Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mujhay Yeh Baat Hansa Deti Hay

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Mujhay Yeh Baat Hansa Deti Hay

    Originally posted by Last Knight
    hahaha
    aap kee baat sun ker hunsi agai hay:embarasse

    To tum bhi meri tarah qehqaha laga ker hans saktey ho :lol
    sigpic

    Comment


    • #32
      Re: Mujhay Yeh Baat Hansa Deti Hay

      Originally posted by Last Knight
      lagta hay koi ziyada hee hunsi agai hay:masha
      LK Ji Dancing bhi kiya khoob hay.. ab kiya is par hansi bhi na aey..:lol :lol :lol
      :roseENIGMA:rose

      Comment


      • #33
        Re: Mujhay Yeh Baat Hansa Deti Hay

        Originally posted by Spy009
        Dusri waqya bhi Delhi ka, wahan jitney bhi parks hain wahan Morning and Evening walk ke liye parks bhare hotey hain, main kabhi subah ya kabhi shaam ko jata tha, park ka nazara hi kuchh aur hota tha, gharon ke old man or old woman mostly park mein 2 groups mein baithtey thay, halka phulka hath pair hilaney ke baad wo log "hansney" ka excercise kartey,

        Buddhey log shur "ha ha ha ha ha ha ha ha" dusrey aur se Buddhiyon ki awaz aati " ha ha ha ha ha " ye dekh hans padtey, jitney park mein jawan aur bachhey hotey yeh dekh kar wo bhi hanstey, uss scene ko yaad kar ke main aaj bhi be saakhta hans padta hoon,
        Spy ji aap nay jis tarha bataya hay lagta hay main nay bhi woh sab dekha hay.. :kr: :lol :lol
        :roseENIGMA:rose

        Comment


        • #34
          Re: Mujhay Yeh Baat Hansa Deti Hay

          Originally posted by Spy009
          Main Delhi ka waqya batata hoon, jab main school mein teaching karta tha, to Principal ki khas hidayat thi ke Students ka 10 minute ka exercise karwayen aur excercise "hansi" ka hona chahiye,
          Oh my god...jab hansney, hansaaney ki baari aati to kuchh aise sharartein ladkey aur ladkiyan thein, aur unke hansne ka andaaz aur style aisa hota tha ke naa chahtey huwe bhi khilkhila kar hans padtey, aaj bhi yaad karke hansta hoon
          :lol hehehehehe kisi ko hansta dekh kar main khud hans parti hun wajha pata ho ya na pata ho..:lol :lol hansi par control nahi hay..aur kisi ko rota dekh kar us say ziyada roti hun...hehehehe yeh bhi fact hay merey saath..ronay wali film dekhnay par sakht pabandi hay mairay liye..:lol :lol
          :roseENIGMA:rose

          Comment


          • #35
            Re: Mujhay Yeh Baat Hansa Deti Hay

            Originally posted by Withoutsoul

            Digestive machine..........Shayad fit karwai thee... lekin me ko to nahi batata keh woh machine kahan sai mili thee uss ko.....
            Abhi tak machine hay ya kharab ho gai? ya doosri lag wali? :lol :lol
            :roseENIGMA:rose

            Comment


            • #36
              Re: Mujhay Yeh Baat Hansa Deti Hay

              Originally posted by Saima Shaheen
              Wese to hansney ke liyeh koi khas topic hona zarori nahi, Insan ke Dil mei khushi ho to wo bahaney bahaney se hansta hai, qehqahey lagata hai ..... nahi to achey achey jock per bhi nahi hansta....
              mei jab gehqaya laga ker hansti hoon to sab se zada mujhe meri mama tokti hain, aur kehti hain lerkion wali koi baat nahi tum mein :tauba :lol

              bas issi baat per mujhe aur zada hansi aati hai :lol
              :lol :lol :lol :thmbup:
              :roseENIGMA:rose

              Comment


              • #37
                Re: Mujhay Yeh Baat Hansa Deti Hay

                Originally posted by Last Knight
                hahahahahahahhhhahahahahah:tomato:
                LK Ji Aap hans rahay hain kiya? :lol :lol but yeh tomato ko hansta aaj hi daikha hay..:lol tomato bhi hans raha hay ya mujhay ghalat fehmi hui hay..:lol
                :roseENIGMA:rose

                Comment


                • #38
                  Re: Mujhay Yeh Baat Hansa Deti Hay

                  Ab tak sab se zyadah hansi 2 filme dekha hoon

                  pehli film thi "Bombay To Goa"

                  Dusri "Herapheri" (sunil akshay wali)

                  iss se zyadah hansi wali filme aaj tak nahiin dekha, un filmo ke comedy scenes yaad kar ke aaj bhi hansta hoon,

                  ek dialogue bhi tha "Bappa pakoda" ha ha ha
                  Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                  Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                  Comment


                  • #39
                    Re: Mujhay Yeh Baat Hansa Deti Hay


                    ABHI KHARAB NAHI HOI USS KI DIGESTIVE MACHINE.... COZ KUCH DAYS PEHLAY KHANA KHA KAR KEH RAHA THA KEH KHANA KHA AYA HOON SIRF CHAKHNA HAI... AUR PHIR...........

                    CHIPKOOOOOOOOOOOO

                    Comment


                    • #40
                      Re: Mujhay Yeh Baat Hansa Deti Hay

                      Originally posted by Last Knight
                      mujy aap kee baat per hunsi aai hay:pagal:
                      :shh:

                      Comment


                      • #41
                        Re: Mujhay Yeh Baat Hansa Deti Hay

                        jab koi girta hai mujhko tab buhat hasi ati hai:embarasse :shh:

                        Comment


                        • #42
                          Re: Mujhay Yeh Baat Hansa Deti Hay

                          Originally posted by Barish
                          jab koi girta hai mujhko tab buhat hasi ati hai:embarasse :shh:

                          Jab barish hansti hain to uskay samnay kay do totay hoay daanth:D dekh kar mujhay bohat hansi aati hain
                          ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                          Comment


                          • #43
                            Re: Mujhay Yeh Baat Hansa Deti Hay

                            jab mujhay apni bachpan ki dinss yaad ati hai tu hansi deti hai.... :lol
                            u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                            :pr:

                            Comment


                            • #44
                              Re: Mujhay Yeh Baat Hansa Deti Hay

                              Originally posted by D@y W@lk3r
                              Jab barish hansti hain to uskay samnay kay do totay hoay daanth:D dekh kar mujhay bohat hansi aati hain

                              :khi:
                              sigpic

                              Comment


                              • #45
                                Re: Mujhay Yeh Baat Hansa Deti Hay

                                Originally posted by D@y W@lk3r
                                Jab barish hansti hain to uskay samnay kay do totay hoay daanth:D dekh kar mujhay bohat hansi aati hain

                                jab uncle apne daant bazar se khareedne jate hain mujhko tab barii hasi ati hai:kr: :D :tasali:

                                Comment

                                Working...
                                X