Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aihsaan...??

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Aihsaan...??

    As Salam o Alaikum,

    kia dunia maiN koi shaks aisa kaam kar sakta hai jis kay baad yeh kaha jaiy kay us nay apni maan par aihsaan kia hai?

    matlab aisa kaun sa kaam hai jis par kisi ki maan us ki aihsan'mand ho jaiy?
    That's Enough...!!

  • #2
    Re: Aihsaan...??

    walaikom Assalma
    jitna maira mehdood ilm hai ...(is hawalay say aur kuch perhnay ko mila in future tu aur baat hai)..simple answer hai NAHIN......

    kahin perha tha keh aik shakhs HAZRAT MUHAMMAD SAW kay pass ata hai aur ekhta hai keh mairi maaN chalnay say mazoor hain ... main unhain apni kamar per Hajj / umrah karwaaon tu kia is tarah say main maaN ka haq ada kar paaon ga... tu HAZRAT MUHAMMAD SAW nay fermaya tha (mafhoom) keh is tarah bhi koi apni maaN ka haq ada nahin kar sakta .....

    jab haq hi ada nahin ho sakta tu aihsaan tu buht dour ki baat hai...

    aik aur baat bhi perhi thi keh chahay maaN ki kitni hi khidmat kar li jaai... sirf aik raat jo hamari Maan hamaray liye hamaray bachpan mein jagi thien.... us aik raat ka bhi haq ada nahin ho sakta.....

    aik dua hai jo maN baap kay liye ki jati hai

    RABBIR HAM HUMA KAMA RABBA YANI SAGHEERA......

    aik aur dua hai lakin woh mujhay yaaad nahin ...:shyy:
    Last edited by *Rida*; 30 October 2009, 08:05.
    For New Designers
    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

    Comment

    • #3
      Re: Aihsaan...??

      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
      As Salam o Alaikum,

      kia dunia maiN koi shaks aisa kaam kar sakta hai jis kay baad yeh kaha jaiy kay us nay apni maan par aihsaan kia hai?

      matlab aisa kaun sa kaam hai jis par kisi ki maan us ki aihsan'mand ho jaiy?
      I think us ka yeah sochna he use gumrahi ki taraf le jane k mutradif hai thinkingg

      Wo aik raat ka sila bhi nahi de sakta....or na us Pyar bheri nigah ka de sakta hai jo us ki Maa usse dekhti hain :acha:

      Comment

      • #4
        Re: Aihsaan...??

        walikum salam

        Nahi bro, maan per ahsaan kese ho sakta hay?? hum bachoN ki itni majaal kahan..
        Allah

        Comment

        • #5

          Walaikum Asalam ammu :hii:

          dunya me agar koi shakhs apni maa ke lye koi kaam kar ke keh de me ne ehsan kiya he or in return us ki maa us pe kiye gaye ehsanat count karwane lag jaye to woh banda apne ap ko bhe kase face kare ga :think:

          woh insan jo is dunya me apni maa ki waja se he ..woh aisa koi kaam kar ke bhe nahi keh sakta me ne ehsan kiya he...

          ulad par parents ke huqooq farz qarar diye gaye hein .. or parents par ulad ke ...

          maa ke lye jitna karo kam he .. kyu ki dunya me is se barh ke pak or baylos rishta kisi ka nahi hosakta .. kisi bhee gharz se pak ... maa apne baby ko paalti he .. uska har kaam karti he ...:baby:

          jab hum born hue the to side pe palatne ki bhee himat nahi thi ... kabhi burp dilwane ke lye mama ulta karti hein ..to jab kabhi paytu me dard hota he to ulta karti hein... bar bar nappy check karti hein mere baby ko rash na hojaye :fly:

          or wohi bache baray ho ke apne farz nibha ke kehte hein ehsan kiya he ap pe 372-shock shame on them :fight:

          Comment

          • #6

            sigpic

            Comment

            • #7

              wazhat plzzzzzz agar hosakay to jis pas manzar k tehat aap ye sawal kar rahay zara sa wo wazy kardeen to shayed main khud ko yahaan jawab day saknay k qabil samjhon :hairdrayer:
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment

              • #8
                Re: Aihsaan...??

                Originally posted by aabi2cool View Post

                aabi bhai ap apni tind pe bache hue 2 balon ko dry kar ke kia karte hein

                Comment

                • #9
                  Re: Aihsaan...??

                  Originally posted by *Rida* View Post
                  walaikom Assalma
                  jitna maira mehdood ilm hai ...(is hawalay say aur kuch perhnay ko mila in future tu aur baat hai)..simple answer hai NAHIN......

                  kahin perha tha keh aik shakhs HAZRAT MUHAMMAD SAW kay pass ata hai aur ekhta hai keh mairi maaN chalnay say mazoor hain ... main unhain apni kamar per Hajj / umrah karwaaon tu kia is tarah say main maaN ka haq ada kar paaon ga... tu HAZRAT MUHAMMAD SAW nay fermaya tha (mafhoom) keh is tarah bhi koi apni maaN ka haq ada nahin kar sakta .....

                  jab haq hi ada nahin ho sakta tu aihsaan tu buht dour ki baat hai...

                  aik aur baat bhi perhi thi keh chahay maaN ki kitni hi khidmat kar li jaai... sirf aik raat jo hamari Maan hamaray liye hamaray bachpan mein jagi thien.... us aik raat ka bhi haq ada nahin ho sakta.....

                  aik dua hai jo maN baap kay liye ki jati hai

                  RABBIR HAM HUMA KAMA RABBA YANI SAGHEERA......

                  aik aur dua hai lakin woh mujhay yaaad nahin ...:shyy:
                  :rose

                  Originally posted by kutkutariyaan View Post
                  I think us ka yeah sochna he use gumrahi ki taraf le jane k mutradif hai thinkingg

                  Wo aik raat ka sila bhi nahi de sakta....or na us Pyar bheri nigah ka de sakta hai jo us ki Maa usse dekhti hain :acha:
                  :rose

                  Originally posted by Yaaram View Post
                  walikum salam

                  Nahi bro, maan per ahsaan kese ho sakta hay?? hum bachoN ki itni majaal kahan..
                  :rose

                  Originally posted by mano_billi View Post
                  Walaikum Asalam ammu :hii:

                  dunya me agar koi shakhs apni maa ke lye koi kaam kar ke keh de me ne ehsan kiya he or in return us ki maa us pe kiye gaye ehsanat count karwane lag jaye to woh banda apne ap ko bhe kase face kare ga :think:

                  woh insan jo is dunya me apni maa ki waja se he ..woh aisa koi kaam kar ke bhe nahi keh sakta me ne ehsan kiya he...

                  ulad par parents ke huqooq farz qarar diye gaye hein .. or parents par ulad ke ...

                  maa ke lye jitna karo kam he .. kyu ki dunya me is se barh ke pak or baylos rishta kisi ka nahi hosakta .. kisi bhee gharz se pak ... maa apne baby ko paalti he .. uska har kaam karti he ...:baby:

                  jab hum born hue the to side pe palatne ki bhee himat nahi thi ... kabhi burp dilwane ke lye mama ulta karti hein ..to jab kabhi paytu me dard hota he to ulta karti hein... bar bar nappy check karti hein mere baby ko rash na hojaye :fly:

                  or wohi bache baray ho ke apne farz nibha ke kehte hein ehsan kiya he ap pe 372-shock shame on them :fight:
                  :rose

                  Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                  ki hoya aiy choudhry headache

                  Originally posted by aabi2cool View Post
                  wazhat plzzzzzz agar hosakay to jis pas manzar k tehat aap ye sawal kar rahay zara sa wo wazy kardeen to shayed main khud ko yahaan jawab day saknay k qabil samjhon :hairdrayer:
                  samajh lo :donno:

                  @ Jawabat

                  PG walay ba'z auqat itnay achay jumlay keh daytay haiN kay us par aagay say koi baat he nahe ki jati, bohot bohot shukriya tamam aihbaab ka :rose
                  That's Enough...!!

                  Comment

                  • #10
                    Re: Aihsaan...??

                    Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                    :rose

                    samajh lo :donno:

                    @ Jawabat

                    PG walay ba'z auqat itnay achay jumlay keh daytay haiN kay us par aagay say koi baat he nahe ki jati, bohot bohot shukriya tamam aihbaab ka :rose
                    CHEETAY teri yee baat bilkul baja k tujhy apny sawal ka jwab mil gya magar ye bhi to bata k akhir tery zehan main ye sawal aya hi kion ???? kaya baat hui kaya waja hui akhir?????? :salam:
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment

                    • #11
                      Re: Aihsaan...??

                      Walaikum Assalaam

                      Quran-e-Pak ki aik aayat hay "Wa Bil Walaidaina Ehasaanan", Iss ka aksar hum URDU tarjuma iss tarhan kartay hain kay "Apnay waldain per ahsan karain".... laikin dar haqeqat AHSAAN lafz HASN say nikla hay jiss kay meaning hain kay har woh kaam jo nihayat khoobsurti aur shaisytagi say kia gaya hoo.... Yaani hum apnay waldain kay saath jo bhi sulook karain, jo bhi kaam karain woh nihayat shaistagi aur khoobsurti say karain... jahan tak Ehsaan ki baat hay tou hum tou iss qabil bhi nahin kay uss aik raat ka Haq ada kar sakain jo Maa nay khudh jaag kar humain sukoon ki neend apni aaghosh main sulaya!!!

                      May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

                      FI Amaan ALLAH

                      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                      As Salam o Alaikum,

                      kia dunia maiN koi shaks aisa kaam kar sakta hai jis kay baad yeh kaha jaiy kay us nay apni maan par aihsaan kia hai?

                      matlab aisa kaun sa kaam hai jis par kisi ki maan us ki aihsan'mand ho jaiy?
                      sigpic

                      Comment

                      • #12
                        Re: Aihsaan...??

                        ab main kiya kaho......................aisa Question tum nay kaisay kar liyah...........MAA pay ahesaan???????????????? ALLHA hamaray gonhaoon ko maaf farmay.........aur tumko rahay haq atta farmay ameen
                        ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                        Comment

                        • #13
                          Re: Aihsaan...??

                          Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                          ab main kiya kaho......................aisa Question tum nay kaisay kar liyah...........MAA pay ahesaan???????????????? ALLHA hamaray gonhaoon ko maaf farmay.........aur tumko rahay haq atta farmay ameen
                          Ameen...
                          That's Enough...!!

                          Comment

                          • #14
                            Re: Aihsaan...??

                            Originally posted by d@y w@lk3r View Post
                            ab main kiya kaho......................aisa question tum nay kaisay kar liyah...........maa pay ahesaan???????????????? Allha hamaray gonhaoon ko maaf farmay.........aur tumko rahay haq atta farmay ameen
                            اسلام علیکم ڈاکدار جی کیا حال جناب کے ??? کیوں اتنا پریشان ہوگئے بچے نے سوال ہی تو کیا ہے
                            سوال کرنا کوئی جرم تو نہیں اور آپ تو ڈاکٹر ہیں آپکو تو سوال کی افادیت کا معلوم ہونا چاہیے کہ سوال کرنے سے
                            کتنے احوال روشن ہوتے ہیں کتنی گرہیں کھلتی ہیں اسی لیہے تو سوال کرنے کو آدھے علم سے بھی تعبیر کیا جاتا ہے ۔ ۔
                            ڈاکٹر صاحب یہ بھی یاد رہے کہ سوال مختلف مقامات پر مختلف نوعیتوں کے اعتبار سے کیا جاتا ہے یہ ضروری نہیں ہوتا کہ ہر بار ہر سوال کرنے والا خود آگاہی ہی کی غرض سے سوال کرئے بلکہ بعض مرتبہ سوال دوسروں کے علم میں اضافے کے لیے بھی کیا جاتا ہے اور بعض مرتبہ کسی بھی منفی سوچ یا نظریہ کو منظر عام پر لانے کی غرض سے بھی سوال کیا جاتا ہے تاکہ اس شئے کی حقیقت کھل کر سب کے سامنے آسکے اور ایسے میں یہ ضروری نہیں ہوتا کہ سوال کرنے والے کا اپنا نظریہ یا سوچ بھی سوال میں دریافت کی گئی سوالیہ حقیقت کی بابت وہی ہو جو کہ سوال میں بظاہر نظر آرہی ہوتی ہے اور جہاں تک میں سمجھا ہوں یہی مقصد یہاں پر مظاہر کا تھا ۔ ۔ ۔
                            رہ گئی احسان کی بات تو احسان کا لفظ جیسا کہ سید بھائی نے بتلایا کہ عربی لفظ ہے اور اس کا اصل معنٰی نیکی کا عمل، اچھا سلوک یا پھرمہربانی کا برتاؤ کے ہیں اردو زبان میں یہ لفظ اپنے صلہ کے معنٰی کے طور پر بھی استعمال ہوتا ہے یعنی جب کسی کے ساتھ نیکی کی جائے تو وہ شخص کے جس کے ساتھ وہ نیکی کی گئی وہ اس نیکی کا بار خود پر محسوس کرئے اور اس کے صلہ کے طور پر خود اس میں نیکی(یعنی احسان ) کرنے والے شخص کے لیے جزبہ ممنونیت پیدا ہوجائے تو ایسی صورتحال کو بھی احسان کہا جاتا ہے لیکن یاد رہے کہ ان معنوں میں احسان فقط اس وقت ہوگا کہ جب خود نیکی کرنے والا تو اپنی نیکی کو یاد نہ رکھے یعنی گنوائے نہ جتلائے مگر وہ کہ جس پر نیکی کی گئی وہ اگر اس نیکی کو خود پر احسان سے تعبیر کرئے تو وہ کرسکتا ہے کیونکہ وہ اسکی صوابدید پر منحصر ہے اور اس کی جگہ چاہے کوئی بھی ہو والدین ہی کیوں نہ ہوں وہ اگر اپنی اولاد کے اپنے ساتھ برتاؤ کو اپنے تئیں احسان سے تعبیر کریں تو کرسکتے ہیں کہ یہ ان کا بڑا پن ہے لیکن جہاں تک اولاد کا تعلق ہے وہ تو اپنے والدین کا حق ہی ادا نہیں کرسکتی تو احسان تو دور کی بات ہے والسلام
                            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                            Comment

                            • #15

                              phalay main ko yah batao inta bara lecture kiyun diya
                              app sahi khay rahay hoo. Abi bhai main ko islam kay baray main itna pata nahi hain, jitna app ilam rakhtay ho........main is dunyavi education main itna busy raha kay deni ilam ka mutala na kar saka....aur yahi waja hain kay aaj bohat dur hoon, Thanks Again

                              Working...
                              X