Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Tanbeeh

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Tanbeeh

    Assalamualaikum Azeez Peghamians

    Hum sub yahan InshAllah liktey howe ek bhut barri ghalti kartey hain....
    jis par abhi hamara deyhaan gaya ....
    we write...:insha:

    jab k ye ghalat hai....bhaley hii pronounciation same hai ...but is ki meaning hain

    ALLAH ki banai howii

    Jab k sahii lafz hai ان شاء الله

    yanni Agar Allah ne chaha.....

    hope ap log ab is baat ko zehan mai rakhein gey...or yeh ghaltii nai karein gey...

    ma'asalamah....
    .......................!!!!!

  • #2
    Re: Tanbeeh

    Walaikum Salaam

    @ thread :think:

    Comment

    • #3
      Re: Tanbeeh

      mein kisi se check karoon ga is baare mein

      Comment

      • #4
        Re: Tanbeeh

        Originally posted by bhataktii rooh View Post

        walaikum salam

        nahi dear dono ki pronounciation same nahi hai :-)
        Acc. to my knowledge
        Jiss lafz ka aap ney zikr kiya hai "Allah ki banai hui" ka racine hai "An-sha'a" (you can check it in Surah Mulk-Ayah 23 : the word أَنشَأَكُمۡ )
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment

        • #5
          Re: Tanbeeh

          Originally posted by Z. View Post
          walaikum salam

          nahi dear dono ki pronounciation same nahi hai :-)
          Acc. to my knowledge
          Jiss lafz ka aap ney zikr kiya hai "Allah ki banai hui" ka racine hai "An-sha'a" (you can check it in Surah Mulk-Ayah 23 : the word أَنشَأَكُمۡ )

          dear sister.....أنشأكم us ne tumhain banaya ....or Insha'( انشاء) banana.....

          or yeh jis tarah se likha jata hai انشاء الله
          is ki pronounciation hai Insha'ullah jabk sahii lafz hai Insh'Allah
          kyunki hum kehna chahtey hain....
          agar Allah ne chaha

          tu acc. 2 dat
          ان ...agar
          شاء ...chaha
          sahii lafz hoga ان شاء الله i hope ap samaj gaye hoon gii.....:)
          .......................!!!!!

          Comment

          • #6
            Re: Tanbeeh

            Originally posted by HumSafar View Post
            mein kisi se check karoon ga is baare mein
            zaroor kejiye ga.....:)

            Originally posted by Mr.Khan View Post
            Walaikum Salaam

            @ thread :think:
            kya howa bhaijaan kya samaj nai aai....:tasali:
            .......................!!!!!

            Comment

            • #7
              Re: Tanbeeh

              Pronounciation dono ki same he, lekin tasalsul mein faraq dala ja sakta he. IN-Shaa-Allah ko toor ke perha ja sakta he jub ke Inshallah ko continuously perha ja sakta he.

              Jahan tak meaning ki baat he, I have to check it.
              :thmbup:

              Comment

              • #8
                Re: Tanbeeh

                Originally posted by munda_sialkoty View Post

                bachayyyyy wo guria jo rooh ki shakal main bhatakti phir rahi hi na wo yahaan per bilkul bhi bhatki hui naheen balk wo theek keh rahi hi . . .
                :insha: aysay naheen likhtay balk . ان شا اللہ aysay hi likha aur parha jata hi dosri tarah likhnay se mani badal jatay hain yadd rahay k arbaric main in alag lafaz hi aur insha alag aur dono k mani main zameen o asmaan ka farq hi. . :tasali:
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment

                • #9
                  Re: Tanbeeh

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Pronounciation dono ki same he, lekin tasalsul mein faraq dala ja sakta he. IN-Shaa-Allah ko toor ke perha ja sakta he jub ke Inshallah ko continuously perha ja sakta he.
                  nahii lala....ye dekhye..

                  Originally posted by bhataktii rooh View Post
                  dear sister.....أنشأكم us ne tumhain banaya ....or Insha'( انشاء) banana.....

                  or yeh jis tarah se likha jata hai انشاء الله
                  is ki pronounciation hai Insha'ullah jabk sahii lafz hai Insh'Allah
                  kyunki hum kehna chahtey hain....
                  agar Allah ne chaha

                  tu acc. 2 dat
                  ان ...agar
                  شاء ...chaha
                  sahii lafz hoga ان شاء الله i hope ap samaj gaye hoon gii.....:)
                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Jahan tak meaning ki baat he, I have to check it.
                  g zaroor.........
                  .......................!!!!!

                  Comment

                  • #10
                    Re: Tanbeeh

                    Originally posted by aabi2cool View Post
                    bachayyyyy wo guria jo rooh ki shakal main bhatakti phir rahi hi na wo yahaan per bilkul bhi bhatki hui naheen balk wo theek keh rahi hi . . .
                    :insha: aysay naheen likhtay balk . ان شا اللہ aysay hi likha aur parha jata hi dosri tarah likhnay se mani badal jatay hain yadd rahay k arbaric main in alag lafaz hi aur insha alag aur dono k mani main zameen o asmaan ka farq hi. . :tasali:
                    thanx for explain..:clap:
                    Life is more strict than a teacher
                    A teacher teaches a lesson
                    and takes an exam.
                    But life takes an exam
                    and then teaches a lesson

                    Comment

                    • #11
                      Re: Tanbeeh

                      is ayat se ان شاء الله or انشاء الله k farq ki kuch wazahat ho sakti hai ...
                      {لِمَنْ شَاءَ مِنْكُمْ أَنْ يَسْتَقِيمَ وَمَا تَشَاءُونَ إِلا أَنْ يَشَاءَ اللَّهُ رَبُّ الْعَالَمِينَ}
                      .......................!!!!!

                      Comment

                      • #12
                        Re: Tanbeeh

                        Originally posted by bhataktii rooh View Post
                        is ayat se ان شاء الله or انشاء الله k farq ki kuch wazahat ho sakti hai ...
                        {لِمَنْ شَاءَ مِنْكُمْ أَنْ يَسْتَقِيمَ وَمَا تَشَاءُونَ إِلا أَنْ يَشَاءَ اللَّهُ رَبُّ الْعَالَمِينَ}
                        pus sabit hua ke tum bhatki hui nahi ho :think:
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: Tanbeeh

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          pus sabit hua ke tum bhatki hui nahi ho :think:
                          hawwwwww u tu hamarii pehchaan kahin kho gayii.....

                          ab humein dhoondoo hum kon hain.......
                          .......................!!!!!

                          Comment

                          • #14
                            Re: Tanbeeh

                            Walaikum Assalaam

                            Rooh aap ka Bohat bohat shukriya kay aap nay humain achay aur sachay pegham say nawaaza, main aap ki baat say poora itifaaq karta hoon aur IN-Sha-ALLAH mukammal ahtiyaat karoonga kay iss lafz ka sahi talafuzz ikhtiyaar karoon aur sab ko iss ki talqeen bhi karoon ga.

                            JAZACH ALLAH ALF KHAIR, and keep sharing such great and meaningful messages with us, khush rahyeh

                            Originally posted by bhataktii rooh View Post
                            Assalamualaikum Azeez Peghamans
                            Originally posted by bhataktii rooh View Post

                            Hum sub yahan InshAllah liktey howe ek bhut barri ghalti kartey hain....
                            jis par abhi hamara deyhaan gaya ....
                            we write...:insha:

                            jab k ye ghalat hai....bhaley hii pronounciation same hai ...but is ki meaning hain

                            ALLAH ki banai howii

                            Jab k sahii lafz hai ان شاء الله

                            yanni Agar Allah ne chaha.....

                            hope ap log ab is baat ko zehan mai rakhein gey...or yeh ghaltii nai karein gey...

                            ma'asalamah....

                            sigpic

                            Comment

                            • #15
                              Re: Tanbeeh

                              Originally posted by bhataktii rooh View Post
                              hawwwwww u tu hamarii pehchaan kahin kho gayii.....

                              ab humein dhoondoo hum kon hain.......
                              Aaina muj se meri pehli si soorat mangay
                              Mujay apnay mere honay ki nishaani mangay

                              Ja aye shair perh te apna kum ker ja ke
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X