Assalamo Allaikum
Main aksar 'puraney' aur 'original' geeton ki talash mein hota hoon... per jo milta hai un mein almost 90% remix hota hai - remix is tarha keh music mein jhankaar, drums aur is tarha ki behoodgiyaan hoti hai - mera dil sakht nafrat karta hai aisey remix sey jo gaano ka asal husn kharab kar detey hain ...
Mujhey samajh nahin aatii log aisa music sun kaisey letey hain?
Aap ko kaisa lagta hai?

Comment