Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

*Joint Family System*

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • *Joint Family System*

    Asalam o alaikum ... :hii:

    baht arsay baad thread laga rahi hu ajeeb ajeeb lag raha he :D ....

    me ne apni bhabi ki friend ki baat suni ke uski kafi aged saas hein or aik devar unmarried tha jo college me tha..phir bhee woh apne mian ko le ke alag hogayi ye keh ke mein apne mian ko share nahi kar sakti kisi ke sath

    to mjhe batayein kia joint family system me rehna aj kal ki larkiyo ke lye itna hi azaab ban gaya he :garmi: ke apni asal family ko nahi jhel sakteen? :think:

    joint family system ke ap ke khyal me pros and cons kia hein :sword:

    asal family is lye kaha kyu ke kehte hein punjabi me "dhiyan paraya dhan" matlab betiyan parayee hoti hein unka susral hi unka real ghar hota he :shyy:

    waiting for ur replies
    Last edited by mano_billi; 7 November 2009, 17:51.

  • #2
    Re: *Joint Family System*

    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

    Comment

    • #3
      Re: *Joint Family System*

      Originally posted by D@y W@lk3r View Post

      :sword:

      Comment

      • #4
        Re: *Joint Family System*

        Islami Noqtaie Nazar Say Shohar Ki Zima dari hay K Bevi Ko alag Ghar Main Rakhay.Bevi ki Koit Zima Dari Nahi K Sas,Sosar,Nand,Daywar Ki Khidmat Karay.Ous Ki Zima Dari Shohar Ki Khidmat,Olad ki Parwarish Hay.Albata Agar Moashrati Noqtai Nazr Say Bevi Shohar K Rishton Ki Khidmat Karti hay to Yah ous ka SADQAI JARIA Samjha Jaiy Ga.or Bivi ki Alazarfi Ke Nishani Hoga.:rose
        :star1:

        Comment

        • #5
          Re: *Joint Family System*

          Originally posted by mano_billi View Post
          Asalam o alaikum ... :hii:

          baht arsay baad thread laga rahi hu ajeeb ajeeb lag raha he :D ....

          me ne apni bhabi ki friend ki baat suni ke uski kafi aged saas hein or aik devar unmarried tha jo college me tha..phir bhee woh apne mian ko le ke alag hogayi ye keh ke mein apne mian ko share nahi kar sakti kisi ke sath

          to mjhe batayein kia joint family system me rehna aj kal ki larkiyo ke lye itna hi azaab ban gaya he :garmi: ke apni asal family ko nahi jhel sakteen? :think:

          joint family system ke ap ke khyal me pros and cons kia hein :sword:

          asal family is lye kaha kyu ke kehte hein punjabi me "dhiyan paraya dhan" matlab betiyan parayee hoti hein unka susral hi unka real ghar hota he :shyy:

          waiting for ur replies
          Walaikum Assalam...

          Mian na hua 20 rupay ka easy load hogaya jo share nahi krsakti 372-haha

          waisi sub dimagh ki kharabi he...

          Comment

          • #6
            Re: *Joint Family System*

            Islami Noqtaie Nazar Say Shohar Ki Zima dari hay K Bevi Ko alag Ghar Main Rakhay.Bevi ki Koit Zima Dari Nahi K Sas,Sosar,Nand,Daywar Ki Khidmat Karay.Ous Ki Zima Dari Shohar Ki Khidmat,Olad ki Parwarish Hay..:rose
            :star1:

            Comment

            • #7
              Re: *Joint Family System*

              Originally posted by A.Athar View Post

              kia aurat jab apne maa baap ki khidmat kar sakti he to apne saas susr ke nahi kar sakti? kia ye us ke pas right he ke woh unse bura bartao kare?

              Originally posted by MSA View Post
              Walaikum Assalam...

              Mian na hua 20 rupay ka easy load hogaya jo share nahi krsakti 372-haha

              waisi sub dimagh ki kharabi he...

              good one 372-haha372-haha

              sahi baat he Allah aise logon ko nayki ki hidayat de

              Comment

              • #8
                Re: *Joint Family System*

                Originally posted by A.Athar View Post
                Islami Noqtaie Nazar Say Shohar Ki Zima dari hay K Bevi Ko alag Ghar Main Rakhay.Bevi ki Koit Zima Dari Nahi K Sas,Sosar,Nand,Daywar Ki Khidmat Karay.Ous Ki Zima Dari Shohar Ki Khidmat,Olad ki Parwarish Hay..:rose
                mein ne matric me perhey thay mian bivi k huqooq...uss me yeh tha k agur bv khush nahi he in-laws k sath aur alug ghar ka mutalba kurti he...to phir shayd kuch baat he...lekin is ka matlab yeh bhi nahi k app bv k haqooq k khatir maan Baap k huqooq ko pass'e'pusht(:garmi:) daal dein....

                Allah hum sub ko seedhe raaste pe chalae

                Comment

                • #9
                  Re: *Joint Family System*

                  Originally posted by mano_billi View Post
                  good one 372-haha372-haha

                  sahi baat he Allah aise logon ko nayki ki hidayat de
                  Ameen

                  Comment

                  • #10
                    Re: *Joint Family System*

                    Originally posted by mano_billi View Post
                    Asalam o alaikum ... :hii:

                    baht arsay baad thread laga rahi hu ajeeb ajeeb lag raha he :D ....

                    me ne apni bhabi ki friend ki baat suni ke uski kafi aged saas hein or aik devar unmarried tha jo college me tha..phir bhee woh apne mian ko le ke alag hogayi ye keh ke mein apne mian ko share nahi kar sakti kisi ke sath

                    to mjhe batayein kia joint family system me rehna aj kal ki larkiyo ke lye itna hi azaab ban gaya he :garmi: ke apni asal family ko nahi jhel sakteen? :think:

                    joint family system ke ap ke khyal me pros and cons kia hein :sword:

                    asal family is lye kaha kyu ke kehte hein punjabi me "dhiyan paraya dhan" matlab betiyan parayee hoti hein unka susral hi unka real ghar hota he :shyy:

                    waiting for ur replies
                    Wa Alaikum Assalam :hairdrayer:

                    I just love" joint family system ":dance5::dance5:......kiun k chhotay hotay se daikha hay ....mashaAllah phupho, chachu daadi jaan sab aik saath rehtay thay hum log.......itna maza aata hay na ...sab ronaq maila , halla gulla ..........:tunn:

                    hana ye hay k wahan different nature k log aik ghar mein rehtay hain to ikhtelaaft bhi paida ho jatay hain ...lekin maslay , ikhtelaafaat ko bayth k discuss kar liya jaey to is say kadoortein paida nhin hotiin ............joint family system k faeday ziada hain ......
                    sigpic

                    Comment

                    • #11
                      Re: *Joint Family System*

                      Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post

                      me toooo kitna maza ata he na jab sab mil ke beth jatay hein kitni ronaq lag jati he or ghar me koi function ajaye to sab kaam bant lye jatay hein sab mil baant ke kaam karte hein kitchen bhee bhara para hota he or phir boys party me se koi na koi ajate hein khana test karne :garmi:

                      or esha de jahan 2 bartan hon ge woh takrayein ge to sahi na :fight:

                      pata nahi kase badqismat log hote hein jo alag rehna pasand karte hein apni marzi se... :donno: majboori ho to phir bhe koi bat he jaise hum log apne pakiland se duur hein

                      Comment

                      • #12

                        • #13
                          Re: *Joint Family System*

                          Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post

                          teddyteddy

                          Comment

                          • #14
                            Re: *Joint Family System*

                            Originally posted by mano_billi View Post
                            teddyteddy
                            manooooo:shyy::shyy::shyy:
                            sigpic

                            Comment

                            • #15
                              Re: *Joint Family System*

                              Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                              manooooo:shyy::shyy::shyy:

                              me ki esha de :hug:

                              Comment

                              Working...
                              X