Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Meray Mutabik

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Meray Mutabik

    Shahid Masood Khan is a Pakistani journalist, columnist, TV show host and a political analyst & commentator. He was the anchor of the popular show "Meray Mutabiq" (Urdu for "According to me") on Geo TV. Previously, he had been affiliated with ARY One World, as its senior executive director and was the chief of ARY One World conducting the show Views On News on ARY. Dr. Masood also parted ways with Geo TV for unknown reasons.

    Mere Mutabiq Shahid Masood | Geo Pakistan Talk Show @ Pakistan Herald

  • #2
    Re: Meray Mutabik

    yeh sab tu chalta rehta hai.....:)
    For New Designers
    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

    Comment

    • #3
      Re: Meray Mutabik

      hein ab kia phir se geo ko chor dya he :hairdrayer:
      Last edited by mano_billi; 22 August 2009, 10:43.

      Comment

      • #4
        Re: Meray Mutabik

        372-shock372-shock372-shock372-shock

        shahid masood to kisi gahrey ka dakhan hai he nahi 372-haha

        pahley ARY sey GEO :fly:

        then GEO sey PTV :fly:

        then Geo aur ab phir ARY:fly:
        I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

        Comment

        • #5
          Re: Meray Mutabik

          Achaa phir kya kren ji :think:
          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

          Comment

          • #6
            Re: Meray Mutabik

            Assalaam-o-Alaikum

            Aap ka shukriya kay aap nay iss khabar ko hum tak paish ki, darasal Dr. Shahid Masood per Press Information Department (PID) jo Government news agency hay aur Ministry of Information say bohat ziyada pressure kuch controversal issue per, jaisay haliya unhoon nay apnay program meray mutabiq main President Zardaari kay hawalay say kuch statement use kiye thay jinn kay saboot na paish karnay ki bina per unper bohat pressure para gokay unka kehna hay kay meray paas saaray saboot moujood hain aur main waqt aanay per paish kardoonga... albatta jo conversial issue hain woh yeh hain kay unhoon nay kaha kay main nay Zardari sahab nay meray saamnay kaha kay
            "Yeh khudh tou mar gayi magar peechay jehaz choouR gayi" doosra "Kay mitti payo, kia karna hay iss kay qatal kay case ka"

            aik aur information hay kay nayay channel DUNYA say inhain baRi achi offer aayi hay jis ki bina per inhoon nay GEO TV choRa!!!
            sigpic

            Comment

            • #7
              Re: Meray Mutabik

              Then what??????????????????

              Who cares????????????
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              • #8
                Re: Meray Mutabik

                Originally posted by Masood View Post
                Then what??????????????????

                Who cares????????????
                I do ... :hairdrayer:
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment

                • #9
                  Re: Meray Mutabik

                  paisa aisa kaisa paisa
                  sari khushi paisa
                  sara jahan paisa
                  paisa....
                  jahan yeh, paisa
                  waha yeh, paisa

                  Comment

                  • #10
                    Re: Meray Mutabik

                    sab mayaa he

                    Comment

                    • #11
                      Re: Meray Mutabik

                      Originally posted by mano_billi View Post
                      sab mayaa he
                      is ishq me hum ne
                      jo khoya jo paya he
                      sub maya he

                      jub dekh lia hur shaks yaha hurjai he
                      is sheher se door ik kuthya hum ne banai he
                      aur us kuthya k mathe per likhwaya he

                      sub maya he....
                      sub dhalti phirti chaya he

                      Comment

                      • #12
                        Re: Meray Mutabik

                        Originally posted by MSA View Post
                        is ishq me hum ne
                        jo khoya jo paya he
                        sub maya he

                        jub dekh lia hur shaks yaha hurjai he
                        is sheher se door ik kuthya hum ne banai he
                        aur us kuthya k mathe per likhwaya he

                        sub maya he....
                        sub dhalti phirti chaya he

                        sab mayaa he sab mayaa he

                        Comment

                        • #13
                          Re: Meray Mutabik

                          Originally posted by thefire1 View Post
                          Assalaam-o-Alaikum

                          Aap ka shukriya kay aap nay iss khabar ko hum tak paish ki, darasal Dr. Shahid Masood per Press Information Department (PID) jo Government news agency hay aur Ministry of Information say bohat ziyada pressure kuch controversal issue per, jaisay haliya unhoon nay apnay program meray mutabiq main President Zardaari kay hawalay say kuch statement use kiye thay jinn kay saboot na paish karnay ki bina per unper bohat pressure para gokay unka kehna hay kay meray paas saaray saboot moujood hain aur main waqt aanay per paish kardoonga... albatta jo conversial issue hain woh yeh hain kay unhoon nay kaha kay main nay Zardari sahab nay meray saamnay kaha kay
                          "Yeh khudh tou mar gayi magar peechay jehaz choouR gayi" doosra "Kay mitti payo, kia karna hay iss kay qatal kay case ka"

                          aik aur information hay kay nayay channel DUNYA say inhain baRi achi offer aayi hay jis ki bina per inhoon nay GEO TV choRa!!!
                          Shahid uncle ko itni dair baad khayal aur so called "Ghairat" kioN aai yeh baat bayan karnay ki?

                          aur mera nahe khayal k shahid masood nay yeh kaha tha kay zardari nay mery samnay yeh kaha.. even unhoN nay kisi reference ka hawala bhi nahe dia, balka sirf hawa maiN teer chalaya tha, agar article paRha ho to us maiN bhi afsanvi andaz maiN yeh baat kahe gai hai.

                          maiN shahid masood ko ghalat nahe keh raha albat'ta itna zaroor kahoN ga kay banday ko tabsiray, tajzeay aur tajzeay tabsiray karnay kay baad khud ko "waliullah" nahe samajh layna chaheay...
                          That's Enough...!!

                          Comment

                          • #14
                            Re: Meray Mutabik

                            very well said ScorpioN_RulzZ, chahay koi bhi kisi bhi kisam kay reference yaa authentic proof kay baghair kisi bhi kism ka tajziya nahin karna chayeh.... ab kiya hay tou bhugtoo yaa do suboot.... woh kehtay hain suboot hain meray pass laikin waqt aanay per doonga, najaaanay kaunsay waqt ki baat kar rahay hain...

                            Assi ve vekh rayay nay... tay tussi ve vekho :)
                            sigpic

                            Comment

                            • #15

                              je haan na janay kaun sa waqat :think: shayed isi waqt kay leay kisi nay kaha hai kay waqt waqt ki baat hai, kis qadar jald badal jatay haiN insaaN janaaN
                              That's Enough...!!

                              Comment

                              Working...
                              X