Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mushkil...??

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Mushkil...??

    Originally posted by D@y W@lk3r View Post
    nahi Aanchal ko donga:hairdrayer:
    yaar lady doctor, wo tumhari nani he, bhool gaye kia
    :thmbup:

    Comment


    • #32
      Re: Mushkil...??

      Originally posted by Faro View Post
      ap dono ki kiran kon ha ya tu bata dain ?372-haha372-haha
      Originally posted by Aanchal View Post
      han han mamoun or munda bataoo ub 372-haha
      kiran to meri he, per kabza is ne kia hua he :fight:
      :thmbup:

      Comment


      • #33
        Re: Mushkil...??

        Originally posted by Aanchal View Post
        ham khudhi mushkil bana deytay hian
        to matlab humaiN sochna nahe chaheay pehlay :think:
        That's Enough...!!

        Comment


        • #34
          Re: Mushkil...??

          Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
          to matlab humaiN sochna nahe chaheay pehlay :think:
          lekin yaar tum baat kerne ke baad aik baar zaroor sooch lia karo :embarasse
          :thmbup:

          Comment


          • #35
            Re: Mushkil...??

            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
            to matlab humaiN sochna nahe chaheay pehlay :think:
            souchoo ..lekan positive...kay yeh kaam mushkil nahi hai ham kar saktay hian

            lo ub baat hi mukk gai ....ub close karoo yeh thread
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment


            • #36
              Re: Mushkil...??

              Originally posted by Aanchal View Post
              souchoo ..lekan positive...kay yeh kaam mushkil nahi hai ham kar saktay hian

              lo ub baat hi mukk gai ....ub close karoo yeh thread
              Aanchal is thread ko ub close ker do 372-haha
              :thmbup:

              Comment


              • #37
                Re: Mushkil...??

                Originally posted by Aanchal View Post
                souchoo ..lekan positive...kay yeh kaam mushkil nahi hai ham kar saktay hian

                lo ub baat hi mukk gai ....ub close karoo yeh thread
                agar har cheez par positive soch rakhi jaiy to phir yeh khush'fehmi kisay kehtay haiN :think:
                That's Enough...!!

                Comment


                • #38
                  Re: Mushkil...??

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Aanchal is thread ko ub close ker do 372-haha
                  tu apna monh close rakh, abhi mera mind open hai :fight:
                  That's Enough...!!

                  Comment


                  • #39
                    Re: Mushkil...??

                    Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                    tu apna monh close rakh, abhi mera mind open hai :fight:
                    yaar jo baat honi thi wo to ho gai, ub tu fazool boolay ga kia :shyy:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #40
                      Re: Mushkil...??

                      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                      agar har cheez par positive soch rakhi jaiy to phir yeh khush'fehmi kisay kehtay haiN :think:
                      kushfehmi koi masla nahi ghalatfehmi na hoo bus :garmi:
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment


                      • #41
                        Re: Mushkil...??

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        kushfehmi koi masla nahi ghalatfehmi na hoo bus :garmi:
                        tum bachoN kay sath reh reh kar kafi samajh'dar ho gai ho 372-haha
                        That's Enough...!!

                        Comment


                        • #42
                          Re: Mushkil...??

                          Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                          As Salam o Alaikum,

                          kuch chezaiN, kaam ya baat waqai mushkil hoti haiN ya hum soch kar bana daytay haiN? :think:

                          matlab woh kaam karnay say pehlay, woh cheez parakhnay say pehlay ya woh baat kehnay say pehlay kis terha "mushkil" ho sakti hai?

                          :think:
                          Walaikum Asalam me ki fari :haey:


                          koi bhee cheez dunya me mushkil nahi hoti :garmi: bas hum log bana dete hein :garmi: or har mushkil ka "way out" hota he :fly:
                          aik "way out" bandh hota he to 99 or khulte hein

                          jo cheez humein pasand nahi hoti bas woh mushkil hojati he kyu ke us me hum effort nahi dalte :laptop:

                          Comment


                          • #43
                            Re: Mushkil...??

                            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                            As Salam o Alaikum,

                            kuch chezaiN, kaam ya baat waqai mushkil hoti haiN ya hum soch kar bana daytay haiN? :think:

                            matlab woh kaam karnay say pehlay, woh cheez parakhnay say pehlay ya woh baat kehnay say pehlay kis terha "mushkil" ho sakti hai?

                            :think:
                            Wa allaikum salaam dushmanaa

                            Oey mubarik ho aik raat mein 2 thread lagata hai :D

                            Miyan Muhammad Bakhsh ka shair hai:

                            har mushkil ki kunji yaro hath mardaan dey aaii
                            mard nigah karan jis paasey mushkil rawey na kaii

                            Mera zaati khiyaal hai keh aisa mumkin nahin keh insaan agar kisi baat ka iradah bandhey aur woh na kar sakey. Jo ikhtiyaar Allah Tabarak Tala ney insaan ko diya hai, us mein rah ker koi kaam na'mumkin nahin. Niyyat paharr hataney per majboor kar deti. Magar niyyat karna aur phir ussey pakarr ker rakhna bohat mushkil - jo is mushkil per qaboo paa leta hai, woh har kaam kar leta hai - (again har woh kaam jo Allah ney insaan ki istidaad mein rakha hai).
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • #44
                              Re: Mushkil...??

                              Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                              As Salam o Alaikum,

                              kuch chezaiN, kaam ya baat waqai mushkil hoti haiN ya hum soch kar bana daytay haiN? :think:

                              matlab woh kaam karnay say pehlay, woh cheez parakhnay say pehlay ya woh baat kehnay say pehlay kis terha "mushkil" ho sakti hai?

                              :think:
                              Walaikum Assalam....

                              Pata nahi kyun lekin mujhay abb sub se mushkil kaam course ka perhna lagta he...

                              baki kuch bhi mushkil nahi lagta he

                              kyun lagta he.....is lie kyun k mera dil nahi lagta

                              Comment


                              • #45
                                Re: Mushkil...??

                                Originally posted by MSA View Post
                                Walaikum Assalam....

                                Pata nahi kyun lekin mujhay abb sub se mushkil kaam course ka perhna lagta he...

                                baki kuch bhi mushkil nahi lagta he

                                kyun lagta he.....is lie kyun k mera dil nahi lagta
                                dil be'eeman tey hujtaan dher
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X