Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

KhuDii...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: KhuDii...

    Originally posted by MSA View Post
    stop wasting tamatars :a stick: kaam karo ja ker :3_7_6[1]:
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #47
      Re: KhuDii...

      Originally posted by Z. View Post
      stop wasting tamatars :a stick: kaam karo ja ker :3_7_6[1]:
      paper khatam...sirf prc reh gae

      Comment


      • #48
        Re: KhuDii...

        thanxx :thmbup:

        Comment


        • #49
          Re: KhuDii...

          Walaikum Assalaam

          Bohat hi khoobsurat topic ka aghaz kia aap nay MSA...!

          agar humain Khudii kay matlab sahi samajh main agayay tou samajhain zindagi jeena aur bawaqar zindagi jeena kitna asaan hojayay ga.

          ALLAMA IQBAL nay bhi apni shayeri main aur jaisa kay Z. nay kitab ka zikar kia uss main Khudii ko bohat importance de... kiyonki uss waqt insaan kay haalat aisay thay hum sab GHULAMI ki zindagi basar kar rahay thay, aik taraf angraiz tou dosri taraf hindu, muslamaan bohat hi pasti ka shikaar thay, na taleemi maidan main aagay, na hi siyasi maidan main, yehi waja thi kay ALLAMA IQBAL logon main aik aisay jazbay ko ubharnay ki koshish kartay rahay jiss ka naam hay KHUDII, yehi khudii hi hay jiss nay muslamanoon ko apnay liye aik alag mulk bana kar apni shanakht ko duniya kay saamnay laanay per ujagar kia, yeh KHUDII hi thi jiss nay logon ko paRh likh kar achi posts per job karnay kay liye amaada kia, yeh KHUDII hi thi jiss nay musalmanoon ko yakjaa hokar aik aisi MUTAHID taaqat bana dia jiss kay aagay angraizoon ko bhi ghutnay taiknay paRay aur bilaakhir PAKISTAN dunia kay naqshay per namooudaar hua!!!!

          Zindagi ka shour, apni izzat-e-nafs ki hifazat, apnay HAQ maangnay main sharmindagi mehsoos na karna, logo kay HAQ ada karnay main kanjosi nahin, mohabbat ka firoogh, aur sab say bhaR kar apnay pyray mazhab ISLAM ki taleemat ko apni zindagi main mishal-e-rah banana.... innn sab ka naam hay KHUDII.... agar insaan apni KHUDII ko itna bulund kar lay tou yaqeenan ALLAH SWT khudh uss say poochtay hain kay aiy banday aaj tou KHUDII kay uss muqaam per hay kay main teri har raza ki takmeel kay liye raazi hoon!!!!

          May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

          Aap ki duwayoon ka talabgaar, ek khaksaar

          ALLAH HAFIZ

          Originally posted by MSA View Post
          Assalam o Alaikum...


          Us Qoum ko Shamsheer ki Hajjut nahi rehti...
          Ho jis k jawano ki KHUDI Sorut'E'folaD...

          to yeh KHUDI kia cheez he???
          :donno:
          sigpic

          Comment


          • #50
            ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

            Comment


            • #51
              Re: KhuDii...

              Originally posted by thefire1 View Post
              Walaikum Assalaam

              Bohat hi khoobsurat topic ka aghaz kia aap nay MSA...!

              agar humain Khudii kay matlab sahi samajh main agayay tou samajhain zindagi jeena aur bawaqar zindagi jeena kitna asaan hojayay ga.

              ALLAMA IQBAL nay bhi apni shayeri main aur jaisa kay Z. nay kitab ka zikar kia uss main Khudii ko bohat importance de... kiyonki uss waqt insaan kay haalat aisay thay hum sab GHULAMI ki zindagi basar kar rahay thay, aik taraf angraiz tou dosri taraf hindu, muslamaan bohat hi pasti ka shikaar thay, na taleemi maidan main aagay, na hi siyasi maidan main, yehi waja thi kay ALLAMA IQBAL logon main aik aisay jazbay ko ubharnay ki koshish kartay rahay jiss ka naam hay KHUDII, yehi khudii hi hay jiss nay muslamanoon ko apnay liye aik alag mulk bana kar apni shanakht ko duniya kay saamnay laanay per ujagar kia, yeh KHUDII hi thi jiss nay logon ko paRh likh kar achi posts per job karnay kay liye amaada kia, yeh KHUDII hi thi jiss nay musalmanoon ko yakjaa hokar aik aisi MUTAHID taaqat bana dia jiss kay aagay angraizoon ko bhi ghutnay taiknay paRay aur bilaakhir PAKISTAN dunia kay naqshay per namooudaar hua!!!!

              Zindagi ka shour, apni izzat-e-nafs ki hifazat, apnay HAQ maangnay main sharmindagi mehsoos na karna, logo kay HAQ ada karnay main kanjosi nahin, mohabbat ka firoogh, aur sab say bhaR kar apnay pyray mazhab ISLAM ki taleemat ko apni zindagi main mishal-e-rah banana.... innn sab ka naam hay KHUDII.... agar insaan apni KHUDII ko itna bulund kar lay tou yaqeenan ALLAH SWT khudh uss say poochtay hain kay aiy banday aaj tou KHUDII kay uss muqaam per hay kay main teri har raza ki takmeel kay liye raazi hoon!!!!

              May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

              Aap ki duwayoon ka talabgaar, ek khaksaar

              ALLAH HAFIZ
              Ameen...
              aur thank U...

              Comment


              • #52
                Re: KhuDii...

                Originally posted by thefire1 View Post
                kiyonki uss waqt insaan kay haalat aisay thay hum sab GHULAMI ki zindagi basar kar rahay thay
                aag wale bhai to ab konsi free wali zindagi basar kar rahe hein :donno: roz to aata cheeni rashan ki lines me lag ke apni self respect wahi chor ke atay hein :donno:

                Comment


                • #53
                  Re: KhuDii...

                  :donno: Poly Badshaho App Sab Janty Hain Likin Chalin Ab Hissa to Layna Hya Naa Khodi Matlab Ap Ki "Main" Ap ki "Ann"Ap ki Khod Apni Nigahon Main Izat
                  :star1:

                  Comment

                  Working...
                  X