Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Subh-o-Shaam...!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Subh-o-Shaam...!!

    Originally posted by Aanchal View Post
    filaahaal to same hai bus aaj kal kuch busy mehmanoo main ..wesay normal routine hi rehti hai daily .....or change ana chaye ...aik jesi routine me ko achi nahi lagti ..........

    yani ap ka kam paka hogia :tunn:tu kia hum new suit banwa lay372-hahaap bula bhi rhi hain kah nahi:think:

    Comment

    • #17
      Re: Subh-o-Shaam...!!

      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
      As Salam o Alaikum,

      Shayer kehta hai.

      Subh hoti hai, Shaam hoti hai,
      Zindagi yonhe tamam hoti hai.

      to aap nay yahaN yeh batana hai kay aap ki zindagi kaisa tamam ho rahe hai 372-shock matlab shab-o-roz kesay guzartay haiN

      me ki to routine life hai jo kal kia tha woh aaj bhi kia hai aur kal bhi yahe hoga :garmi:

      plus kuch naya naya karnay ki koi tips bhi daini hai

      ajkal tu ghar per bathi hon neend mai souchti hon kia karoonau:

      Comment

      • #18
        Re: Subh-o-Shaam...!!

        walikum salam bhai ji

        Jis insaan ki zaroorat ban jaye us ki routine life, us se woh uktata nahi hay, jesa ke main.
        Main kabhi apni routine life se nahi ukataya, aur yakeen karein bohat hi busy routine hay. Subha 5 baje uthna, aur nimaaz QURAAN ke baad office ko nikal jana, 3 baje classes, sham 6 pe gher, aa ke thora time PG ko dena, aur phirr parhna, yoN kartey kartey raat ka aik baj hi jata hay aur phirr agla din shuru..

        lekan mujhey yeh routine pasand hay, aur bari hi soch bichaar ke baad main ne set ki hay, aur mushkil se hi manage ki hay, agar meri duties main aur bhi izafa ho jaye ga to main phirr bhi manage kar lon ga.

        han agar aap apni routine life se bore ho gaye hain, to kuch dinon ki leaves kar lein, atmosphere change ho jaye ga. aur aap ko thora relax bhi mil jaye ga.
        Allah

        Comment

        • #19

          uff

          Comment

          • #20
            Re: Subh-o-Shaam...!!

            Originally posted by unity View Post
            ese ghoomne ko to nahi kaha tha:embarasse
            phir kia aisay ghomo :tunn:

            :think:

            Originally posted by bhataktii rooh View Post
            و عليكم السلام و رحمة الله

            me k shab-o-roz bus kuch youn guzartey hain k subha sooraj talo' hoota hai or shaam ko gharoob....ab akeley bandey ki zindagii mai yaksaniyat nahii tu or kya hosakta hai...

            khair rahii baat tip ki tu Ammu ap shaadii kar lein hosakta hai aunty g k aney se app ki life mai thorri sii tabdeelii ajaye...:)
            baRi meher'bani choTi behen :fight:

            Originally posted by Aanchal View Post
            filaahaal to same hai bus aaj kal kuch busy mehmanoo main ..wesay normal routine hi rehti hai daily .....or change ana chaye ...aik jesi routine me ko achi nahi lagti ..........
            haan to isi leay to thread lagaya hai change karo sub k sub

            Originally posted by Faro View Post
            ajkal tu ghar per bathi hon neend mai souchti hon kia karoonau:
            nikammi :fight:

            Originally posted by Yaaram View Post
            walikum salam bhai ji
            Jis insaan ki zaroorat ban jaye us ki routine life, us se woh uktata nahi hay, jesa ke main.
            Main kabhi apni routine life se nahi ukataya, aur yakeen karein bohat hi busy routine hay. Subha 5 baje uthna, aur nimaaz QURAAN ke baad office ko nikal jana, 3 baje classes, sham 6 pe gher, aa ke thora time PG ko dena, aur phirr parhna, yoN kartey kartey raat ka aik baj hi jata hay aur phirr agla din shuru..
            lekan mujhey yeh routine pasand hay, aur bari hi soch bichaar ke baad main ne set ki hay, aur mushkil se hi manage ki hay, agar meri duties main aur bhi izafa ho jaye ga to main phirr bhi manage kar lon ga.
            han agar aap apni routine life se bore ho gaye hain, to kuch dinon ki leaves kar lein, atmosphere change ho jaye ga. aur aap ko thora relax bhi mil jaye ga.
            yeh bhi khoob hai khair hum bhi nahe uktaiy thay pehlay apni routine say, par ab dil chahta hai kuch naya naya karnay ko par yeh samajh nai aa raha ki karaan :think:

            Originally posted by kutkutariyaan View Post
            uff
            That's Enough...!!

            Comment

            • #21
              Re: Subh-o-Shaam...!!

              Originally posted by Faro View Post
              yani ap ka kam paka hogia :tunn:tu kia hum new suit banwa lay372-hahaap bula bhi rhi hain kah nahi:think:
              kaam pakka to nahi lekan tamam zaror hoo raha hai :behosh:

              aaj kal to bachay paal rahi houn :garmi:
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment

              • #22
                Re: Subh-o-Shaam...!!

                Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                yeh bhi khoob hai khair hum bhi nahe uktaiy thay pehlay apni routine say, par ab dil chahta hai kuch naya naya karnay ko par yeh samajh nai aa raha ki karaan
                Study shuru kar lo paaji..
                Allah

                Comment

                • #23
                  Re: Subh-o-Shaam...!!

                  Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                  As Salam o Alaikum,

                  Shayer kehta hai.

                  Subh hoti hai, Shaam hoti hai,
                  Zindagi yonhe tamam hoti hai.

                  to aap nay yahaN yeh batana hai kay aap ki zindagi kaisa tamam ho rahe hai 372-shock matlab shab-o-roz kesay guzartay haiN

                  me ki to routine life hai jo kal kia tha woh aaj bhi kia hai aur kal bhi yahe hoga :garmi:

                  plus kuch naya naya karnay ki koi tips bhi daini hai

                  Walaikum Asalam ammu :shyy:

                  shayar kehta kyu he bolta kyu nahi :fight:

                  mein shab me sojati hu or subah jag jati hu roz yahi karti hu :dance2:

                  kisi shayar ne aik or shayr say kiya he :fly:

                  tu hi meri shab he subah he
                  tu he meri dunya :tunn:
                  mein waqt tere lye
                  tu meri ghari :dance2:
                  oh hoo ohh hoooo hooo :dance2:

                  kuch naya karne ke totkay :

                  1. roz subah uth ke instead of tea orange juice piya karein :fly:

                  2. fajr ki namaz parhne ke baad suraj ko tuluh hote dekhein

                  3. raat ko terrace pe ja ke stars watchein
                  4. traffic me kisi masoom bache ko ye kehne ke bjaye "maaf karo" us ke hath me 5 rs. wala coin de dein :fly:

                  Comment

                  • #24
                    Re: Subh-o-Shaam...!!

                    Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                    As Salam o Alaikum,
                    sigpic

                    Comment

                    • #25
                      Re: Subh-o-Shaam...!!

                      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post

                      wohe yaksaniyat kuch alag alag sa kioN nahe hota mery dost
                      Ager tum ne mujay apna doost keh ker meri bisti ker he di he to tumharay sawaal ke jawab dete huay mein yeh kahoon ga ke hum kuch alag alag karein ge to kuch alag alag ho ga na :garmi:
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #26
                        Re: Subh-o-Shaam...!!

                        Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                        bara hindu'aan wala jawaab dita e 372-haha
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #27
                          Re: Subh-o-Shaam...!!

                          Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                          phir kia aisay ghomo :tunn:

                          :think:

                          ab ghoome na

                          Comment

                          • #28
                            Re: Subh-o-Shaam...!!

                            Originally posted by unity View Post

                            ab ghoome na
                            to tum aaj scorpoin ko guma phira rahi ho :think:
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #29
                              Re: Subh-o-Shaam...!!

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              to tum aaj scorpoin ko guma phira rahi ho :think:
                              ap ko bhi ghuma phira deti hon...koi masla hi nahi...
                              umeed he khasa ghoom gaey hon ge

                              Comment

                              • #30
                                Re: Subh-o-Shaam...!!

                                kuch ajeeb hi guzr rahi he subha..aur raat bhi ajeeb he:garmi:
                                kub badlay ge halat :garmi:

                                Comment

                                Working...
                                X