Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Kehte Hain Ke ...
Collapse
X
-
Re: Kehte Hain Ke ...
Originally posted by unity View Postye kesi baat ki he ap ne?wese me dekhti hon k ham ne apne moashre me mohabat ko bare hi ghalat tasur me le lia he....films dekh dekh kar hamare log usi ko mohabat samjhne lage hen jab k koi bhi rishta ho us ko ehsan tareeke se nibhana hi us rishte ki asal kamyabi hoti he.kisi book me parha tha k wife n husband ka rishta esa hona chaey k apni shakseyat k nokdaar pehloun ko soft karte rahen ta k aik doosre ko kam pinch karen or yehi kamyabi hoti he....Allah
Comment
-
Re: Kehte Hain Ke ...
Originally posted by Yaaram View PostAap ki baat bilkul theek hay..kisi ne kaha tha ke kamyaab shadi shuda zindagi ka raaz aik doosrey ko bardasht karna hay. lekan unity jahan pinch karnay ki baat ho mera nai khayal wahan muhabbat hoti hay. wahan muasharti pehloo bohat insaan ke samney aa jatey hain jin ko madde nazar rakhety hoe apnay life partner ke sath insaan baaz oqat majboori ki halat main reh raha hota hay. Main ussay mohabbat nai kehta. jesa ke aap ne ooper kaha ke aap ki muhabbat aap ke life partner se hi honi chahye. main maanta hon is baat ko . lekan shadi ke baad yeh bhi to ho sakta hay na ke aap ko aap ke life partner main dilchaspi na ho. keunke woh aap ke dil ka faisla nai tha.
Comment
-
Re: Kehte Hain Ke ...
Originally posted by unity View Postto phir kia karna chaey?shadi se pehle mohabat ki jaey phir shadi ki jaey?ager ye esa hi kamyab formula hota to bohat sare love marriage wale na kaam na hote:mm:
Comment
-
Re: Kehte Hain Ke ...
Nai unity, muhabt to insan ko kisi b waqt mehsos ho skti he, shadi s pehly ya bad m, shadi ki shart to nai rakhe ja skti , yeh to insan ka rohani rishta hota he kisi b zat k lye, jo marty dam tk ap k jism o jan m mojzan rehta he, isi kisi b rishty ka paband na kejye, na yeh kuch mangti he, na shadi, na samjhota, na majbori, na isy kisi khas rishty k sath mansob kejye. Mera to yahe khayal he. Is bary m.Allah
Comment
-
Re: Kehte Hain Ke ...
Originally posted by aabi2cool View Post
جو آپ سے محبت کرئے اس کا پا لینا بہتر ہے اس سے کہ جس سے آپ محبت کرتے ہوں۔
Comment
-
Re: Kehte Hain Ke ...
Originally posted by Yaaram View PostNai unity, muhabt to insan ko kisi b waqt mehsos ho skti he, shadi s pehly ya bad m, shadi ki shart to nai rakhe ja skti , yeh to insan ka rohani rishta hota he kisi b zat k lye, jo marty dam tk ap k jism o jan m mojzan rehta he, isi kisi b rishty ka paband na kejye, na yeh kuch mangti he, na shadi, na samjhota, na majbori, na isy kisi khas rishty k sath mansob kejye. Mera to yahe khayal he. Is bary m.
Comment
-
Re: Kehte Hain Ke ...
Originally posted by munda_sialkoty View PostMein to hameesha usi se shadi kerta hoon jo muj se muhabat karay 372-shockIf Allah brings you to it, He will bring you through it.
Happy moments, praise Allah.Difficult moments, seek Allah.Quiet moments, worship Allah.Painful moments, trust Allah.Every moment, thank Allah.
Comment
Comment