Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~Bhoojo Aur Seekho~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: ~*~Bhoojo Aur Seekho~*~

    Originally posted by aabi2cool View Post
    mujhy to jawab maloom hi magar don ga naheen aur eidi main diya naee karta
    kuch bhi nai detey ....
    kanjoooooooooooooooooooos....
    makhi chooooooooooooos.........
    sarey howe aam ka juice :zuban:
    Last edited by BhaTaktii RooH; 8 September 2009, 00:21.
    .......................!!!!!

    Comment

    • #47
      Re: ~*~Bhoojo Aur Seekho~*~

      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
      :shyy:
      poost ka matlab lazy bhi hoo sakta hai ? ya bhara howa ? ya pher kuch or :D
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment

      • #48
        Re: ~*~Bhoojo Aur Seekho~*~

        poost farsi ism muzakar he...jis ka matlab...chamrra, khaal ya chilke k heiN....aik aur matlab is ka khashkhash ka doudaa bhi he

        me ne lughat se jawab chap dia...
        abb mera room cooler deiN

        Comment

        • #49
          Re: ~*~Bhoojo Aur Seekho~*~

          Originally posted by MSA View Post
          poost farsi ism muzakar he...jis ka matlab...chamrra, khaal ya chilke k heiN....aik aur matlab is ka khashkhash ka doudaa bhi he

          me ne lughat se jawab chap dia...
          abb mera room cooler deiN
          us lughat maiN kisi room cooler ka ishtehar hoga woh bhi waheen say lay lo

          jawab durust hai :fight:
          That's Enough...!!

          Comment

          • #50
            Re: ~*~Bhoojo Aur Seekho~*~

            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
            us lughat maiN kisi room cooler ka ishtehar hoga woh bhi waheen say lay lo

            jawab durust hai :fight:
            us me to roh'afza ka add nahi he

            Comment

            • #51
              Re: ~*~Bhoojo Aur Seekho~*~

              bohot acha silsila hai isay mazeed aagay baRhaya jaiy :shyy:
              That's Enough...!!

              Comment

              • #52
                Re: ~*~Bhoojo Aur Seekho~*~

                Is waqt merey paas InPage nahin to aisey hi poochh leta hoon...

                Ham aksar lafz suntey hain MAUM KI GURRIYA - isharatan koi nazuk si larki.. Aur hamarey gharon mein is bijli ki kami key daur mein MAUM BATI to hoti hi hai...

                Yehi sey mera sawaal shuru ho ta hai keh lafz:

                MAUM

                ka matlab kya hai? Ya MAUM kisko kehtey hain?

                1) Intihaii bareek jhalli
                2) Podon ki charbi jis sey maum batiyaan bnaii jati hain
                3) Woh chikna aur narm madah jissey shehad ki makhiyaan shehad key saath bnati hain
                مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                Comment

                • #53
                  Re: ~*~Bhoojo Aur Seekho~*~

                  Originally posted by Admin View Post

                  Masood, Aabid aur RulzZ ko jawab daynay ki ijazat nahe hai :shyy:
                  That's Enough...!!

                  Comment

                  • #54
                    Re: ~*~Bhoojo Aur Seekho~*~

                    Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                    Masood, Aabid aur RulzZ ko jawab daynay ki ijazat nahe hai :shyy:
                    Bilkul kyun keh teeno ko patah nahin :garmi:
                    مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                    نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                    Comment

                    • #55
                      Re: ~*~Bhoojo Aur Seekho~*~

                      Originally posted by Admin View Post
                      Bilkul kyun keh teeno ko patah nahin :garmi:
                      372-haha masood aur aabid ki bizti hogai :embarasse
                      That's Enough...!!

                      Comment

                      • #56
                        Re: ~*~Bhoojo Aur Seekho~*~

                        Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                        372-haha masood aur aabid ki bizti hogai :embarasse
                        Sawaal kharab na kar!

                        Is waqt merey paas InPage nahin to aisey hi poochh leta hoon...

                        Ham aksar lafz suntey hain MAUM KI GURRIYA - isharatan koi nazuk si larki.. Aur hamarey gharon mein is bijli ki kami key daur mein MAUM BATI to hoti hi hai...

                        Yehi sey mera sawaal shuru ho ta hai keh lafz:

                        MAUM

                        ka matlab kya hai? Ya MAUM kisko kehtey hain?

                        1) Intihaii bareek jhalli
                        2) Podon ki charbi jis sey maum batiyaan bnaii jati hain
                        3) Woh chikna aur narm madah jissey shehad ki makhiyaan shehad key saath bnati hain
                        مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                        نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                        Comment

                        • #57

                          3rd

                          ab maiN pochta hoon tum jawab day do 372-haha
                          That's Enough...!!

                          Comment

                          • #58
                            Re: ~*~Bhoojo Aur Seekho~*~

                            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                            3rd

                            ab maiN pochta hoon tum jawab day do 372-haha
                            tumhein yaqin hai 3rd sahih hai???
                            مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                            نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                            Comment

                            • #59
                              Re: ~*~Bhoojo Aur Seekho~*~

                              Originally posted by Admin View Post
                              tumhein yaqin hai 3rd sahih hai???
                              jahaN tak mujhay maloom hai :shyy:
                              That's Enough...!!

                              Comment

                              • #60
                                Re: ~*~Bhoojo Aur Seekho~*~

                                Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                                jahaN tak mujhay maloom hai :shyy:
                                Theek hai - ab tum poochho :dance5:
                                مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                                نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                                Comment

                                Working...
                                X