Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Dil Ki Sunein Ya Dimagh Ki

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Dil Ki Sunein Ya Dimagh Ki

    Dil Ki Sunein Ya Dimagh Ki ? :tauba
    :roseENIGMA:rose

  • #2
    Re: Dil Ki Sunein Ya Dimagh Ki

    huummm good Q?
    Ithink zada tar log Dil say kam laytay hain. aur dimag say kam sochtay hain. is waja say jo kartay hain galat kartay hain.
    Yah baat to sahi hain kay dil aur dimag kabhi aik sa nahi sochtay. dil chahta hain kay yah karay par dimag hamesha uskay ulat hi karnay ko kheta hain. kher insan ko dil ki bhi soni chahay aur dimag say kam lena chahay.
    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

    Comment


    • #3
      Re: Dil Ki Sunein Ya Dimagh Ki

      dil ki,

      coz her cheez hamara dil hi control kerta hai...yani hamara damgh bhi hamara dil hey key control mey hota hai

      ye meyri apni theory hai :D
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #4
        Re: Dil Ki Sunein Ya Dimagh Ki

        Originally posted by hayaa_n
        Dil Ki Sunein Ya Dimagh Ki ? :tauba
        Na dil ki na dimagh ki, balkey:
        • agar to dost ehbaab film dikhaney ko kahein to maulvi ki suno
        • agar mehbooba khaney ki farmaish karey to jaib ki suno
        • agar more salery milney key chances hon to boss ki suno
        • agar "lara'lappa" sunena ho to sadr-e-Pakistan ki taqreer suno
        • agar jhoot sunena ho to siyasi leader ki baat suno
        chanda ik misalein thi :p
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #5
          Re: Dil Ki Sunein Ya Dimagh Ki

          Originally posted by Masood
          Na dil ki na dimagh ki, balkey:
          • agar to dost ehbaab film dikhaney ko kahein to maulvi ki suno
          • agar mehbooba khaney ki farmaish karey to jaib ki suno
          • agar more salery milney key chances hon to boss ki suno
          • agar "lara'lappa" sunena ho to sadr-e-Pakistan ki taqreer suno
          • agar jhoot sunena ho to siyasi leader ki baat suno
          chanda ik misalein thi :p

          :lol :lol :lol :lol
          kia bat hai to phir dil or dimagh ko nikaal ker phank dete hain....kisse kaam k nahi ye to:kr:

          Comment


          • #6
            Re: Dil Ki Sunein Ya Dimagh Ki

            Originally posted by Barish
            :lol :lol :lol :lol
            kia bat hai to phir dil or dimagh ko nikaal ker phank dete hain....kisse kaam k nahi ye to:kr:
            :lol
            exactly.....
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment


            • #7
              Re: Dil Ki Sunein Ya Dimagh Ki

              Originally posted by barg.e.gul
              :lol
              exactly.....
              :kr: :D: :)

              Comment


              • #8
                Re: Dil Ki Sunein Ya Dimagh Ki

                dil ki bhi sun laen or dimagh ki bhi sun laen par mane serf phephron ki,kiun k akher un ka bhi to koi haq hota he na ham par:wk :khi:

                Comment


                • #9
                  Re: Dil Ki Sunein Ya Dimagh Ki

                  Originally posted by Barish
                  :lol :lol :lol :lol
                  kia bat hai to phir dil or dimagh ko nikaal ker phank dete hain....kisse kaam k nahi ye to:kr:
                  :lol :lol :lol :kr: :kr:
                  :roseENIGMA:rose

                  Comment


                  • #10
                    Re: Dil Ki Sunein Ya Dimagh Ki

                    Originally posted by shy
                    dil ki bhi sun laen or dimagh ki bhi sun laen par mane serf phephron ki,kiun k akher un ka bhi to koi haq hota he na ham par:wk :khi:
                    :lol :lol :lol :lol
                    :roseENIGMA:rose

                    Comment


                    • #11
                      Re: Dil Ki Sunein Ya Dimagh Ki

                      Originally posted by Masood
                      Na dil ki na dimagh ki, balkey:
                      • agar to dost ehbaab film dikhaney ko kahein to maulvi ki suno
                      • agar mehbooba khaney ki farmaish karey to jaib ki suno
                      • agar more salery milney key chances hon to boss ki suno
                      • agar "lara'lappa" sunena ho to sadr-e-Pakistan ki taqreer suno
                      • agar jhoot sunena ho to siyasi leader ki baat suno
                      chanda ik misalein thi :p
                      :tauba :tauba
                      :roseENIGMA:rose

                      Comment


                      • #12
                        Re: Dil Ki Sunein Ya Dimagh Ki

                        Originally posted by barg.e.gul
                        dil ki,

                        coz her cheez hamara dil hi control kerta hai...yani hamara damgh bhi hamara dil hey key control mey hota hai

                        ye meyri apni theory hai :D
                        Yeh theory famous hui kay nahi?is par koi film bani kay nahi? :cc:
                        :roseENIGMA:rose

                        Comment


                        • #13
                          Re: Dil Ki Sunein Ya Dimagh Ki

                          dil ki na dimaag ki sunni chahiye.... friends aur aziz rishtay daar kay saath discuss kar kay kaam sharu karna chahiye.... :)
                          :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                          Comment


                          • #14
                            Re: Dil Ki Sunein Ya Dimagh Ki

                            Originally posted by hayaa_n
                            Dil Ki Sunein Ya Dimagh Ki ? :tauba
                            na dil kee na dimagh kee
                            aap chayee o merzi suna din:na:

                            Comment


                            • #15
                              Re: Dil Ki Sunein Ya Dimagh Ki

                              Originally posted by D@y W@lk3r
                              huummm good Q?
                              Ithink zada tar log Dil say kam laytay hain. aur dimag say kam sochtay hain. is waja say jo kartay hain galat kartay hain.
                              Yah baat to sahi hain kay dil aur dimag kabhi aik sa nahi sochtay. dil chahta hain kay yah karay par dimag hamesha uskay ulat hi karnay ko kheta hain. kher insan ko dil ki bhi soni chahay aur dimag say kam lena chahay.
                              Aap kis say kaam letay hain? :lol aap k liye to na mumkin si baat hay na yeh? :lol :lol :kr:
                              :roseENIGMA:rose

                              Comment

                              Working...
                              X