Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Roohaniat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Roohaniat

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    nahi kabil-e-aitraaz sahiba 372-haha

    me iss qabil kahan :shyy:
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment


    • #32
      Re: Roohaniat

      Originally posted by aabi2cool View Post
      sharam da ee ghata ee hur kuj naee o tay
      Baaz aa Gujraa, kidray tainu saraf naal nawana oon mein
      :thmbup:

      Comment


      • #33
        Re: Roohaniat

        Originally posted by saraah View Post
        me iss qabil kahan :shyy:
        yeh to tumhari inksaari he, warna tum ho 372-haha
        :thmbup:

        Comment


        • #34
          Re: Roohaniat

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          yeh to tumhari inksaari he, warna tum ho 372-haha
          chal hun thred kahrab na kar bus ok :wk
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment


          • #35
            Re: Roohaniat

            Originally posted by saraah View Post
            asslamoalikum respected members

            aap k nazdeek Roohaniat'' kia hai?

            ap kis trah define krtay hain issay.....?

            aur kya aap roohaniat me dilchaspi lete hain???
            jahan tak me ne last kuch time me is bare me parha to rohaneyat rooh se related he.jese jism aik haqeeqat he or us ki zaruriyaat or takaze hen ese hi rooh bhi aik haqeeqat he or us ki bhi zaruriyaat hen.or sufism k leay me ne bohat sare sufis ko parha.kashaf al mehjub parhi..prof rafiq akhtar ko parha.yakin karo ye jo naach gane wale sufis hen in ka sufism se katan koi taluk nahi.sufi wo he jo shareyat k mutabik,shariyat k raste par chalte huey zeada mohabat se Allah ke qurb ka talabgaar hota he.manzil Allah ki raza or mohabat he or rasta serf or serf islam he jo hamare piyare nabi ne hamaen bata dia.baki sufism k naam par bare bare dhoke hen.dunya ki ghalazat me lat pat admi mehez logon ko dikhane ko sufi ka libada orh kar dusron ko bewakuf bnata he.

            Comment


            • #36
              Re: Roohaniat

              itna to nahi patta magr ye keh sakti hoon k tazkiya e nafs say insaan rohaniyat ki manzilon ka safar karta hay .
              Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

              Comment

              Working...
              X