif ul malook tpye jo b hain us main hum ek aysi cheez ko perwan chera k jo k islam aur haya k asoolon k munafi hon us ko hum rohaniyet sy derja day dalain ek pori love soty paish ker k hum yeh keh dain k kido shir ki ilamt tha falan koi aur ilamat tha is liya k insan ka zahen us cheez ko zayda jeldi qabool kerta hain jo us k samnay kholi ho aur boha log hoty hain jo imaan ki sifaat aur ronaiyat ki asel gehrai tak pohanchny k liya asyis stories ko sahe nzer main dekhty hain.mera yeh maana hain k byshuk heer ranjha wagera ho ga sufiyana kalam per us ki tashreeh jo hum logo ny as a love story bana ker ki hain wo galt hain is liya k sufiyana kalam ko ishq haqeeqi sy ujager kerny k liya i dont think so k kisi ishq majazi ki zarort pasih ati hain baba fareed ka kalam dekh lain seeda aur saaf hain.kahin b ishq majazi ka kalam nhe paya jata sultan bahu ka kalam hain abyaat e bahu lay lain us main saaf nazer ajti hain rohaniyet lakin yeh jo storyies hain iam not agree k is terhan sy sufism aur rohaniyet ko perwan cherna chaye yeh ho skata hain k humri apni he paida waar ho wairs shah ny kud to defination nhe ki na aur un ki asel definantion ager ki b ho to nhe maloom kahan hain konsi sahe hain rohaniyet aur wahdaniyet tasawef yeh seb wo resty hai jin ka direct link ishq e haqeeqi sy hota hain aur is tak pohanchny k liya jo menzil ka tayen kia gaya hain us main aysi love stories k through rohaniyet ko point out kerna me ko nhe lgta sahe hain

            سب سے پہلے اتنا بتاو کہ پنجابی ادب کب سے پڑھ رہی ہو کتنا پڑھا ہے کہاں سے پڑھا ہے ۔جو کچھ پنجابی کا پڑھا ہے یہاں حوالہ جات شئیر کرو میرے ساتھ
            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

            Comment


            • #36
              Re: ^^^punjabi ^^^^^

              Originally posted by saraah View Post
              سب سے پہلے اتنا بتاو کہ پنجابی ادب کب سے پڑھ رہی ہو کتنا پڑھا ہے کہاں سے پڑھا ہے ۔جو کچھ پنجابی کا پڑھا ہے یہاں حوالہ جات شئیر کرو میرے ساتھ
              itna lamba kaam main ny .F.A MAIN REKHI PHER B,A MAI PHER PMS MAIN REKHI PUNJABI
              ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

              sigpic

              Comment

              Working...
              X