Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sawal

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Sawal

    Originally posted by pakgates View Post
    Walaikum asalam,

    sawal ki bohat ehmiat hoti hai, iss bare mein kisi mashoor admi ne kaha hai

    "Agar kisi insan ke bare mein yeh janna ho keh woh kitna qabil hai to yeh nhi suno keh woh jawab kia de raha hai bulke yeh suno keh woh sawal kia kr raha hai"

    agar uss sawal se kisi ko faida ho to sawal ka jawab le kr di dum leta hoon
    :thmbup:

    Comment


    • #32
      Re: Sawal

      sawal ki noyat per depent erta hay kay kitna imp hay

      Comment


      • #33
        Re: Sawal

        Originally posted by Rabi View Post
        sawal ki noyat per depent erta hay kay kitna imp hay

        Comment


        • #34
          Re: Sawal

          Originally posted by a.athar View Post
          yah to sawal ki noiat par monhasir hay.agar to sawal ilmi kism ka hay to main pochon ga bar bar hzar bar jab tak dosra bata na day.1 hadees hay k app(s.a.w.w) ka irshad hay k sawal pocho kion ka sawal khid adha ilm hay.sobhan allah.yani swal wohi kary gaa na jis nsy socha hay & sochy ga wohi jis ko kuch ilm hay.
          اسلام علیکم طاہر بھائی نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کی طرف کوئی بات بلا تحقیق منسوب کرنا انتہائی خطرناک ہے کیونکہ آپ صلی اللہ علیہ وسلم کا رشاد گرامی ہے کہ ۔۔
          من کذب علی متعمدا فلیتبوا مقعدہ من النار (مسند احمد 454/1)
          ''جس نے میری طرف کوئی جھوٹی بات منسوب کی پس اس کو چاہیئے کہ اپنا ٹھکانہ جہنم میں بنالے''
          آپ نے جو قول شئر کیا اور اسے نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کی طرف منسوب کیا ہے اسکی نہ تو کوئی تحقیق ذکر کی اور نہ ہی کوئی حوالہ ہی آپ نے فراہم کیا لہذا میرے بھائی ہرسنی سنائی بات کو حدیث نہیں کہہ دینا چاہیے اگر آپ کے پاس اس قول کے حدیث ہونے کا کوئی مستند ثبوت ہے تو اسے یہان پیش کیجیئے ۔ ۔ والسلام
          Last edited by aabi2cool; 7 November 2009, 12:58.
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment


          • #35
            Re: Sawal

            Walaikum Assalaam

            Meray nazdeek sawaal ki bohat ahmiyat hay aur agar koi baat meray ilm main nahin hay tou main sawaal karnay say kabhi nahin sharmaata. Hazrat Ali RZ ka qoul hay kay "Agar aap ko kisi baat ka jawab na aata hoo tou na ilmi ka izhaar karna bhi NISF ILM hay"

            Agar meray zehan main koi sawaal ho tou main har koshish karta hoon kay uss ka jawaab dhoondho, kitaboon main, internet per, phone calls say, dostoon say, bhai behan say, baRay bhai jaan, abbu, khala, mehaz main poori koshish karta hoon kay jawaab haasil kar kay apni ILMI TASHNIGI ko bhujayoon!!

            May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

            Originally posted by unity View Post
            Aslamoalikum :hii:
            ap k nazdeek sawal ki kia ehmeyat he?ager ap k zehen me koi sawal aey to us k jawab ke leay kis qadar koshish karte hen?:think:
            sigpic

            Comment

            Working...
            X