Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mohabbat-Is It Possible

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Mohabbat-Is It Possible

    asslamoalikum respected members teddy

    hope u wl b fine shine :phool:

    ek sawaal kiya aaj kisi se....jawaabb mila k nae esa possible nae ...lakin me kehti hoon k esa possible hai agrchay sab k liye nae ...

    sawaal yeh hai

    kya koi ''jazba'' bina ''tajurba'' kiye samjh me aaskta hai ...sar e fehrist ''mohabbat'' ???

    me smjhti hoon k esa possible hai ..... haan yeh hai k har insaan nae samjh skta .

    aap kya kehtay hain

    be serious n to the point :thmbup:
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

  • #2
    Re: Mohabbat-Is It Possible

    Originally posted by saraah View Post
    kya koi ''jazba'' bina ''tajurba'' kiye samjh me aaskta hai ...sar e fehrist ''mohabbat'' ???
    Jazbay ko Tajurbay ki zarorat nahe hoti..

    - (mery mutabiq)
    That's Enough...!!

    Comment


    • #3
      Re: Mohabbat-Is It Possible

      Originally posted by saraah View Post
      asslamoalikum respected members teddy

      hope u wl b fine shine :phool:

      ek sawaal kiya aaj kisi se....jawaabb mila k nae esa possible nae ...lakin me kehti hoon k esa possible hai agrchay sab k liye nae ...

      sawaal yeh hai

      kya koi ''jazba'' bina ''tajurba'' kiye samjh me aaskta hai ...sar e fehrist ''mohabbat'' ???

      me smjhti hoon k esa possible hai ..... haan yeh hai k har insaan nae samjh skta .

      aap kya kehtay hain

      be serious n to the point :thmbup:

      wasalam... I think sawal hi ghalat hai... jazbo per tajrube bhi hote hain pehli baar parh rahi ho...
      I mean dont you think it sounds weird... for eg:
      "hey I am in love with you but yet not sure about my Feelings so can you be my client I want to experiment (or I want to get experience)" 372-shock

      Comment


      • #4
        Re: Mohabbat-Is It Possible

        Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
        Jazbay ko Tajurbay ki zarorat nahe hoti..

        - (mery mutabiq)
        hmmm ok :rose

        Originally posted by ummid View Post
        wasalam... I think sawal hi ghalat hai... jazbo per tajrube bhi hote hain pehli baar parh rahi ho...
        I mean dont you think it sounds weird... for eg:
        "hey I am in love with you but yet not sure about my Feelings so can you be my client I want to experiment (or I want to get experience)" 372-shock

        oh no ummid aap samjhi nae.... matlab jab tak khud na kro.khud ko na ho tab tak aap nae smjh sktay ..yeh sawaal hai
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment


        • #5
          Re: Mohabbat-Is It Possible

          Originally posted by saraah View Post
          asslamoalikum respected members teddy

          hope u wl b fine shine :phool:

          ek sawaal kiya aaj kisi se....jawaabb mila k nae esa possible nae ...lakin me kehti hoon k esa possible hai agrchay sab k liye nae ...

          sawaal yeh hai

          kya koi ''jazba'' bina ''tajurba'' kiye samjh me aaskta hai ...sar e fehrist ''mohabbat'' ???

          me smjhti hoon k esa possible hai ..... haan yeh hai k har insaan nae samjh skta .

          aap kya kehtay hain

          be serious n to the point :thmbup:
          tum ney kehna tha k iss mey Impossible kya hai
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • #6
            Re: Mohabbat-Is It Possible

            Originally posted by Z. View Post
            tum ney kehna tha k iss mey Impossible kya hai
            acha abi mazeed baat honi hai meri keh doon gi :D:
            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

            Comment


            • #7
              Re: Mohabbat-Is It Possible

              Originally posted by saraah View Post
              acha abi mazeed baat honi hai meri keh doon gi :D:
              theek hai
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment


              • #8
                Re: Mohabbat-Is It Possible

                aur bhi dukh hain zamaane meiN mohabbat ke siwa
                raahaten aur bhi hain vasl ki raahat ke sivaa

                :bhago:

                Comment


                • #9
                  Re: Mohabbat-Is It Possible

                  Originally posted by MSA View Post
                  aur bhi dukh hain zamaane meiN mohabbat ke siwa
                  raahaten aur bhi hain vasl ki raahat ke sivaa

                  :bhago:
                  sarah ye kehna bhool gai thi k: kids stay out of thi thread

                  :lol
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #10
                    Re: Mohabbat-Is It Possible

                    Originally posted by Z. View Post
                    sarah ye kehna bhool gai thi k: kids stay out of thi thread

                    :lol

                    Comment


                    • #11
                      Re: Mohabbat-Is It Possible

                      Originally posted by saraah View Post
                      asslamoalikum respected members teddy


                      kya koi ''jazba'' bina ''tajurba'' kiye samjh me aaskta hai ...sar e fehrist ''mohabbat'' ???
                      Walaikum Salaaam,

                      Agar tajurbay se aap ki muraad personal experience ki hai to mere mutabiq tajurbay ke bagair aap kisi jazbay ki gehraii ko nahi samajh sakte , kyun ke samandar me utarne k baad hi samandar ki gehraii ka andaza hota hai...


                      Tum ko daikha to Muhabbat bhi samajh me aaiii,
                      Warna ye naam zamane se suna karte thay.....
                      Last edited by Mr.Khan; 17 October 2009, 23:37.

                      Comment


                      • #12
                        Re: Mohabbat-Is It Possible

                        Originally posted by saraah View Post
                        asslamoalikum respected members teddy

                        hope u wl b fine shine :phool:

                        ek sawaal kiya aaj kisi se....jawaabb mila k nae esa possible nae ...lakin me kehti hoon k esa possible hai agrchay sab k liye nae ...

                        sawaal yeh hai

                        kya koi ''jazba'' bina ''tajurba'' kiye samjh me aaskta hai ...sar e fehrist ''mohabbat'' ???

                        me smjhti hoon k esa possible hai ..... haan yeh hai k har insaan nae samjh skta .

                        aap kya kehtay hain

                        be serious n to the point :thmbup:
                        What u mean jazba (Muhabbat), Mainay to jazba e jonnon to himat na har.......................:five
                        Last edited by D@y W@lk3r; 17 October 2009, 22:43.
                        ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                        Comment


                        • #13
                          Re: Mohabbat-Is It Possible

                          Mohabbat asani se dilon main buss janey wali cheez hay, aur is main na samjh main any wali koi cheez bhi nai. You can feel love everywhere :abb:
                          Allah

                          Comment


                          • #14
                            Re: Mohabbat-Is It Possible

                            Walaikum Assalaam Saraah

                            Thank you for posting your topic, hum jab kehtay hain tou bohat kuch kehtay hain aur naa jaanay kiya kiya kehtay hain issi liye humari lambi post say ghabrayay ga nahin balkay ab aap ko iss ki aadat bana laini chayeh, chashma lay hi leen ab... :lol

                            main aap ki iss post ko Mohabbat-Is it Possible kay bajayay PEHLI MOHABBAT, ka naam day raha hoon!

                            Umr ka woh hissa jab insaan apnay aaas paas kay mahool say baikhabar, duniya ki chalakiyon say na-aashna, apnay dil main ek anjaanay say ehsaas ko liye kuch aisi khalash mehsoosh karta hay jis ko koi naam nahin day paata.. Kiya yeh mohabbat hi hoti hay jo khudh ba khudh dil main kisi kay liye paida hojaati hay, kiya yeh mohabbat hoti hay jo srif nazroon say hoti hoyee dil aur phir pooray wajood ka hissa ban jaati hay.....! Kiya yeh mohabbat hi hoti hay jo kisi ki khubsurat aur dil lubhaanay wali baaton say dil main naqashband hoti hay...!

                            Kuch log apni mohabbat ka izhaar srif chand alfazoon main bakhubi kar daitay hain aur phir chand alfazoon ki tarhan chand dino main mohabbat ka ikhtitaam aur phir ek nayi mohabbat ki ibtida!

                            Aur kuch log iss intizaar main rehtay huway apni mehbooba kay liye kuch iss tarhan mehsoos kartay hain kay,

                            "kay har woh lamha jab jab main nay tujhay Jee bhar kar dekhnay ki koshish ki meri nazrain teray chahray per naa thahar sakin, Jab jab main tujh say guftagoo ki koshish ki meri zaban nay mera saath chour diya, jeb bhi main teray kareeb say guzra, meray dil ki dhaRkan taiz hogayi, main naa jaanay kab say apnay dil main basi iss khalish ko liye zindagi kay yeh din guzaar raha hoon srif uss din kay intizaar main kay Kabhi tou tu meray ann kahay jazbatoon ko samajh sakay gi, aakhir kab tak main yonhi baichain-o-baiqarar phirta rahoon ga, aakhir kab tak meri zaban mera saath nahin day gi, aakhir kab tak main tujh say iss raaz ko chuppa sakoon ga,
                            aakhirrrr.................. kab tak?
                            Kab tak main apnay dil main basi iss KHAMOSH MOHABBAT ko zinda rakh sakoon ga...
                            Aakhir kab tak?"


                            Kaha jaata hay kay insaan apni pehli mohabbat ko kabhi nahin bhool paata tou unn ka kiya jinhoon nay apni pehli mohabbat ka kabhi izhaar nahin kiya hoo aur woh ek khamoosh mohabbat ki tarhan unn kay dilon main kahin dafn hogayi ho!

                            Aap kay sawaal ka jawab hi issi tehreer main hay kay iss jazbay ko tajarbay ki zaroorat nahin hoti yeh tou khudh ab khudh dil main kab paida hojaata hay ehsaas hi nahin rehta, kia birds ko kisi nay uRna sikhaya, kia machli ko kisi nay tairna sikhaya... bilkul ussi tarhan insaan kay dil main FITRATAN mohabbat moujood hay!!! yeh fitrat hay, jazba nahin!!!


                            Yeh Baazi Ishq Ki Baazi Hay, Khelain Gain Tou Seekhain Gain
                            Ab Qais Aur Farhaad Ki Khatir, Khoolain Kia School Mian.....!
                            :)

                            ALLAH HAFIZ

                            PS: Yeh Nazm "Khamoosh Mohabbat" humri khudh ki likhi huyi hay aik naakam see koshish ki thi!
                            sigpic

                            Comment


                            • #15
                              Re: Mohabbat-Is It Possible

                              Originally posted by saraah View Post
                              asslamoalikum respected members teddy

                              hope u wl b fine shine :phool:

                              Ek sawaal kiya aaj kisi se....jawaabb mila k nae esa possible nae ...lakin me kehti hoon k esa possible hai agrchay sab k liye nae ...

                              Sawaal yeh hai

                              kya koi ''jazba'' bina ''tajurba'' kiye samjh me aaskta hai ...sar e fehrist ''mohabbat'' ???

                              me smjhti hoon k esa possible hai ..... Haan yeh hai k har insaan nae samjh skta .

                              Aap kya kehtay hain

                              be serious n to the point :thmbup:
                              اسلام علیکم ! ڈئیر سارا
                              سب سے پہلے تو مجھے تھریڈ کے عنوان سے ہی اختلاف ہے تھریڈ کے عنوان میں لفظ "محبت " اضافی ہے ۔
                              اور مجھے اختلاف اس لیے ہے کہ پوچھے گئے سوال کی صورت میں جو دعوٰی آپ نے کیا ہے اس کا براہ راست تعلق جذبات کی محسوسات کے ساتھ ہے نہ کے فقط جذبہ محبت کے ساتھ لہذا اس لیے جذبات کا حصر فقط جذبہ محبت میں کرنا قطعی مناسب نہیں ۔ ۔ ۔
                              دوسری بڑی اور اہم وجہ یہ ہے کہ اگرچہ آپ نے اپنے پوچھے گئے سوال میں جذبہ محبت کی بابت ہمارے محسوسات کو دریافت کرتے ہوئے تھریڈ کے عنوان کے ساتھ مطابقت پیدا کرنے کی کوشش کی ہے مگر اس سے اصل سوال پس منظر میں چلا گیا ہے جو کہ جذبات کی فکری اور شعوری سطح پر محسوسات سے متعلق تھا اور لوگ فقط محبت کو لیکر اپنے اپنے محسوسات بیان کررہے ہیں ۔ ۔
                              اب آتا ہوں اصل سوال کی طرف ۔ ۔ ۔
                              دیکھیئے جذبہ نام ہے انسان کے اندر ودیعت کردہ ایسی قوت کا کہ جو انسان کے اندر ایسی ترغیب پیدا کرتی ہے کہ جس کے نتیجے میں انسان کسی بھی شئے کی طرف فطری طور پر کھنچا چلا جاتا ہے اور یہ کشش یا کھنچاؤ انسان کے فطری میلانات کا ہی نتیجہ ہوا کرتی ہے ۔
                              اور جہاں تک تعلق ہے جزبات کی محسوسات کا تو انسان اپنے اردگرد کے ماحول سے اعصاب کی فطری اثر پذیری کی قوت سے تمام قسم کے جذبات کو فکری سطح پر لائے بغیر بھی شعوری اعتبار سے جان سکتا ہے اس کے لیے کسی خاص تجربے کی ضرورت نہیں ہوتی جیسے محبت ،نفرت غمی اور خوشی وغیرہ ۔ ۔ ۔
                              حاصل کلام یہ ہوا کہ انسانی فطرت میں جو اشیاء رکھ دی گئی ہیں انکی محسوسات کا تعلق بھی انسانی فطرت سے ہی ہے لہزا اس کے لیے کسی بیرونی زریعے کی ضرورت نہیں کہ جس کے زریعے کوئی تجربہ یا ایکسپیرئنس کرکے ان کو ثابت کیا جائے ۔ ۔ ۔ ۔ ہوپ یو گاٹ می ۔ ۔ ۔والسلام
                              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                              Comment

                              Working...
                              X