Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Too nahi aur sahi aur nahi aur sahi

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Too nahi aur sahi aur nahi aur sahi

    shadi ka wadah kia parveensay


    warna muhabbat to thi nasreen say


    anjanay main sab keh dia mehreen say


    kia haal hoa tha . pocho samreen say


    ab umeed hay bass noureen say


    lekin baat banay gi shayed farheen say


    ya phir dekho . ambreen say


    nahi to shayed noushen say


    ya ho sakta hay keh naveen say


    warna setting to hay he sabeen say
















    :garmi:tova tova
    aakhir larkon ki ye aadat kiu hoti hay koi is pay roshni dalay ga ?
    Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!


  • #2
    Re: Too nahi aur sahi aur nahi aur sahi

    All Pegham's Larkey are welcome in here
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #3
      Re: Too nahi aur sahi aur nahi aur sahi

      Originally posted by Z. View Post
      All Pegham's Larkey are welcome in here
      bara wala welcome :dance5: aain and bayaan karen :dance5:
      Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

      Comment


      • #4
        Re: Too nahi aur sahi aur nahi aur sahi

        Originally posted by _Dard_Aashna_ View Post
        [SIZE=4]
        :garmi:tova tova
        aakhir larkon ki ye aadat kiu hoti hay koi is pay roshni dalay ga ?
        Amir a kay is pay roushnee daloo ub 372-haha
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment


        • #5
          Re: Too nahi aur sahi aur nahi aur sahi

          Originally posted by _Dard_Aashna_ View Post
          shadi ka wadah kia parveensay
          warna muhabbat to thi nasreen say
          anjanay main sab keh dia mehreen say
          kia haal hoa tha . pocho samreen say
          ab umeed hay bass noureen say
          lekin baat banay gi shayed farheen say
          ya phir dekho . ambreen say
          nahi to shayed noushen say
          ya ho sakta hay keh naveen say
          warna setting to hay he sabeen say

          :garmi:tova tova
          aakhir larkon ki ye aadat kiu hoti hay koi is pay roshni dalay ga ?
          :think:
          That's Enough...!!

          Comment


          • #6
            Re: Too nahi aur sahi aur nahi aur sahi


            Comment


            • #7
              Re: Too nahi aur sahi aur nahi aur sahi

              Originally posted by Aanchal View Post
              Amir a kay is pay roushnee daloo ub 372-haha
              direct guro ka naam lay dia aap nay
              Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

              Comment


              • #8
                Re: Too nahi aur sahi aur nahi aur sahi

                Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                :think:
                sir khujanay nai kaha roshni dalnay ko kaha
                Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                Comment


                • #9
                  Re: Too nahi aur sahi aur nahi aur sahi

                  Originally posted by unity View Post
                  itni soch bichaar k baad to yaqeenan kuch keh dalen
                  Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                  Comment


                  • #10
                    Re: Too nahi aur sahi aur nahi aur sahi

                    Originally posted by _Dard_Aashna_ View Post
                    shadi ka wadah kia parveensay


                    warna muhabbat to thi nasreen say


                    anjanay main sab keh dia mehreen say


                    kia haal hoa tha . pocho samreen say


                    ab umeed hay bass noureen say


                    lekin baat banay gi shayed farheen say


                    ya phir dekho . ambreen say


                    nahi to shayed noushen say


                    ya ho sakta hay keh naveen say


                    warna setting to hay he sabeen say
















                    :garmi:tova tova
                    aakhir larkon ki ye aadat kiu hoti hay koi is pay roshni dalay ga ?
                    fittay monh is main larkay becharay ka kaya qasoor hi wo to mustiqal mizaj hi ye itni sari veenain hi hian jo aik hi larkay k darpay hain sari ki sari372-shed
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment


                    • #11
                      Re: Too nahi aur sahi aur nahi aur sahi

                      Originally posted by aabi2cool View Post
                      fittay monh is main larkay becharay ka kaya qasoor hi wo to mustiqal mizaj hi ye itni sari veenain hi hian jo aik hi larkay k darpay hain sari ki sari372-shed
                      larkay bicharay ka qasoor ye keh wo itni sari veenon ko line marta firr raha hay372-shed
                      Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                      Comment


                      • #12
                        Re: Too nahi aur sahi aur nahi aur sahi

                        main to aisa larka hee naiii honn...
                        Allah

                        Comment


                        • #13
                          Re: Too nahi aur sahi aur nahi aur sahi

                          Originally posted by Yaaram View Post
                          main to aisa larka hee naiii honn...
                          :lol

                          yaaram ye thread yaqeenan aap k liye nahi hai :-D
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment


                          • #14
                            Re: Too nahi aur sahi aur nahi aur sahi

                            Originally posted by _Dard_Aashna_ View Post
                            larkay bicharay ka qasoor ye keh wo itni sari veenon ko line marta firr raha hay372-shed
                            to wo itni sarii veneen kaya baywaqoof hain k jo sari ki sari aik hi alrky ki line pe rlagi hui hain :hathora
                            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                            Comment


                            • #15
                              Re: Too nahi aur sahi aur nahi aur sahi

                              Originally posted by aabi2cool View Post
                              to wo itni sarii veneen kaya baywaqoof hain k jo sari ki sari aik hi alrky ki line pe rlagi hui hain :hathora
                              Iss baat ki kya guarantee hai k un saari veneen ye janti hon k ye larka bayakwaqat bohot saari doosri veneen pe line mar raha hai :oldie:
                              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                              Comment

                              Working...
                              X