Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aabi2cool

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Aabi2cool

    Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
    Mirza saahib aako kya ho gaya , aap to Allah Hafiz kar k chalay gaey thay?? phir se kessay josh mein aagaey ?????????

    aapki to prb humein smajh mein nahin aatee k hay kya ..Roz is forum se tang aajatay hain aur roz hee koi na koi naya kharaag kisi thread mein paal letay hain .....

    1st..... kehtay hain kay jab kisi baat ki samajh na awe to samajh walay say pooch lo chahay wo aap ka dushman hi kyon nahi.mujhay to jab kisi baat ki samajh naih aati to main kisi bachay say bhi pooch lenay main sharam mehsoos nahi karta.
    2nd..... main wapes kab aya ? main to aya kay aik maslay par mujhay kisi nay phansa diya to molana aabi ki yaad ayi kay in say bhi pooch loon, so main yahan is maslay kay baray main un ki ray janay aya hun bibi.
    3rd... keya yeh sawal aap say kiya geya hai?
    sigpic

    Comment


    • #47
      Re: Aabi2cool

      Originally posted by saraah View Post
      esha yeh apnay kahay pe b qayam nae re patay...poor soul.... /shade
      aur ab phir se tashreef laye hain doosron ka ilam parkhnay k liye....aalim jo samjhtay hain khud ko./lotpot
      tum ko mirchein kyon lagti hain, wo main samajh sakta hun.apnay desktop per icons ki taa'dad kam rakha karo.RAM occupy kertay hain. ROFL
      sigpic

      Comment


      • #48
        Re: Aabi2cool

        Originally posted by Mirza Ghalib View Post
        tum ko mirchein kyon lagti hain, wo main samajh sakta hun.apnay desktop per icons ki taa'dad kam rakha karo.RAM occupy kertay hain. ROFL
        tameez se

        Comment


        • #49
          Re: Aabi2cool

          Originally posted by mirza ghalib View Post
          main nay aik baar kaha tha kay apnay ilm ko kul samajh lenay walay insan perlay darjay kay jahil hotay hain.to huzoor aap pegham.com per aalim aur faazil mashoor hain apni laffaaazi ki wajah say.aaj main aap kay ilm ko jagana chahta hoon.............sirf aik sawal jis ka jawab "yes" or "no" main dena hai.ham jahilon ko bhi pata chal is ka jawab jo mujh say kisi ne kiya aur main to la jawab ho geya.to huzoor sawal pesh-e-khidmat hai.

          "keya allah itna bara pathar bana sakta hai jis ko khud utha na sakay?"

          aap kay lazawal ilm say phootnay wali hidayat ki kirnon say aik kirn is sawal ki janib bi mabzool ho.
          Originally posted by mirza ghalib View Post
          mohtaram huzoor aabi2cool rehmatulah eleh.... Aaj main nay night duty per jana hai so kal tak yahan jawab likh dijiye ga,,,,,,,,mujh jahil ka bhala ho jawe ga.14 saal ki thukk gei ....10 katt gey abi 4 baaki hain huzoor banda parwar.
          اسلام علیکم محترمی و مکرمی جناب مرزا غالب صاحب
          آپ نے اس تھریڈ میں جس طنزیہ پیرائے میں مجھ ناچیز پر خامہ فرسائی فرمائی نیز اس ضمن میں آپ سے جو جو بھی تضاد بیانیاں وقوع پذیر ہوئیں ان سب سے صرف نظر کرتے ہوئے مسئولہ استحالہ کا جواب عرض ہے اگرچہ ہم آپ سے پہلے بھی عرض کرچکے کے اس قسم کے دقیق مسائل ہرگز اس لائق نہیں کے انھے اوپن فورم پر زیر بحث لایا جائے ۔ ۔ ۔ ۔ مگر اب چونکہ آپ نے بندہ ناچیز کومخاطب کرتے ہوئے فقط ہاں یا ناں میں جواب مانگا ہے تو فقط اتنا ہی جواب عرض ہے ۔ ۔ ۔کہ
          مسئولہ صورت کا وقوع تحت قدرت باری تعالٰی سے ممتنع بالذات ہے اس لیے محال بالذات ہے کہ اس سے اجماع ضدین واجب آتا ہے جو کہ محال عقلی ہے ۔ ۔۔ سو آپکے سوال کا جواب ہوا نو ۔ ۔ ۔
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment


          • #50
            Re: Aabi2cool

            Originally posted by Mirza Ghalib View Post
            2nd..... main wapes kab aya ?
            waapis aaey hain to hee to pooch rahay hain ...warna bina login huey to aap thread submit karnay se rahay ...aur wessay bhi aik aissa forum jis se BAQOL aapk khud aap ukta gaey hon tang aagaey hon ....wahan se ap kessay kisi sawal ka jawab ya kisi mushkil ka hll dhoond saktay hain ???/

            3rd... keya yeh sawal aap say kiya geya hai?
            humse nahin bhi kiya gaya sawal .....to bhi , is forum k pursukoon mahol ko fazool mein is terha ki baton se scatter karnay walay ko thora sa to batana farz banta hayna k janab sakoon se rahieey .....


            waissay aapko prb hay kya aakhir ye to aap bata hee dijiey sab members ko , takay aapki derh eent ki masjid ka nazariya maloom ho sakay sab ko.......................k hazaron members mein se kisi ko prb nhin siwaey aik aapk
            sigpic

            Comment


            • #51
              Re: Aabi2cool

              Originally posted by Mirza Ghalib View Post
              shukar hai :garmi: kahen yeh nahi likha diya.............. " its to time to Fart na na na a na la la la 372-haha
              aap to khasay tameez daar uar tehzeeb walay insaan hain ...apki ye fazool post gawah hay is baat ki
              sigpic

              Comment


              • #52
                Re: Aabi2cool

                Originally posted by Mirza Ghalib View Post
                shukar hai :garmi: kahen yeh nahi likha diya.............. " its to time to Fart na na na a na la la la 372-haha
                Mujhey samajh nahin aa rahi keh aap ko kis naam sey pukaroon - kyun keh insaaniyat ka koi naam aisa nahin jo aap per munasib aa raha ho.

                Ya to aap mein kisi insaan, aur khaas ker kisi female sey baat karney ki tameez nahin, ya phir aap un kamtar aur ghatiyah larkon mein shumaar hotey ho, jin sey agar koi female baat karey to apni hadon sey bahir nikalney lagtey ho...

                Farz kijiyey keh aisa hi andaaz aur aisey hi andaaz mein ko aap ki apni maan behan ko jawab dey to aap ki fitrat uska kaisey react karey gi?

                Mr. yaad rakhiyey keh jis andaaz mein aap kisi sey baat kartey hain, regardless woh larka ho ya larki, wohi andaaz aap ya aap ki maa behno sey bhi apnaya jaa sakta hai - apni had mein rah ker apney alfaaz ka ehtisaab kar key likha kijiyey - warna mujhey aap jaisey na'hinjaar member ko ban karney mein koi qabahat mehsoos nahin ho gi!

                That's it!
                مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                Comment

                Working...
                X