Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Share...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Share...

    Originally posted by Z. View Post
    ye bhi aik fitri amal ho ga?
    NAHEEN YE AIK GAIR JABATI AMAL HI 372-haha
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment


    • #17
      Re: Share...

      Originally posted by saraah View Post
      waalikum asslam

      hmmmmmmmmm shyd ss liye k hum ''tanha'' nae reh sktay aur kisi ''doosray '' se khushi gham sab kuch hi share krna chahtay hain..... how ironical na ..aaye b akelay hain jana b akelay hai...magar dunia me akele nae reh sktay . /hmmm
      mere khayal me to agur dekha jae to hum hur sorat'e'hal me reh sakte he...agur kisi ka sara khandan gayb hojay to wo mar to nahi jata, xinda to reh leta he...per us ki yaado me rehta he...

      shayd koi aur wajah ho:donno:

      Comment


      • #18
        Re: Share...

        Originally posted by MSA View Post
        matlab jo bhi me app k chacha mama tae phupa phuppi khala khalo khala'zad chacha'zad mamu'zad adam'zad dost ehbab NOTEPAD WORDPAD MIRROR....jis se bhi app share kurte he....to kyun kurte he??:donno:
        What if agar koi chacha mama tae phupa phuppi khala khalo khala'zad chacha'zad mamu'zad adam'zad dost ehbab NOTEPAD WORDPAD MIRROR k sath koi kuch share hi na karey
        Originally posted by aabi2cool View Post
        NAHEEN YE AIK GAIR JABATI AMAL HI 372-haha
        :lala:
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment


        • #19
          Re: Share...

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Wa Alaikum Aslam,

          Jawab = kyoon ke hum insan hein
          Originally posted by aabi2cool View Post
          iss liye k khushi shar karnay se bharti hi jab k ghuam shar karnay se kum hota hi . . .:wk
          yani k yeh insaan ki fitrat me dal dia gaya he k us ne kisi se khushi aur ghum share kurni he:donno:

          Comment


          • #20
            Re: Share...

            Originally posted by Z. View Post
            What if agar koi chacha mama tae phupa phuppi khala khalo khala'zad chacha'zad mamu'zad adam'zad dost ehbab NOTEPAD WORDPAD MIRROR k sath koi kuch share hi na karey

            :lala:
            there is no if and buts in life...
            rola hi muk gaya

            Comment


            • #21
              Re: Share...

              Originally posted by bhataktii rooh View Post
              و عليكم السلام و رحمة الله


              kyuki khushiyaan bantney se barhtii hain....magar ye bhi hai k ...me personally khushiyaan sirf un se hii bant'thii hoon jin ka humein ye pata ho k ye hamarii khushi mai khush ho ga.....

              har kisi se khushiyaan nai bant'ni chaye....kyunki har koi is k layaq nai hota...

              jahan tak rahii ghamoon ki baat tu wo bus apney dil mai rakhtii hoon....kisi ko bata kar faida kya hona hai....
              Achi bat he...
              wo Nusrat FAteh ALi kHan Marhoom keh gai he

              yaaar se ghum keh kur to khush ho
              lekin tum yeh kia jaano
              tum dil ka roona roote thay
              wo dil me hassta ho ga

              Comment


              • #22
                Re: Share...

                Originally posted by Z. View Post
                :lala:
                :lol
                Originally posted by MSA View Post
                yani k yeh insaan ki fitrat me dal dia gaya he k us ne kisi se khushi aur ghum share kurni he:donno:
                JE HAN YANI K YANI K YANI :D SHAR KARNA NAHEEN FITRAT MAIN DALA GAYA BALK SHAR KARNAY SE KHUSHI MAIN IZAFA AUR GHUM KAM HOTA HI YE FITRITI HI YANI K YANII
                Last edited by aabi2cool; 28 October 2009, 23:21.
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment


                • #23
                  Re: Share...

                  Man is a social enimal. Insan ki sb s bri saza yeh he k usy insanu s dor kr dia jaye. Yahe wajah he k hum logo s apni khushyan aur gham bant,ty hein.
                  Allah

                  Comment


                  • #24
                    Re: Share...

                    Originally posted by MSA View Post
                    Assalam o Alaikum..

                    Aik chota sa Sawal he....

                    App/Hum apni Khushi/Achievements dosro'n se kyun share kurtay he
                    :donno:

                    Walekum Salam
                    ham jin logon par bharosa karte hen serf unhi se share karte hen...har kisi se nahi karte.to zaher he is leay karte hen k Allah ne insan se insan ka taluk rakha he.
                    wese apko kia pareshani he?:think:

                    Comment


                    • #25
                      Re: Share...

                      Originally posted by aabi2cool View Post
                      :lol

                      JE HAN YANI K YANI K YANI :D SHAR KARNA NAHEEN FITRAT MAIN DALA GAYA BALK SHAR KARNAY SE KHUSHI MAIN IZAFA AUR GHUM KAM HOTA HI YE FITRITI HI YANI K YANII
                      waise kabhi kabhar ulta bhi ho jata he

                      Comment


                      • #26
                        Re: Share...

                        Originally posted by Yaaram View Post
                        Man is a social enimal. Insan ki sb s bri saza yeh he k usy insanu s dor kr dia jaye. Yahe wajah he k hum logo s apni khushyan aur gham bant,ty hein.
                        to aisa bhi to hosakta he k hum insaano me to rahein lekin baghier kuch share kia:donno:sirf un ki sun k aur apni na suna k:donno:

                        Comment


                        • #27
                          Re: Share...

                          Originally posted by unity View Post
                          Walekum Salam
                          ham jin logon par bharosa karte hen serf unhi se share karte hen...har kisi se nahi karte.to zaher he is leay karte hen k Allah ne insan se insan ka taluk rakha he.
                          wese apko kia pareshani he?:think:
                          pareshani kuch nahi....bus aisae niyat pe shuk ho raha tha k akhir milta kia share kurne se:think:...wo to sahi he k talluk he to share kur dia per milta kia he is still a mystery

                          Comment


                          • #28
                            Re: Share...

                            Originally posted by MSA View Post
                            Achi bat he...
                            wo Nusrat FAteh ALi kHan Marhoom keh gai he

                            yaaar se ghum keh kur to khush ho
                            lekin tum yeh kia jaano
                            tum dil ka roona roote thay
                            wo dil me hassta ho ga


                            hmmmmm nai shayad ye wajah nai hai hamarey kisi se apna haal-e-dil na share karnii kii....balkey hum ne sunna hai....
                            يارب أشكيلك حالي الشكوة لغير الله مذلة
                            ya Rab tujh se apney haal ka shikwa karta hoo...kyunki terey baghair kisi or se shikwa karna zilat hai....

                            or phir hum kisi ko apna dhukrra suna kar us ka time nai waste karna chahtey....:)
                            .......................!!!!!

                            Comment


                            • #29
                              Re: Share...

                              Originally posted by MSA View Post
                              Assalam o Alaikum..

                              Aik chota sa Sawal he....

                              App/Hum apni Khushi/Achievements dosro'n se kyun share kurtay he
                              :donno:

                              dil karay to karoo dil na karay to na karoo
                              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                              Comment


                              • #30
                                Re: Share...

                                Originally posted by MSA View Post
                                waise kabhi kabhar ulta bhi ho jata he
                                kabhi kabar to bohat khuch hoajaya karta hi munny :tasali:
                                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                                Comment

                                Working...
                                X