Re: aap kay messanger main kitnay loog add hain ?:p
nahin mera matlab hay agar main none bhi choose karta tou uss ka matlab tou yeh hota na kay main messenger use karta hoon aur meri list main koi nahin hay aur main pagloon ki tarhan apnay hi aap ko list main dekh kar khush horaha hoon :lol none ka option hi ghalat hay yahan per :)
Originally posted by Aanchal
View Post
Comment