Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

! ہاں جی تو۔۔۔۔۔۔۔؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟ !

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Originally posted by saraah View Post
    aabi bhaiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii :tunn:

    me aapki laadli behan aap se behas karoon gi tou yeh koi achi baat tou nae na
    tum se kis nay kaha k tum meri ladli ho aur jo ghalat baat hoti hi wo ghalat hoti hi main anheen manta so behass to karna paray gi apni baat ko saheeh sabit karnay k liyee :fuming:
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment

    • #47
      Originally posted by aabi2cool View Post
      tumheen kis nay bulaya hy yahaan ..yahaan baywaqoofon k liye koi jaga naee ye thred faqat aqal rakhnay walon k liye hi agar cha wo ratti bhar hi aqal kion na rakhtay hon so u foran out hojao yahaan se aur apny baywaqoofana se threds lagao . .
      aap ko apnay elawa dosroun kay threads ki smajah ati kaha hai

      :lpop:
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment

      • #48
        Originally posted by aabi2cool View Post
        magar sawal main yehi naheen poucha gaya k kabhi mohabbat aur kabhi nafrat aysa to hosakta hi sawal main aik hi waqat ka likha hy
        :lol
        aapko sawaal ki samajh nai aayi to humari kya ghalti hai :khi:

        Comment

        • #49
          Originally posted by Aanchal View Post
          aap ko apnay elawa dosroun kay threads ki smajah ati kaha hai

          :lpop:

          Originally posted by lllife View Post
          :lol
          aapko sawaal ki samajh nai aayi to humari kya ghalti hai :khi:
          oh baywaqoofo apni ghaltain tasleem karnay ki bajay mujh per ilzaam lagay ho 372-shed
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment

          • #50
            Originally posted by aabi2cool View Post
            oh baywaqoofo apni ghaltain tasleem karnay ki bajay mujh per ilzaam lagay ho 372-shed
            hamari ghalati batai jaye :garmi: chalian sunheri alfaaz main hamari ghalati batian pher baat kartay hian :lpop:
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment

            • #51
              Originally posted by aabi2cool View Post
              oh baywaqoofo apni ghaltain tasleem karnay ki bajay mujh per ilzaam lagay ho 372-shed
              aapko sawaal ki samajh nai aayi aap bhi to nai maan rahe na :D

              aabi bhaai main ne suna hai kal plaza dels angels mein 14 august ka function hai jao de???:fly:

              Comment

              • #52
                Originally posted by Aanchal View Post
                hamari ghalati batai jaye :garmi: chalian sunheri alfaaz main hamari ghalati batian pher baat kartay hian :lpop:
                u ki ghalti ye hy k u nay mujh jaysay samjhdar admi ko na samjh kaha

                Originally posted by lllife View Post
                aapko sawaal ki samajh nai aayi aap bhi to nai maan rahe na :D

                aabi bhaai main ne suna hai kal plaza dels angels mein 14 august ka function hai jao de???:fly:
                aray kion demagh ka dahi karnay chali aai ho :fuming: acha to tum hi batao sawal kaya tha aur sath main samjhao bhi k sawal main darasal poucha kaya gya tha yani sawalpouchny waly ki murad kaya thi 372-shedjaldi bato
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment

                • #53
                  Originally posted by aabi2cool View Post
                  aray kion demagh ka dahi karnay chali aai ho :fuming: acha to tum hi batao sawal kaya tha aur sath main samjhao bhi k sawal main darasal poucha kaya gya tha yani sawalpouchny waly ki murad kaya thi 372-shedjaldi bato
                  aapne to meri baat hi gol kar di

                  aur sawaal yeh tha k aapka kisi bande k saath aisa rishta hai jis se aapko nafrat bhi hoti ho aur muhabbat bhi :dance2:

                  yeh nahin k aap kisi k liye aik hi waqt mein dono cheezen mehsoos karet hon hai na :khi:

                  Comment

                  • #54
                    Originally posted by lllife View Post
                    aapne to meri baat hi gol kar di

                    aur sawaal yeh tha k aapka kisi bande k saath aisa rishta hai jis se aapko nafrat bhi hoti ho aur muhabbat bhi :dance2:

                    yeh nahin k aap kisi k liye aik hi waqt mein dono cheezen mehsoos karet hon hai na :khi:
                    kahan likha hy aysaaa . .. ye nechay dekho saraah k alfaaz
                    vote kijiye ........

                    kya aap ka kisi k sath love -hate relationship hai.......:think:

                    means at the same time aap kisi se mohabbat aur nafrat krtay hon
                    ???

                    yahaan per kaya poucha gaya hy wo jo tum samjh rahi ho ya wo jo main keh raha hon at the same time ka kaya matlab hota hi ?????? hain theek hi meri angreezi kamzooor hi magar itni hi naee k at the same time ka matlab hi na samjh sakon :fuming:
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment

                    • #55
                      Originally posted by aabi2cool View Post
                      kahan likha hy aysaaa . .. ye nechay dekho saraah k alfaaz
                      vote kijiye ........

                      kya aap ka kisi k sath love -hate relationship hai.......:think:

                      means at the same time aap kisi se mohabbat aur nafrat krtay hon???

                      yahaan per kaya poucha gaya hy wo jo tum samjh rahi ho ya wo jo main keh raha hon at the same time ka kaya matlab hota hi ?????? hain theek hi meri angreezi kamzooor hi magar itni hi naee k at the same time ka matlab hi na samjh sakon :fuming:
                      gusse to na hon na teddy

                      at the same time se yehi matlab bhi to ho sakta hai na jo main ne kaha ya kya pata sarah ne at the same time is liye likha ho k hum yeh na samjhen k pehle muhabbat thi ab nafrat ho gayi ya pehle nafrat thi ab muhabbat.aisa rishta hain aabi bhaai aisa bhi to ho sakta hai na :hehe:

                      Comment

                      • #56
                        Originally posted by lllife View Post
                        gusse to na hon na teddy

                        at the same time se yehi matlab bhi to ho sakta hai na jo main ne kaha ya kya pata sarah ne at the same time is liye likha ho k hum yeh na samjhen k pehle muhabbat thi ab nafrat ho gayi ya pehle nafrat thi ab muhabbat.aisa rishta hain aabi bhaai aisa bhi to ho sakta hai na :hehe:
                        ghussa to main honga kionk jaysa main nay samjha hy saraah nay wesa i likha hy aur us ki tasreeh bhi ki thi k hosakta hi magar us k liye tajurba zaroori hi . ..
                        baqi reh gaya aap ka ye kehna k . . . .at the same time se yehi matlab bhi to ho sakta hai na . .
                        to ye to jo hi ye us waqat kisi ibarat main karaamad hota hi jab ibarat apny mafhoom main wazy na ho jab k saraah nay jo khuch poucha wo bilkul wazy tha ibarat ki rooh se bhi aur mafhoom ki rooh se bhi . ..
                        ye jo aap nay to lagaya hi ye us waqat saraah ki ibarat main drust hota jab saraah ki ibarat darj zail tareekay per hoti . .
                        kaya kisi aik admi se ksi dosray insaan ko mohabat aur nafrat ye dono hosakty hain ??????
                        ab yahaan per aap k to ka ahtimaal tha k yahaan per kisi aik admi se mohabt aur nafart dono k hojanay se saraah ki aik hi waqat main ya phir alag alg waqton main murad ho ..
                        jab k saraah ki asal ibarat main at the same time
                        ki qaid mojood hi aur jab koi ibarat kisi qaid k sath bayan ki jay to us ka mafhoom bhi ussi qaid k sath akhaz kiya jata hi kaya samjhi... 372-shed
                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment

                        • #57

                          aur wesay bhi jo baat tum keh rahi ho naaa k kisi bhi insaan se alg alg waqton main mohabt aur nafrat ka hojana to ays ahona koi achanbay yani hayrangi ki baat anheen k jis per saraah jaysi zaheen mamber swal karay kion k aysa to hota hi rehta k kis bandy se apa kisi dor main mohabat kartay hain aur phir ussi banday se aap ko nafrat hojati hi ya phir is ka ult bhi. .. :tasali: to is main pouchnay wali kaya baat thi . . :donno:
                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment

                          • #58

                            ji aabi bhaai jaise aap kahen

                            Comment

                            • #59
                              Originally posted by lllife View Post
                              ji aabi bhaai jaise aap kahen
                              372-haha372-haha372-haha tumheen kis nay kaha tha k mery sath panga lo tum khawamakhwa main phans gai tumheen saraah nay bataya naee tha mery baray main :wk
                              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                              Comment

                              • #60
                                Originally posted by aabi2cool View Post
                                aur wesay bhi jo baat tum keh rahi ho naaa k kisi bhi insaan se alg alg waqton main mohabt aur nafrat ka hojana to ays ahona koi achanbay yani hayrangi ki baat anheen k jis per saraah jaysi zaheen mamber swal karay kion k aysa to hota hi rehta k kis bandy se apa kisi dor main mohabat kartay hain aur phir ussi banday se aap ko nafrat hojati hi ya phir is ka ult bhi. .. :tasali: to is main pouchnay wali kaya baat thi . . :donno:
                                :embarasse
                                sarah aati hai to pooch lete hain :embarasse

                                Comment

                                Working...
                                X