Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

^^^punjabi ^^^^^

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ^^^punjabi ^^^^^

    hellay:shyy::shyy:

    hope seb theakh hon gayteddy

    to baat yeh hain k bohat dino sy main is per baat kerna chah rahi the mery dimg ko sakoon nehe mil raha tha jeb tak is ka ans neh mil jata jo log punjabi log geeton aur khaniyon sy like piloon ki mirza,saif ul malook,heer ranjha etc,.... perhi hoi wo log baat kerain to zayda behter ho ga mery mind main kuch confusion hain k yeh to seb lover stories hain kisi b book ko utha ker dekh lain per lain lakin in the end jeb is ki tashreeh ki jati hain to iam really shocked k yeh kia hain is main tasawef ,roohaniyet ALLAH SY piyar yeh seb kahan sy ajta hain? saif ul malook to typically ek love story hain piloon ki mirza to bus uffff aur heer ranjha wagera lakin phe ryeh books main kiyon diya jat ahain is main likhari ny taswaf aur roohaniyet ka amel dhakel paya jata hain kayse????koi samjjhaye ga muje 372-shock
    ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

    sigpic

  • #2
    Re: ^^^punjabi ^^^^^

    :think:

    :garmi::garmi:
    .......................!!!!!

    Comment

    • #3
      Re: ^^^punjabi ^^^^^

      Originally posted by bhataktii rooh View Post
      :think:

      :garmi::garmi:
      372-haha na beta u ko samjh nhe aye g jin ka kam hain wo he kerain gay yeh:dance5:
      ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

      sigpic

      Comment

      • #4
        Re: ^^^punjabi ^^^^^

        Haan suna hay ke aisi kahanyaN hain, lekan pata nahi yeh such hain ya nahi. kisi ko nahi pata.
        Allah

        Comment

        • #5
          Re: ^^^punjabi ^^^^^

          Originally posted by Yaaram View Post
          Haan suna hay ke aisi kahanyaN hain, lekan pata nahi yeh such hain ya nahi. kisi ko nahi pata.

          main in khaniyon k such ak jhot hony py baat nhe ker rahi main yeh baat ekkr rahi k yeh khaniyan ishq e majazi hain per inhain ishq e haqeeqi sy mensoob kiyon kayse kis liya aur kisterhan mensoob kia jta hain
          ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

          sigpic

          Comment

          • #6
            Re: ^^^punjabi ^^^^^

            :think
            i dont know

            Comment

            • #7
              Re: ^^^punjabi ^^^^^

              Originally posted by ashi View Post

              Jab humain in kahanyoN ke origin ke barey main hi nahi pata to hum kese in per mazeed comments de saktey hain
              Allah

              Comment

              • #8
                Re: ^^^punjabi ^^^^^

                Originally posted by BadMan View Post
                :think
                i dont know
                KUjh pata v hay ke nahi? :hehe:
                Allah

                Comment

                • #9
                  Re: ^^^punjabi ^^^^^

                  Originally posted by ashi View Post
                  hellay:shyy::shyy:

                  hope seb theakh hon gayteddy

                  to baat yeh hain k bohat dino sy main is per baat kerna chah rahi the mery dimg ko sakoon nehe mil raha tha jeb tak is ka ans neh mil jata jo log punjabi log geeton aur khaniyon sy like piloon ki mirza,saif ul malook,heer ranjha etc,.... perhi hoi wo log baat kerain to zayda behter ho ga mery mind main kuch confusion hain k yeh to seb lover stories hain kisi b book ko utha ker dekh lain per lain lakin in the end jeb is ki tashreeh ki jati hain to iam really shocked k yeh kia hain is main tasawef ,roohaniyet ALLAH SY piyar yeh seb kahan sy ajta hain? saif ul malook to typically ek love story hain piloon ki mirza to bus uffff aur heer ranjha wagera lakin phe ryeh books main kiyon diya jat ahain is main likhari ny taswaf aur roohaniyet ka amel dhakel paya jata hain kayse????koi samjjhaye ga muje 372-shock

                  السلام و اعلیکم
                  عاشی پنجابی ادب میں سمبولزم بہت ہے اس لیے دو معنی ہوتے ہیں یعنی عشق مجازی سے عشق حقیقی ،لیکن اگر آپ علامت نگاری سے نا آشنا ہیں تو ظاہری طور پر بھی پنجابی ادب خوب تر ہے

                  اور اگر آپ کو سمجھ نہین آتی کہ کہاں سے اللہ سے عشق کی باتیں نکل آتیں تو اس کے لیے کچھ ٹائم دینا ہوگا پنجابی ادب
                  کو
                  :ANYWORDnice
                  شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                  Comment

                  • #10
                    Re: ^^^punjabi ^^^^^

                    Originally posted by saraah View Post
                    السلام و اعلیکم

                    عاشی پنجابی ادب میں سمبولزم بہت ہے اس لیے دو معنی ہوتے ہیں یعنی عشق مجازی سے عشق حقیقی ،لیکن اگر آپ علامت نگاری سے نا آشنا ہیں تو ظاہری طور پر بھی پنجابی ادب خوب تر ہے
                    اور اگر آپ کو سمجھ نہین آتی کہ کہاں سے اللہ سے عشق کی باتیں نکل آتیں تو اس کے لیے کچھ ٹائم دینا ہوگا پنجابی ادب
                    کو

                    :ANYWORDnice

                    muje u ka he wait the u sy bahter kon btaa sakta hain lakin ilamat nigari b teb he hoti hain na saraah jeb ek specific cheez ka link ho us k sath ek love story ko hum ilmat nigari k through b kayse roohaniyet ki tarf lay ja sakty hain iknow bohat jaga ilamat di gai tasawef ki saif ul malook main b lakin pher b internally ager jaiza lia jaye to b muje satisfatcion nhe hoti k yeh kai hain
                    teddy
                    ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                    sigpic

                    Comment

                    • #11
                      Re: ^^^punjabi ^^^^^

                      Originally posted by ashi View Post
                      hellay:shyy::shyy:

                      hope seb theakh hon gayteddy

                      to baat yeh hain k bohat dino sy main is per baat kerna chah rahi the mery dimg ko sakoon nehe mil raha tha jeb tak is ka ans neh mil jata jo log punjabi log geeton aur khaniyon sy like piloon ki mirza,saif ul malook,heer ranjha etc,.... perhi hoi wo log baat kerain to zayda behter ho ga mery mind main kuch confusion hain k yeh to seb lover stories hain kisi b book ko utha ker dekh lain per lain lakin in the end jeb is ki tashreeh ki jati hain to iam really shocked k yeh kia hain is main tasawef ,roohaniyet ALLAH SY piyar yeh seb kahan sy ajta hain? saif ul malook to typically ek love story hain piloon ki mirza to bus uffff aur heer ranjha wagera lakin phe ryeh books main kiyon diya jat ahain is main likhari ny taswaf aur roohaniyet ka amel dhakel paya jata hain kayse????koi samjjhaye ga muje 372-shock
                      pehly ye batao tum nay kis qadar aur kitna sufiana kalaam punjabi main parha hi ?????????
                      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                      Comment

                      • #12
                        Re: ^^^punjabi ^^^^^

                        Originally posted by aabi2cool View Post

                        main sufiyana kalam ki baat nhe ker rahi aur main lok khaniyon ki baat ker rahi hon jis main lerka lerki ka ishq dekha ker usy tasawef sy mila diya jata hian ilaamt teshbiye istaray yeh seb kayse rohaniyet ki tarf ly jati haon yeh baat ker rahi hon
                        ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                        sigpic

                        Comment

                        • #13
                          Re: ^^^punjabi ^^^^^

                          Originally posted by ashi View Post
                          main sufiyana kalam ki baat nhe ker rahi aur main lok khaniyon ki baat ker rahi hon jis main lerka lerki ka ishq dekha ker usy tasawef sy mila diya jata hian ilaamt teshbiye istaray yeh seb kayse rohaniyet ki tarf ly jati haon yeh baat ker rahi hon
                          tumheen itna bhi naheen pata k aysi taqreeban tmam loo kahnian sufiana kalam ki badolat hi manzar e aam per ai hain . .
                          saif ul malook aur heer ranjha k asal dastaan honay ka tu shuk hi magar is main koi shuk naheen k ye dono sufia k kalaam main se zaroor hain
                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment

                          • #14
                            Re: ^^^punjabi ^^^^^

                            Originally posted by aabi2cool View Post
                            tumheen itna bhi naheen pata k aysi taqreeban tmam loo kahnian sufiana kalam ki badolat hi manzar e aam per ai hain . .
                            saif ul malook aur heer ranjha k asal dastaan honay ka tu shuk hi magar is main koi shuk naheen k ye dono sufia k kalaam main se zaroor hain

                            main wo he to pouch rahi hon k sufiynana kalam kayse hain muej yeh he to nhe pata lg raha k kayse
                            saif ul malook main rohaniyet kahan sy hainsimple terhuma kia us ka jo k aam punjabi ki book main as a story likhahain ek shahzay ko pic dekh k muahabt ho gai pher wo us ki talash main mara mara phert aaha per ek diu sy azad kerya w\agera wgara lakin is main roohaniyet ka naser kahan paya jta hain
                            ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                            sigpic

                            Comment

                            • #15
                              Re: ^^^punjabi ^^^^^

                              Originally posted by ashi View Post
                              main wo he to pouch rahi hon k sufiynana kalam kayse hain muej yeh he to nhe pata lg raha k kayse
                              saif ul malook main rohaniyet kahan sy hainsimple terhuma kia us ka jo k aam punjabi ki book main as a story likhahain ek shahzay ko pic dekh k muahabt ho gai pher wo us ki talash main mara mara phert aaha per ek diu sy azad kerya w\agera wgara lakin is main roohaniyet ka naser kahan paya jta hain
                              tum koi aik shar likho punjabi adab ka saif ul malook main se ya phir heer waras shah mains e phir main u ko batlata hon ?????????
                              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                              Comment

                              Working...
                              X