Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

eid kay din ki masroofiyat aur eidi

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • eid kay din ki masroofiyat aur eidi

    me do chezein pochna chahta hoon....
    1---- eidi kitni aur kon kon aap ko deta hai??
    2---- eid kay din aap ki kiya masroofiyaat hoti hain? yaa eid ko kese enjoy kartay ho??
    hope aap sub meray dono sawalon ka reply karo gay..... :)
    :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

  • #2
    Re: eid kay din ki masroofiyat aur eidi

    1 koi eidi nahi daita
    2 eid sooooooooooooooooooooooo ker Guzar daita hun

    Comment


    • #3
      Re: eid kay din ki masroofiyat aur eidi

      Assalaam o alekum,

      EIDI milti to nahin sirf denaa hi pertaa hai :tauba :tauba :tauba

      Ramdhan EID mien to alag baat hooti hai sirf ghoomnaa phirnaa milnaa milaanaa lekin iss EID mien qurbani kernaa, ghost baantnaa usske baad thakk ker soo jaanaa :) :)
      :tang: RISK IS MY BUSINESS

      DANGER IS MY GAME

      DONT PLAY WITH ME
      BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

      Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

      Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

      Comment


      • #4
        Re: eid kay din ki masroofiyat aur eidi

        Originally posted by khurram_shaikh
        Assalaam o alekum,

        EIDI milti to nahin sirf denaa hi pertaa hai :tauba :tauba :tauba
        mere eidi kaha hai ?
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment


        • #5
          Re: eid kay din ki masroofiyat aur eidi

          Bhai me ki Eidi bhi nahi dee na app nay
          Me ko abu daty hay Eidi
          Koi khass masroofiyat nahi bas farigh:)

          Comment


          • #6
            Re: eid kay din ki masroofiyat aur eidi

            Na deta hoon na milti.:tumain:
            Job par:hb:
            ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

            Comment


            • #7
              Re: eid kay din ki masroofiyat aur eidi

              Assalaam o alaikum
              1.. abhi b hasool e barkat k liay abbu say hi laita hooN k zara baTwa garam rahay. iss k ilawa dainay hi hotay haiN.
              2.. EID k din masjid k koi 18 20 janwar zibah karwa k taqseem karta hoon apnay dostoN k saath mil k aur apna hissa b lia hota hay wahaaN iss liay bohat zyada maza aataa hay mujhay to choTi EID say b zyada.
              Wassalaam
              Raza Baykamal

              kyoN RAZA mushkil say Dariay----jabb nabi S.A.W mushkil kusha ho

              Comment


              • #8
                Re: eid kay din ki masroofiyat aur eidi

                aaj kal to eidi deni parti hy aur iss eid per choti eid ki banisbat masroofiyaat zara alg kisam ki hoti hain . yani kasai ki talash phir bakara ko zibah karwana aur phir goshat taqseem karna wegera ..:phool:
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment


                • #9
                  Re: eid kay din ki masroofiyat aur eidi

                  Originally posted by Last Knight
                  1 koi eidi nahi daita
                  2 eid sooooooooooooooooooooooo ker Guzar daita hun
                  JAB sey Gym banaya hay koee eidi nahe deta.......
                  or eid key din khalil ke jagny ka intzaar karta hoon......:wk
                  Life is more strict than a teacher
                  A teacher teaches a lesson
                  and takes an exam.
                  But life takes an exam
                  and then teaches a lesson

                  Comment


                  • #10
                    Re: eid kay din ki masroofiyat aur eidi

                    Originally posted by Munda_pk
                    JAB sey Gym banaya hay koee eidi nahe deta.......
                    or eid key din khalil ke jagny ka intzaar karta hoon......:wk
                    100% true:tauba :tauba :tauba

                    Comment


                    • #11
                      Re: eid kay din ki masroofiyat aur eidi

                      Originally posted by Last Knight
                      100% true:tauba :tauba :tauba
                      so sad both of u 2 funny:salam:
                      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                      Comment


                      • #12
                        Re: eid kay din ki masroofiyat aur eidi

                        Originally posted by baykamal
                        Assalaam o alaikum
                        1.. abhi b hasool e barkat k liay abbu say hi laita hooN k zara baTwa garam rahay. iss k ilawa dainay hi hotay haiN.
                        2.. EID k din masjid k koi 18 20 janwar zibah karwa k taqseem karta hoon apnay dostoN k saath mil k aur apna hissa b lia hota hay wahaaN iss liay bohat zyada maza aataa hay mujhay to choTi EID say b zyada.
                        Wassalaam
                        Raza Baykamal
                        18 20 janwar zibah kar kay......:cc: kamal bhai aap kasai wala kaam bhi kartay ho???
                        :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                        Comment


                        • #13
                          Re: eid kay din ki masroofiyat aur eidi

                          Originally posted by Rabi
                          Bhai me ki Eidi bhi nahi dee na app nay
                          Me ko abu daty hay Eidi
                          Koi khass masroofiyat nahi bas farigh:)
                          1 dollar kaafi hai??
                          :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                          Comment


                          • #14
                            Re: eid kay din ki masroofiyat aur eidi

                            Originally posted by baykamal
                            Assalaam o alaikum
                            1.. abhi b hasool e barkat k liay abbu say hi laita hooN k zara baTwa garam rahay. iss k ilawa dainay hi hotay haiN.
                            2.. EID k din masjid k koi 18 20 janwar zibah karwa k taqseem karta hoon apnay dostoN k saath mil k aur apna hissa b lia hota hay wahaaN iss liay bohat zyada maza aataa hay mujhay to choTi EID say b zyada.
                            Wassalaam
                            Raza Baykamal
                            ab pata chala baykamal ki sehat ka raaz :zuban:
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment


                            • #15
                              Re: eid kay din ki masroofiyat aur eidi

                              Originally posted by aabi2cool
                              so sad both of u 2 funny:salam:
                              chaloo ker loo gal

                              Comment

                              Working...