Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
*Joint Family System*
Collapse
X
-
Re: *Joint Family System*
Originally posted by Masood View PostWa salaam
Main ney yahan bohat sari larkiyan dekhi hain jo shadi key baad joint family hi mein rehna pasand karti hai. Unkey nazdeek joint family system mein rehna protection deta hai. Yeh hairat angez baat hai keh Denmark mein pedah hui larkiyaan aisa sochti hain. Woh barron sey un zimmedariyon ka seekhna chahti hain jo woh khud nahin janti. Unhein yeh protection bhi chahiyey keh jab woh sahib-e-aulad hon, koi buzurg ho jo na sirf parvarish mein rehnumaii karey balkeh waqt parrney per babysitting bhi kar sakein.
Aisi larkiyaan bhi hain jo shadi key baad sirf apney aap aur apney shohar ko dekhna chahti hai - yeh bhi unka haq hai, is sey unhein be'dakhal nahin kiya jaa sakta.
Ab agar yeh baat uthaii jaey keh kya sahih hai aur kya ghalt to bohat lambi aur la'hasil ho gi. Kyunkeh halaat waqt key saath saath badaltey hain. Woh daur aur they jab yeh ehsaas paaley jatey they keh 'ham ney paal pos key barra kiya hai' - ab aisa nahin. Zindagi bohat tez aur waqt mein koi barkat nahin rahi, gehma gehmi afratafri key daur mein aisa nahin chalta. Lehaza agar koi elag rehna chahta hai, to bhi drust aur koi joint mein to bhi drust :)
Comment
-
Re: *Joint Family System*
Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Postaaho
yeh matlab shadi :think:
Originally posted by aabi2cool View Postجوائنٹ فیملی سسٹم پر آپ نے تھریڈ تو کھول دیا نیز یہ بھی واضح فرمادیا کہ آپ کو جوائنت فیملی سسٹم پسند ہے مگر آپ نے ان امور کی نشاندہی نہیں فرمائی کہ جن کے باعث یہ سسٹم اکثر ہمارے معاشرے میں کلیش کرجاتا ہے وہ کون سے امور ہیں اور انکا زیادہ تر زمہ دار کون ہے ؟ عورت یا مرد ؟؟؟؟؟ او آیا جوائنٹ فیملی سسٹم میں کوئی ایسی خرابیاں ہیں کہ جس کے باعث یہ کامیاب نہیں ہوپاتا یا پھر خرابی ہم لوگوں میں ہے ؟؟؟؟
Aabi bhai joint family system mein is lye prefer karti hu ke Islam me bhee he mil beth ke khane mein barkat hoti he .. likin baaz auqat ye system clash bhe kar jata he :think: is ki baht si wajuhat hein :garmi:
1. jaise ammu ne kaha larki apne ghar se soch ke ati he mein ne alag ghar me hi rehna he :shyy:
2. gharwale usay accept karne ke lye ready nahi hote :shyy:
3. or larki ki tarbiyat me koi kami reh jati he jis ke bais woh ache susral walon se bhee badtamizi karti he or apne husband ko bharkati he
4. jorhu ka ghulam jo apni kind wali ammi jan ko chor ke apni biwi ko manta he :shyy:
to be continued in the next episode .. :hairdrayer:
Originally posted by Aanchal View Postme ko joint family system kuch khas pasand nahi haiLast edited by mano_billi; 12 November 2009, 09:11.
Comment
-
Re: *Joint Family System*
Originally posted by mano_billi View PostAabi bhai joint family system mein is lye prefer karti hu ke Islam me bhee he mil beth ke khane mein barkat hoti he .. likin baaz auqat ye system clash bhe kar jata he :think: is ki baht si wajuhat hein :garmi:
1. jaise ammu ne kaha larki apne ghar se soch ke ati he mein ne alag ghar me hi rehna he :shyy:
2. gharwale usay accept karne ke lye ready nahi hote :shyy:
3. or larki ki tarbiyat me koi kami reh jati he jis ke bais woh ache susral walon se bhee badtamizi karti he or apne husband ko bharkati he
4. jorhu ka ghulam jo apni kind wali ammi jan ko chor ke apni biwi ko manta he :shyy:
to be continued in the next episode .. :hairdrayer:ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
-
Re: *Joint Family System*
Originally posted by mano_billi View Post[B]
waja? :donno:
Comment
-
Re: *Joint Family System*
Originally posted by munda_sialkoty View Post372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha
baad meinb bataon ga ke mein kyoon hassa
Comment
-
Re: *Joint Family System*
Originally posted by mano_billi View Post
Aabi bhai joint family system mein is lye prefer karti hu ke Islam me bhee he mil beth ke khane mein barkat hoti he .. likin baaz auqat ye system clash bhe kar jata he :think: is ki baht si wajuhat hein :garmi:
1. jaise ammu ne kaha larki apne ghar se soch ke ati he mein ne alag ghar me hi rehna he :shyy:
2. gharwale usay accept karne ke lye ready nahi hote :shyy:
3. or larki ki tarbiyat me koi kami reh jati he jis ke bais woh ache susral walon se bhee badtamizi karti he or apne husband ko bharkati he
4. jorhu ka ghulam jo apni kind wali ammi jan ko chor ke apni biwi ko manta he :shyy:
to be continued in the next episode .. :hairdrayer:
Last Episode :shyy:
mard or aurat dono me default he :sword: aurat in case agar us ke susral wale ache hein likin in return woh acha ban ke nahi dikhati unhe
ya phr :think: saas or nandein bichari ka jeena azab kar deti hein :fight:
or mard in case woh larakoo biwi ko control nahi kar sakta :garmi:
khrabi joint family system me nahi :na: as I've said before mil baant ke khane mein barkat parti he teddy
khrabi hum logon me hein hum log kuch zada hi mod ho apne cultural values bhul gaye hein
ye theek he ke har stranger ke sath adjust hone me time lagta he ...it's not just in case of in laws ... ap ke workplace...university..school ...college har jaga
likin try to karein
Comment
-
Re: *Joint Family System*
Originally posted by mano_billi View PostLast Episode :shyy:
mard or aurat dono me default he :sword: aurat in case agar us ke susral wale ache hein likin in return woh acha ban ke nahi dikhati unhe
ya phr :think: saas or nandein bichari ka jeena azab kar deti hein :fight:
or mard in case woh larakoo biwi ko control nahi kar sakta :garmi:
khrabi joint family system me nahi :na: as I've said before mil baant ke khane mein barkat parti he teddy
khrabi hum logon me hein hum log kuch zada hi mod ho apne cultural values bhul gaye hein
ye theek he ke har stranger ke sath adjust hone me time lagta he ...it's not just in case of in laws ... ap ke workplace...university..school ...college har jaga
likin try to kareinساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
-
Re: *Joint Family System*
Originally posted by munda_sialkoty View PostLagta he aaj tum ne mirchein ziada kha lein 372-haha
Comment
Comment