Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Thanks
Collapse
X
-
Re: Thanks
Originally posted by MSA View PostWalaikum Assalam...
THANKS...yeh word kuch suna suna sa lag raha heOriginally posted by Mr.Khan View PostHan u ne kisi ko thanks kiya ho to pata ho ga na :lol
bari khushi hoi koi apnay jaisa dekh kar......:lol
Originally posted by Mr.Khan View PostWhat is this? :mm:
[ATTACH]82970[/ATTACH]
Originally posted by Tanha Hassan View Post
Bachat kahtey hain is ko372-haha372-haha372-haha
Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Postyaar pg walay is button ka mukhtalif tareeqoN say istemal kartay haiN.
1. Baaz to shouqeen hotay haiN.
2. kuch waqai shukar'guzar hotay haiN.
3. kuch tanziya tour par istemal kartay haiN like baRi meher'bani .
4. kuch loog tang karnay kay leay istemal kartay haiN.
5. ba'z auqat tareef kay leay alfaz bhi nahe miltay to thanks ka button daba kar kaam chala lia jata hai.
6. pata nahe :garmi:
mujhay tu waqai samajh nahin aata is ka kia use hai .....is ki kia zuroorat hai ....:shyy:..... pehlay yeh button nahin tha tu kia problem thi ab yeh button hai tu aisa kia advantage hai jo is kay baghir hasil nahin ho sakta....
thanks kehna kay liye aik post bhi ki ja sakti hai.....jo keh ham kartay bhi hain......
main thanks ka button use nahin karti kiun keh is kay bajaye main repu ka button use karti hoon.:lpop::lpop:.....mujhay jo post achi lagti hai main reputation points dai daiti hooon....:hairdrayer:
Comment
Comment