Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

**(In)Dependent....!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: **(In)Dependent....!

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    lagta he tu shipment nikaal ke ub easy hoya peyaa ein :shyy:
    easy kethay wo 4din ho gaye thay mail check nehi ho rehi thee too socha ka rat ko check kar loon ga shayad speed theak ho too wo check kar reha hoon:donno:
    sigpic

    Comment


    • #17
      Re: **(In)Dependent....!

      Originally posted by ummid View Post
      Asalamaalaikum


      :rose
      Walaikum ussalam:hii:

      sabar kejiye mai bhai se pooch k ap k sawaal ka reply kartii hoon......:shyy:
      .......................!!!!!

      Comment


      • #18
        Re: **(In)Dependent....!

        Originally posted by Masood View Post
        wa salaam

        Seedha seedha kaho na aamir khatoon ko mukhatib kiya hai :shyy:
        372-haha372-haha372-haha
        maza agay bhai..........
        .......................!!!!!

        Comment


        • #19
          Re: **(In)Dependent....!

          Originally posted by ummid View Post
          Asalamaalaikum
          Aap (Specially girlz…:shyy: ) apne kisi bhi kaam ke mamle mein dosro per kitne dependent hai….. jaise koi decision lena ho… ya kahein jana ho… ya koi masalah hogaya ho… ya kuch bhi…. :think:
          Or kabhi aap ko pabandi ya dependency ka ehsaas howa hai…?? like aap ko kahein urgently jana ho or koi bhai ya gher ka dosra koi fard us waqt free na ho… ya kisi or kaam mein bhi aap ko ruk ker rehna para howa ho…??372-shock
          :rose
          Walekum Salam
          bohat sari baton me dependent hon.pehle bura lagta tha abhi sochti hon..theek he...is tarah me bohat sari baton ki zimadaar bhi nahi hon...:)

          Comment


          • #20
            Re: **(In)Dependent....!

            dependent hona buri baat nai..agar aap independent bhi ho to phirr bhi har jagah mashwarey se chalna chahye. ho sakta hay kisi ke zehan main aap ke lye bohat acha kuch ho aur ap galat faisla lene ja rahey ho. han apne faisloN ko bohat kam kisi per chorein.
            Allah

            Comment


            • #21
              Re: **(In)Dependent....!

              waslam main apne seb fayselay kud kerti hon doseron per inhisaar nhe kia kabi han kabi masherwa zaror lay leti hon mger humsha jo fayslea hota hain mera apna he hota hain aur pahly aysa hota tha k kahin jana ho to bhai ka wait kerna perta tha mger 2 years sy main ny kud ko bohat change kia hain ab main batati hona ama ko keh deti hon k pohanch k call ker don g aur wo be relux rehty hain sare kam kud kerny ki adi hon kisi per b depent nhe kerti:shyy:
              ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

              sigpic

              Comment

              Working...
              X