Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

*Joint Family System*

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: *Joint Family System*

    Originally posted by mano_billi View Post
    me ki esha de :hug:
    me ki mano

    ye fari churailan nahin aaey abhi tak:cv:
    sigpic

    Comment


    • #17
      Re: *Joint Family System*

      Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
      me ki mano

      ye fari churailan nahin aaey abhi tak:cv:

      me bhee yahi puchne wali thi humki dayn kidhar he

      Comment


      • #18
        Re: *Joint Family System*

        Walekum Salam:hii:
        joint family k bohat sare faedy bhi hen or kuch nuksanaat bhi hen lekin ye bohat hi ghalat baat he k aik family kisi larki ko bahu bana kar laey or wo larki aa kar us ghar ko hi torne lage.jahan zeada log hon wahan bardasht bhi zeada karna parta he to mere khiyal me ager larki ko zeada logon me rehna pasand nahi to us ko shadi se pehle hi keh dena chaey parents ko k wo joint family me shadi nahi karna chahti,ye kia baat hui k jate hi alag hone k mission par lag jaey....:fight:

        Comment


        • #19
          Re: *Joint Family System*

          Originally posted by mano_billi View Post
          Asalam o alaikum ... :hii:

          baht arsay baad thread laga rahi hu ajeeb ajeeb lag raha he :D ....

          me ne apni bhabi ki friend ki baat suni ke uski kafi aged saas hein or aik devar unmarried tha jo college me tha..phir bhee woh apne mian ko le ke alag hogayi ye keh ke mein apne mian ko share nahi kar sakti kisi ke sath

          to mjhe batayein kia joint family system me rehna aj kal ki larkiyo ke lye itna hi azaab ban gaya he :garmi: ke apni asal family ko nahi jhel sakteen? :think:

          joint family system ke ap ke khyal me pros and cons kia hein :sword:

          asal family is lye kaha kyu ke kehte hein punjabi me "dhiyan paraya dhan" matlab betiyan parayee hoti hein unka susral hi unka real ghar hota he :shyy:


          waiting for ur replies
          w/salam,

          yahaN karna kia hai :donno:
          That's Enough...!!

          Comment


          • #20
            Re: *Joint Family System*

            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
            w/salam,

            yahaN karna kia hai :donno:
            aap yahan naach lein 372-hahakiun k aur kuch nahin kar saktay aap 372-haha
            sigpic

            Comment


            • #21
              Re: *Joint Family System*

              Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
              aap yahan naach lein 372-hahakiun k aur kuch nahin kar saktay aap 372-haha
              That's Enough...!!

              Comment


              • #22
                Re: *Joint Family System*

                -
                Mano, sab ney hi joint family system ko support kiya, mey bas ye janna chahun gi k agar aik larki alag ghar mey rehna chahti hai apney husband k sath tau phir iss mey burai kya hai?
                -
                Secondly
                Hamarey muasharey mey ye rujhaan bohot paya jata hai k larki ko apney susral walon ki khidmat kerni chahiye jaisey ye uss pe farz ho halankey ye uss pe farz nahi hai...

                Mey yahan ye baat bhi wazeh ker dun k joint family system mey na rehna aur susral walon ki khidmat ka farz na hona ka hergiz ye matlab nahi hai k wo larki bad-akhlaq ho gi ya apney susral k liye caring nahi ho gi ya wo respectful nahi ho gi ...etc etc

                Do lafzon mey joint family system ka aap haan ya Nah sey jawab nahi de saktey hein, ye family to family differ kerta hai...
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment


                • #23
                  Re: *Joint Family System*

                  Originally posted by unity View Post
                  Walekum Salam:hii:
                  joint family k bohat sare faedy bhi hen or kuch nuksanaat bhi hen lekin ye bohat hi ghalat baat he k aik family kisi larki ko bahu bana kar laey or wo larki aa kar us ghar ko hi torne lage.jahan zeada log hon wahan bardasht bhi zeada karna parta he to mere khiyal me ager larki ko zeada logon me rehna pasand nahi to us ko shadi se pehle hi keh dena chaey parents ko k wo joint family me shadi nahi karna chahti,ye kia baat hui k jate hi alag hone k mission par lag jaey....:fight:
                  sahi kaha


                  Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                  w/salam,

                  yahaN karna kia hai :donno:

                  ammu ap batayein kia ap apni biwi ko alag ghar me rakhein ge or usay ijazat dein ge ke apki family se badtamizi kare or apki mama se bat na kare


                  Originally posted by Z. View Post
                  -
                  Mano, sab ney hi joint family system ko support kiya, mey bas ye janna chahun gi k agar aik larki alag ghar mey rehna chahti hai apney husband k sath tau phir iss mey burai kya hai?
                  -
                  Secondly
                  Hamarey muasharey mey ye rujhaan bohot paya jata hai k larki ko apney susral walon ki khidmat kerni chahiye jaisey ye uss pe farz ho halankey ye uss pe farz nahi hai...

                  Mey yahan ye baat bhi wazeh ker dun k joint family system mey na rehna aur susral walon ki khidmat ka farz na hona ka hergiz ye matlab nahi hai k wo larki bad-akhlaq ho gi ya apney susral k liye caring nahi ho gi ya wo respectful nahi ho gi ...etc etc

                  Do lafzon mey joint family system ka aap haan ya Nah sey jawab nahi de saktey hein, ye family to family differ kerta hai...


                  Z :donno:

                  kia burhe maa baap ko chorna theek he jab bete ka farz banta he unki take care kare :donno: jab maa baap se utha bhe nahi jaye ga ya bemar hon to unko breakfast ...lunch...dinner kon karaye ga :donno:

                  aise mein maa ye soch ke nahi roye gi kia jab mera beta chota tha to mein uski kaise har khawaish puri karti thi :baby: or ab aik aisi larki jis se ab rishta jurha he uske lye alag hogya mjh se :donno:

                  Comment


                  • #24
                    Re: *Joint Family System*

                    Originally posted by mano_billi View Post






                    Z :donno:

                    kia burhe maa baap ko chorna theek he jab bete ka farz banta he unki take care kare :donno: jab maa baap se utha bhe nahi jaye ga ya bemar hon to unko breakfast ...lunch...dinner kon karaye ga :donno:

                    aise mein maa ye soch ke nahi roye gi kia jab mera beta chota tha to mein uski kaise har khawaish puri karti thi :baby: or ab aik aisi larki jis se ab rishta jurha he uske lye alag hogya mjh se :donno:
                    Mano issi liye kaha na k family to family differ kerta hai. :rose
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment


                    • #25
                      Re: *Joint Family System*

                      Originally posted by unity View Post
                      Walekum Salam:hii:
                      joint family k bohat sare faedy bhi hen or kuch nuksanaat bhi hen lekin ye bohat hi ghalat baat he k aik family kisi larki ko bahu bana kar laey or wo larki aa kar us ghar ko hi torne lage.jahan zeada log hon wahan bardasht bhi zeada karna parta he to mere khiyal me ager larki ko zeada logon me rehna pasand nahi to us ko shadi se pehle hi keh dena chaey parents ko k wo joint family me shadi nahi karna chahti,ye kia baat hui k jate hi alag hone k mission par lag jaey....:fight:
                      zarori nahi kay hamesha galat lerki hi ho. gharwalay bhi hosaktay hain.
                      ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                      Comment


                      • #26
                        Re: *Joint Family System*

                        main joint family kay haq main nahi hoon.
                        ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                        Comment


                        • #27
                          Re: *Joint Family System*

                          Originally posted by mano_billi View Post
                          kia burhe maa baap ko chorna theek he jab bete ka farz banta he unki take care kare :donno: jab maa baap se utha bhe nahi jaye ga ya bemar hon to unko breakfast ...lunch...dinner kon karaye ga :donno:

                          aise mein maa ye soch ke nahi roye gi kia jab mera beta chota tha to mein uski kaise har khawaish puri karti thi :baby: or ab aik aisi larki jis se ab rishta jurha he uske lye alag hogya mjh se :donno:
                          app nay sahi kaha maa baap ki zimaydari betay par hain aur wo usko nibhani chahay. lekin behan bhai ki koi zimaydari nahi.
                          Frist Parents
                          Second Wife
                          etc........
                          ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                          Comment


                          • #28
                            Re: *Joint Family System*

                            Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                            aap yahan naach lein 372-hahakiun k aur kuch nahin kar saktay aap 372-haha
                            is ko roko main changed leker aata hoonau:
                            ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                            Comment


                            • #29
                              Re: *Joint Family System*

                              Originally posted by mano_billi View Post
                              ammu ap batayein kia ap apni biwi ko alag ghar me rakhein ge or usay ijazat dein ge ke apki family se badtamizi kare or apki mama se bat na kare
                              jab aik laRki kisi ghar maiN jati hai to us ghar ki laRkiyaN sochti haiN k yeh yaheeN rahay aur woh laRki sochti hai kay us ka alag ghar hona chaheay, isi terha jab woh laRkiyaaN jo aik laRki kay aanay par yeh sochti haiN kay woh laRki yaheeN rahay jab woh khud kisi laRkioN kay ghar jati hai to woh bhi yahe sochti hai kay woh alag ghar maiN rahay aur jis ghar maiN woh jati haiN wahaN ki laRkiyaaN bhi yahe soch rahe hoti haiN kay woh laRki yaheeN rahay magar phir woh jab khud kisi kay ghar jati hai to wahaN ki laRkiyaaN yeh sochti haiN k woh yaheeN rahay magar woh khud yeh sochti hai kay alag ghar hona chaheay

                              so asal masla laRkioN ka hai unhe say pocho kay jab woh khud aik laRki ko lati haiN to yeh chahti haiN kay woh laRki un kay ghar rahay aur jab woh khud kisi kay ghar jati haiN to chahti haiN kay alaihda ghar ho
                              That's Enough...!!

                              Comment


                              • #30
                                Re: *Joint Family System*

                                Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                                zarori nahi kay hamesha galat lerki hi ho. gharwalay bhi hosaktay hain.
                                ji ho sakte hen...esi surat me larke ka kaam he k wo apni wife ko alag se rakhe...lekin bilawaja hi esa nahi karna chaey:think:

                                Comment

                                Working...
                                X