Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Zindagi me

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Zindagi me

    Originally posted by unity View Post
    Aslamoalikum friends:hii:
    zindagi me ham jab koi plan ya prog bnate hen to kabhi kabhi wo pura nahi hota,chahe ho short time plan ho ya long time planning,ese me kuch log depress ho jate hen k haey ye socha tha nahi hua,kuch parwah nahi karte...
    aap kia karte hen?:think:
    me backup me alternate plan rekhta hun ...so chill kerta hun :hairdrayer:

    Comment

    • #17

      waalaikumasalam
      I do have plans.. but no planning for them.. :D...
      am ready for everything... like kabhi bhi kuch bhi... :$.. and this may be because I give more importance to my self... rather than other factorz...

      Comment

      • #18
        Re: Zindagi me

        Wa allaikum salaam Rita :)

        Hazrat Ali KaramAllah Wajhuu ka qaul hai keh:

        "main ney apney iradon key tootney sey Khuda ki zaat ko pehchana hai"

        Iradey ham sab kartey hain, magar hota wohi hai jo Allah Tala ko manzoor hota hai. Jisney Allah Tala ki khushnuudi ko apna liya, wohi kamyaab raha. Agar koi irada koi planning kamyab nahin hoti to samajh lijiyey keh Allah Tala ko kuchh aur manzoor tha. Aur usi mein behtari hogi.

        Ab yeh kaha hai to iska hargiz matlab yeh nahin keh aap apney iradey ya planning key hasool key liyey jid-o-jehad na karein - jo ikhtiyaar Rab ney hamein diya hai, woh yeh hai keh ham apney iradey ko haasil karney key liyey tag-o-do karein, mehnat karein jo keh jaiiz ho - main aksar aik jumla istimaal karta hon keh tadbeer kar key khud ko taqdeer per chhorr dein :)

        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment

        • #19
          Re: Zindagi me

          Originally posted by unity View Post
          Aslamoalikum friends:hii:
          zindagi me ham jab koi plan ya prog bnate hen to kabhi kabhi wo pura nahi hota,chahe ho short time plan ho ya long time planning,ese me kuch log depress ho jate hen k haey ye socha tha nahi hua,kuch parwah nahi karte...
          aap kia karte hen?:think:

          Mein jo sochta hon aur woh pura nahi hota to Allah Pak ki merzi samjh ker woh kaam chhor deta hon shayed mere haq mein woh plan behter nahi tha
          isi liye pura nahi hua
          sigpic

          Comment

          • #20
            Re: Zindagi me

            dil kharab hoo jata hai or kia

            or pher nai plannings shuru :lol:
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment

            • #21
              Re: Zindagi me

              Originally posted by unity View Post
              Aslamoalikum friends:hii:
              zindagi me ham jab koi plan ya prog bnate hen to kabhi kabhi wo pura nahi hota,chahe ho short time plan ho ya long time planning,ese me kuch log depress ho jate hen k haey ye socha tha nahi hua,kuch parwah nahi karte...
              aap kia karte hen?:think:
              Wa alaikum aslam!

              Masood ne start he mein aik achi baat share ki.

              Further mein yeh kahoon ga ke kuch unavoidable circumstances ki waja se insaan ko wo bhi dekhna per jata he jo us ne expect nahi kia hota. Aisi situation thoori der ke liye to mujay stirr up ker deti he, I remain quite and keep working. Don't show temper or aggression or whatsoever. The strong part of my personality is that I am relatively quick in comming back to my normal state after such incidents. I accept the changes whether it be positive and negative.
              :thmbup:

              Comment

              • #22
                Re: Zindagi me

                Originally posted by unity View Post
                Aslamoalikum friends:hii:
                aap kia karte hen?:think:
                w/salam,

                maiN ba'qaida koi planning nahe karta, sochta hoon aur kar guzarta hoon, baad maiN nateja acha ho to theek, na ho to mitti pao sanu ki :honh:
                That's Enough...!!

                Comment

                • #23

                  walaikum salam!

                  Agar kabhi aeysa ho tau mey hamesha khud sey sawal kerti hun : "what Next?"
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment

                  • #24
                    Re: Zindagi me

                    Originally posted by unity View Post
                    Aslamoalikum friends:hii:
                    و عليكم السلام و رحمة الله و بركاته

                    Originally posted by Masood View Post
                    Hazrat Ali KaramAllah Wajhuu ka qaul hai keh:

                    "main ney apney iradon key tootney sey Khuda ki zaat ko pehchana hai"

                    Iradey ham sab kartey hain, magar hota wohi hai jo Allah Tala ko manzoor hota hai. Jisney Allah Tala ki khushnuudi ko apna liya, wohi kamyaab raha. Agar koi irada koi planning kamyab nahin hoti to samajh lijiyey keh Allah Tala ko kuchh aur manzoor tha. Aur usi mein behtari hogi.
                    :em: totally agreed ...
                    hum bhi bus yahii kuch kehna chahtey they...:shyy:
                    .......................!!!!!

                    Comment

                    • #25
                      Re: Zindagi me

                      walikum salam

                      main ne kabhi bhi waqt se pehle plan nahi kia. pehle kia karta tha, per waqt ne bohat uncertainities dikhai hain ke in sab cheezoN per aitmaad nahi raha. is lye ab kuch bhi plan nahi karta.
                      Allah

                      Comment

                      • #26
                        Re: Zindagi me

                        Originally posted by unity View Post
                        Aslamoalikum friends:hii:
                        zindagi me ham jab koi plan ya prog bnate hen to kabhi kabhi wo pura nahi hota,chahe ho short time plan ho ya long time planning,ese me kuch log depress ho jate hen k haey ye socha tha nahi hua,kuch parwah nahi karte...
                        aap kia karte hen?:think:
                        waalikum asslam

                        holay holay jeena aa hi jata hai
                        pehlay hota tha depression magr jese jese mature hotay hain saleeqa khud bakhud aajat hai ....

                        lachak honi chahiye aap k iradon me aur sab se barri baat ALLAH pe bharosa ,k jo krta hai ALLAH KRTA HAI AUR ALLAH JO KRTA HAI SAHEE KRTA HAI :rose
                        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                        Comment

                        • #27
                          Re: Zindagi me

                          Originally posted by Tanha Hassan View Post
                          jeeee bilkul marey laey yeh donoo soortyin hamesha mufeed rahi hain ku k mere baap ka siya e shafqat hamesha marey sath sath rehta hai

                          Aur Dua to likha mitta deti hai sooooo yeh he kaam kerta hun mein hamesha sey
                          Allah ap k sar par ye saya tader salamat rakhe.ameen:dua
                          Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                          me backup me alternate plan rekhta hun ...so chill kerta hun :hairdrayer:
                          achaa

                          Originally posted by ummid View Post
                          waalaikumasalam
                          I do have plans.. but no planning for them.. :D...

                          am ready for everything... like kabhi bhi kuch bhi... :$.. and this may be because I give more importance to my self... rather than other factorz...
                          ahaann..achaa
                          Originally posted by Masood View Post
                          Wa allaikum salaam Rita :)

                          Hazrat Ali KaramAllah Wajhuu ka qaul hai keh:

                          "main ney apney iradon key tootney sey Khuda ki zaat ko pehchana hai"

                          Iradey ham sab kartey hain, magar hota wohi hai jo Allah Tala ko manzoor hota hai. Jisney Allah Tala ki khushnuudi ko apna liya, wohi kamyaab raha. Agar koi irada koi planning kamyab nahin hoti to samajh lijiyey keh Allah Tala ko kuchh aur manzoor tha. Aur usi mein behtari hogi.

                          Ab yeh kaha hai to iska hargiz matlab yeh nahin keh aap apney iradey ya planning key hasool key liyey jid-o-jehad na karein - jo ikhtiyaar Rab ney hamein diya hai, woh yeh hai keh ham apney iradey ko haasil karney key liyey tag-o-do karein, mehnat karein jo keh jaiiz ho - main aksar aik jumla istimaal karta hon keh tadbeer kar key khud ko taqdeer per chhorr dein :)
                          bohat khubsurat baat kahi ap ne:)
                          Originally posted by WASI ANJUM View Post
                          Mein jo sochta hon aur woh pura nahi hota to Allah Pak ki merzi samjh ker woh kaam chhor deta hon shayed mere haq mein woh plan behter nahi tha
                          isi liye pura nahi hua
                          yehi behter soch hoti he:thmbup:

                          Comment

                          • #28
                            Re: Zindagi me

                            Originally posted by Aanchal View Post
                            dil kharab hoo jata hai or kia

                            or pher nai plannings shuru :lol:
                            kharab dil ko theek kese karti hon Anchal?:khi:

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Wa alaikum aslam!

                            Masood ne start he mein aik achi baat share ki.

                            Further mein yeh kahoon ga ke kuch unavoidable circumstances ki waja se insaan ko wo bhi dekhna per jata he jo us ne expect nahi kia hota. Aisi situation thoori der ke liye to mujay stirr up ker deti he, I remain quite and keep working. Don't show temper or aggression or whatsoever. The strong part of my personality is that I am relatively quick in comming back to my normal state after such incidents. I accept the changes whether it be positive and negative.
                            ap to huey bahadar insan:hii:
                            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                            w/salam,

                            maiN ba'qaida koi planning nahe karta, sochta hoon aur kar guzarta hoon, baad maiN nateja acha ho to theek, na ho to mitti pao sanu ki :honh:
                            itni mitti kahan se late hen ap?:think:

                            Originally posted by Z. View Post
                            walaikum salam!

                            Agar kabhi aeysa ho tau mey hamesha khud sey sawal kerti hun : "what Next?"
                            to jawab kia mailta he?:think:

                            Originally posted by bhataktii rooh View Post

                            :em: totally agreed ...
                            hum bhi bus yahii kuch kehna chahtey they...:shyy:
                            g achaa
                            Originally posted by Yaaram View Post
                            walikum salam

                            main ne kabhi bhi waqt se pehle plan nahi kia. pehle kia karta tha, per waqt ne bohat uncertainities dikhai hain ke in sab cheezoN per aitmaad nahi raha. is lye ab kuch bhi plan nahi karta.
                            achaa
                            Originally posted by saraah View Post
                            waalikum asslam

                            holay holay jeena aa hi jata hai
                            pehlay hota tha depression magr jese jese mature hotay hain saleeqa khud bakhud aajat hai ....

                            lachak honi chahiye aap k iradon me aur sab se barri baat ALLAH pe bharosa ,k jo krta hai ALLAH KRTA HAI AUR ALLAH JO KRTA HAI SAHEE KRTA HAI :rose
                            bilkul theek:)

                            Comment

                            • #29
                              Re: Zindagi me

                              Originally posted by unity View Post
                              ap to huey bahadar insan:hii:
                              Oh really
                              :thmbup:

                              Comment

                              • #30
                                Re: Zindagi me

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                Oh really
                                ab itna show me ane ki bhi zarurat nahi hepaon phisal gya to gir paren ge:khi:

                                Comment

                                Working...
                                X