Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

انگریزی زبان اسلام کے لیے؟؟؟

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • انگریزی زبان اسلام کے لیے؟؟؟

    asslamoalikum respected members .... :rose

    ek banday se baat hui ,kehnay lagay english language ko islam k liye seekho,baat aayi gayi hogayi,iss liye mazeed istafsaar nae kr saki....tou sochaa ap se discuss kiya jaye .....

    tou aap batayen....
    kese seekhen islam k liye....kya kr sktay hain issay seekh kr islam k liye

    sawaal mushkil nae hai sab jawaab dein

    bohat shukria
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

  • #2
    Re: انگریزی زبان اسلام کے لیے؟؟؟

    Originally posted by saraah View Post

    pehlhy islaam to saheeh se sekh lain 372-haha phir an372-hahagreezi zuban bhi zaroor372-haha sekheen deen o dunia dono hi kiliyee
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment

    • #3
      Re: انگریزی زبان اسلام کے لیے؟؟؟

      Originally posted by aabi2cool View Post
      pehlhy islaam to saheeh se sekh lain 372-haha phir an372-hahagreezi zuban bhi zaroor372-haha sekheen deen o dunia dono hi kiliyee
      itna zor zor se hasna...app ki bateesi k lie khatarnak bhi hosakta he
      Wizarat'e'tahafuz'e'Buzargwar
      Hukumat'e'Pakistan
      :bhago:

      Comment

      • #4
        Re: انگریزی زبان اسلام کے لیے؟؟؟

        Originally posted by saraah View Post
        asslamoalikum respected members .... :rose

        ek banday se baat hui ,kehnay lagay english language ko islam k liye seekho,baat aayi gayi hogayi,iss liye mazeed istafsaar nae kr saki....tou sochaa ap se discuss kiya jaye .....

        tou aap batayen....
        kese seekhen islam k liye....kya kr sktay hain issay seekh kr islam k liye

        sawaal mushkil nae hai sab jawaab dein

        bohat shukria
        walaikum salam

        mey ye tau nahi janti k uss bandey ney kis context mey ye baat kahi. Islam ko samajhney k liye arbi zaban ka jann-na zaroori hai aur ye message doosron tak phonchaney k liye un logon ki zaban jann-na zaroori hai agar wo french hein tau french, spanish hein tau spanish, angrez hein tau angrezi ...
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment

        • #5
          Re: انگریزی زبان اسلام کے لیے؟؟؟

          Originally posted by saraah View Post
          asslamoalikum respected members .... :rose

          ek banday se baat hui ,kehnay lagay english language ko islam k liye seekho,baat aayi gayi hogayi,iss liye mazeed istafsaar nae kr saki....tou sochaa ap se discuss kiya jaye .....

          tou aap batayen....
          kese seekhen islam k liye....kya kr sktay hain issay seekh kr islam k liye

          sawaal mushkil nae hai sab jawaab dein

          bohat shukria
          non muslims angraizoo ko aap un ki zaban main islaam ki taleemat seekha saktay hian ...yani unhay islam ki taraf la saktay hian
          Last edited by .; 11 September 2009, 23:17.
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment

          • #6
            Re: انگریزی زبان اسلام کے لیے؟؟؟

            Originally posted by Aanchal View Post
            non muslims angraizoo ko aap un ki zaban main islaam ki taleemat seekha saktay hian ...yani unhay islam ki taraf la saktay hian
            achaaa jeee wesay aap k is ittilah k baham pohnchany ka shukriaa 372-haha
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment

            • #7
              Re: انگریزی زبان اسلام کے لیے؟؟؟

              Wa salaam respected Khatoon...

              Aabid aur Zinia wali baat kahoon ga keh pehley Islam to seekh lein, phir kuchh aur seekhein aur Islam seekhney key liyey English nahin, Arabic seekhein...
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              • #8
                Re: انگریزی زبان اسلام کے لیے؟؟؟

                agar aap ko english aati hogi ... tu aap kisi ko Islaam ki taraf la sakain ya nahin kam say kam un misconceptions ko dour karnay mein koi rule play kar saktay hain jo non Muslims ko Islam k baray main hain ....
                For New Designers
                وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                Comment

                • #9
                  Re: انگریزی زبان اسلام کے لیے؟؟؟

                  karna kiya hain.....main ko bhi batao:bit00000:
                  Last edited by D@y W@lk3r; 12 September 2009, 16:39.
                  ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                  Comment

                  • #10
                    Re: انگریزی زبان اسلام کے لیے؟؟؟

                    Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                    karna kiya hain.....main ko bhi batao:bit00000:

                    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                    Comment

                    • #11
                      Re: انگریزی زبان اسلام کے لیے؟؟؟

                      Originally posted by saraah View Post
                      asslamoalikum respected members .... :rose

                      ek banday se baat hui ,kehnay lagay english language ko islam k liye seekho,baat aayi gayi hogayi,iss liye mazeed istafsaar nae kr saki....tou sochaa ap se discuss kiya jaye .....

                      tou aap batayen....
                      kese seekhen islam k liye....kya kr sktay hain issay seekh kr islam k liye

                      sawaal mushkil nae hai sab jawaab dein

                      bohat shukria
                      Islam ko achi tarah samajnay ke liye Arabic ko seekhna chahiye but on the other hand Islam ki isha'aat ke liye angreezi zuban seekhna bohat zaroori he. Angreezon ko angreezi mein he aap samja sako gay na. Bara e ya aur v koi sawal aye e
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: انگریزی زبان اسلام کے لیے؟؟؟

                        Originally posted by aabi2cool View Post
                        pehlhy islaam to saheeh se sekh lain 372-haha phir an372-hahagreezi zuban bhi zaroor372-haha sekheen deen o dunia dono hi kiliyee

                        Yeh tumharay siggy mein "Saraah Aamir" he na :shyy:
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: انگریزی زبان اسلام کے لیے؟؟؟

                          Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                          karna kiya hain.....main ko bhi batao:bit00000:
                          tu mujay yeh bata ke Ramzan kub start ho raha he 372-haha
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #14
                            Re: انگریزی زبان اسلام کے لیے؟؟؟

                            Originally posted by saraah View Post
                            asslamoalikum respected members .... :rose

                            ek banday se baat hui ,kehnay lagay english language ko islam k liye seekho,baat aayi gayi hogayi,iss liye mazeed istafsaar nae kr saki....tou sochaa ap se discuss kiya jaye .....

                            tou aap batayen....
                            kese seekhen islam k liye....kya kr sktay hain issay seekh kr islam k liye

                            sawaal mushkil nae hai sab jawaab dein

                            bohat shukria
                            AOA,
                            SARAAH, iss ki jitni bhi positive daleelain di jain kam hain, main sirf simple words main kahoon ga keh jo qomain knowledgeable hoti hain un ka haq hai keh woh dunia pe rule karain,or knowledge kissi language barrier ko nahi maanta, iss liye yeh behas he ajeeb c hai, english main kya burai hia?
                            jo qomain iss tarah ki fazool behas main rehti hian woh hamesha aise he maar khati hian jaise hum kha raha hain, or jo humain daba raha hain un ka yeh haq hai,

                            Comment

                            Working...
                            X