Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ander ka Insaan...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Ander ka Insaan...

    Asalam alaikum friends,

    Aap k apney ander k insaan sey kitni dosti hai? Kabhi aeysey mawaqey zindagi mey ayein hain k aap ka ander ka insaan aap ko jhanjhorh ker rakh dey ya aap apney ander k insaan ko jhanjhor dalein?

    Kal Masood bro. k reply mey aik line thi jo mujhey bohot achi lagi tau mey ney socha k aap sab k ander k insaano ka haal bhi jaan letey hein :-D

    aur Masood bhai's line is:

    aur main ney wahan kharrey kharrey apney ander key insaan sey wadah kiya keh main apna mustaqbil khud bnaoun ga...
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Ander ka Insaan...

    wasalaam Zinia

    :khi:- tumhein yaad hai na ham aksar is ander key insaan per baat kiya kartey they kuchh saal pehley - good times
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment

    • #3
      Re: Ander ka Insaan...

      Originally posted by Z. View Post
      Asalam alaikum friends,

      Aap k apney ander k insaan sey kitni dosti hai? Kabhi aeysey mawaqey zindagi mey ayein hain k aap ka ander ka insaan aap ko jhanjhorh ker rakh dey ya aap apney ander k insaan ko jhanjhor dalein?

      Kal Masood bro. k reply mey aik line thi jo mujhey bohot achi lagi tau mey ney socha k aap sab k ander k insaano ka haal bhi jaan letey hein :-D

      aur Masood bhai's line is:
      وعليكم السلام و رحمة الله

      :think:
      zenii dii me k andar tu sirf rooh hai ..:shyy:..kya me us k baarey mai kuch keh saktii hoo...:embarasse
      .......................!!!!!

      Comment

      • #4
        Re: Ander ka Insaan...

        Originally posted by Z. View Post
        Asalam alaikum friends,

        Aap k apney ander k insaan sey kitni dosti hai? Kabhi aeysey mawaqey zindagi mey ayein hain k aap ka ander ka insaan aap ko jhanjhorh ker rakh dey ya aap apney ander k insaan ko jhanjhor dalein?
        :

        waalikum asslam

        haan xeny bohat dosti hai apnay andar k insan se :alhamd:
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment

        • #5
          Re: Ander ka Insaan...

          walikum salam
          Mujhey aksar apnay andar ke insaan se zid rehti hay.
          Allah

          Comment

          • #6
            Re: Ander ka Insaan...

            ager hum apne ander k insan ko jo k ithink humra zameer hota hain jhanjhorain to yakeen janiye k hum na to kabi kisi ko dokha day sakian na he kisi ka dil dhokha sakain apne ander ko apni ana ko maar ker jeb kud apni galtiyon ko kuhtaiyon ko dekhty hain kud apne ap main jhank k dekhty hain to bohat sy ayse raaz hoty hain faash ho jty hain aur pher ek aysa mazbbot insan samnay ata hain jo apni kudi ko blund kerta hain aur haan bohat sy aysse mokay aye jeb kud ko main jhanjhora hain dunya sy bhagti rahi hon lakin per usi dunya ka akely tenha samna kerny ka faysela kia main ny k nhe main jiyon g to kia howa such ki raah main koi sath deny wala nhe milta to kia howa yahan her chahry k pechy ek darindagi aur byhesi ka ek bhayanak zameer majood hain main smaan keron g seb ka un byzamerr logo ka jin k ander k insan b mer jaty hain apni jhoti ana ki taskeen ki khatir
            Last edited by chaand_nager; 15 November 2009, 11:37.
            ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

            sigpic

            Comment

            • #7
              Re: Ander ka Insaan...

              Originally posted by ashi View Post
              main smaan keron g seb ka un byzamerr logo ka jin k ander k insan b mer jaty hain apni jhoti ana ki taskeen ki khatir
              Bohat bahdar larki ho tum to :bhago:
              Allah

              Comment

              • #8
                Re: Ander ka Insaan...

                Originally posted by Yaaram View Post
                Bohat bahdar larki ho tum to :bhago:

                hain such main :shyy:
                ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                sigpic

                Comment

                • #9
                  Re: Ander ka Insaan...

                  Originally posted by ashi View Post
                  hain such main
                  Ab main tumhari mazeed tareef nahi karon ga, keunke is se tumharey phat jane ka imkaan barh jaye ga :kr:
                  Allah

                  Comment

                  • #10
                    Re: Ander ka Insaan...

                    Originally posted by Yaaram View Post
                    Ab main tumhari mazeed tareef nahi karon ga, keunke is se tumharey phat jane ka imkaan barh jaye ga :kr:
                    372-haha372-haha372-hahaBUS G KIA KERON KABI GAROR NHE KIA372-shock
                    ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                    sigpic

                    Comment

                    • #11
                      Re: Ander ka Insaan...

                      Originally posted by ashi View Post
                      BUS G KIA KERON KABI GAROR NHE KIA
                      Gharoor na kariN, keu apni hi insult karna chahti ho :D:
                      Allah

                      Comment

                      • #12
                        Re: Ander ka Insaan...

                        Originally posted by Yaaram View Post
                        Gharoor na kariN, keu apni hi insult karna chahti ho :D:

                        aur me ny keb garor kia hain g ALLAH NA KERE:shyy:
                        ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                        sigpic

                        Comment

                        • #13
                          Re: Ander ka Insaan...

                          Originally posted by Z. View Post
                          Asalam alaikum friends,

                          Aap k apney ander k insaan sey kitni dosti hai? Kabhi aeysey mawaqey zindagi mey ayein hain k aap ka ander ka insaan aap ko jhanjhorh ker rakh dey ya aap apney ander k insaan ko jhanjhor dalein?

                          Kal Masood bro. k reply mey aik line thi jo mujhey bohot achi lagi tau mey ney socha k aap sab k ander k insaano ka haal bhi jaan letey hein :-D

                          aur Masood bhai's line is:
                          Walaikum Assalam...

                          me to kabhi mila he nahi is insaan se:think:

                          Comment

                          • #14
                            Re: Ander ka Insaan...

                            Walaikum Assalaam

                            Bohat hi achay thread ka aghaaz kia hay aap nay shukriya.

                            Meray liye yeh jawaab daina bohat hi mushkil hay, iss ki waja meri masroofiyat hosakti hain, meri zindagi ki woh struggle hosakti hain.. main kabhi kabhi sochta hoon kay shayed main nay zindagi ko kuch ziayda hi serious lay lia hay kay aksar main unn baatoon ko nazar andaaz kardaita hoon jo mujh say mansoob hona chahti hay... shayed yehi waja hay kay main aaj tak kisi ko apna best friend nahin bana saka, apnay aap ko bhi nahin!!!!

                            Mera andar ka insaan bohat mukhtalif hay main nay kayi baar uss say milnay ki koshish ki aur har baar woh mujhay aik hi baat sikhaata raha kay apni zaat kay hisaar say bahar na nikalna woh mujhay andar hi andar jaalta raha aur yeh jalan yeh tapish aik AAG ki shakal ikhtiyaar karti rahi... meray andar kay insaan nay muhjay sab say doour rakha hay shayed woh yeh bardasht nahin karsata kay main kisi aur ki zindagi ka hissa banoo, woh mujhay meray dili jazbaat jo kabhi kisi kay liye ubhartay bhi hain tou unhain kuchal kar rakhnay ki zidd karta hay, meray andar ka insaan bohat taqatwar hay kay main uss ki zidd kay aagay humesha ghutnay taik daita hoon, main sab main reh kar bhi tanha rehta hoon, main apnay andar kay insaan say bhi nahin milta srif issi zidd main kay agar main kisi aur ka nahin tou main tera bhi nahin....!!!

                            sorry Z. meri baatain bohat afsaanwi hain magar meri zindagi ki talkh haqeeqat hay........ shayed yehi waja hay kay main apnay aap ko THEFIRE1 kehta hoon kiiyonki AAG dour reh kar hi faidamand saabit hoti hay, agar hum uss kay qareeb jaanay ki koshish karain tou woh humaray wajood ko jala sakti hay, humain nuqsaan poohancha sakti hay!!!

                            Originally posted by Z. View Post
                            Asalam alaikum friends,

                            Aap k apney ander k insaan sey kitni dosti hai? Kabhi aeysey mawaqey zindagi mey ayein hain k aap ka ander ka insaan aap ko jhanjhorh ker rakh dey ya aap apney ander k insaan ko jhanjhor dalein?

                            Kal Masood bro. k reply mey aik line thi jo mujhey bohot achi lagi tau mey ney socha k aap sab k ander k insaano ka haal bhi jaan letey hein :-D

                            aur Masood bhai's line is:
                            sigpic

                            Comment

                            • #15

                              Walekum Salam
                              hhhmmmm us se khasi larai rehti he

                              Comment

                              Working...
                              X