Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Maqsud

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Maqsud

    Originally posted by MSA View Post
    Assalam O Alaikum

    Aik descending hierarchy ko agur conisider kurte he...to sub se top pe app ki zindagi ka yeh maqsud ata he k app muslim he aur app ka kaam Allah k deen ko agae pohanchana he...apne amul se...isi tarah priorities/maqsud girti jati he...as we move from top to bottom...suppose buhat se bare maqsud k baad aik maqsud ata he k app ki nature...app ki jo nature he us ka kia maqsud he...

    yani app jaise he app waisi kyun he....(yaqeenun hur shaks dosre se soch aur mukhtalif cheezo me alug hota he) to app k aisi nature hone k pechay kia maqsud pinha he...

    kia app ne wo maqsud pa lia...??
    ya abhi tuk dhond rahe he??

    kia koi maqsud hota bhi he??
    agur hota he aur app ko mil bhi gaya to kia he??

    aur app ko wo kaise mila....

    i wish k topic samjh agaya ho
    maiN pori tawaj'jah say sari kahani paRh raha tha kay yaka'yak urdu ka aik lafz daikh kar sari kahani bhool gaya 372-haha

    baqi sochtay haiN k reply kia jaiy ya nahe :hairdrayer:
    That's Enough...!!

    Comment

    • #17
      Re: Maqsud

      Originally posted by aabi2cool View Post
      to is thred se u ka maqsad kaya hi
      ja'iz sawal hai 372-haha

      wesay lalay charbi kuch ziadah nai chaRh gai 372-shock
      That's Enough...!!

      Comment

      • #18
        Re: Maqsud

        Originally posted by ummid View Post
        me jaisi ho... me waisi hi ho.... me jaisi ho isi liye me aisi ho...

        I wish sumjh aa gai hogi... :D
        Originally posted by Sehar View Post
        Me b wohi kahon gi jo umeed ne kaha.
        theak he

        Comment

        • #19
          Re: Maqsud

          Originally posted by aabi2cool View Post
          to is thred se u ka maqsad kaya hi
          Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
          ja'iz sawal hai 372-haha

          wesay lalay charbi kuch ziadah nai chaRh gai 372-shock

          tadbeer kuch to behr'e'mulaqat chahie

          Comment

          • #20
            Re: Maqsud

            Originally posted by mano_billi View Post
            walaikum asalam

            sach sach baato kis ne bataya he u ko aisa topic lagane ko :slap: u ke pas itna dimagh to he hi nahi u itni bari bari batein soch sako ::think:
            :slap:
            u k pass dimagh he to jawab to
            nalaiq geedr'ni":slap:

            Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
            372-haha372-haha372-haha

            mano u nay kinni sachi baat ki hay :tunn:
            topic pe reply kurein...topic kharab na kurein...off topic bato'N se...

            372-haha

            Comment

            • #21
              Re: Maqsud

              Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
              maiN pori tawaj'jah say sari kahani paRh raha tha kay yaka'yak urdu ka aik lafz daikh kar sari kahani bhool gaya 372-haha

              baqi sochtay haiN k reply kia jaiy ya nahe :hairdrayer:
              kisi bunde k dilogue yad agae thay k "hamari qainat me buhat se raaz pinha he"

              waisi is me hasne wali bat to nahi thi

              Comment

              • #22
                Re: Maqsud

                Jashna-e-Azadi Mubarak. Ao milkar man manian.

                Comment

                • #23
                  Re: Maqsud

                  Originally posted by MSA View Post
                  :mm:..personality may be... ya type...

                  abi muje wese sochnay ka time nae mila... magar me ne ek book b scan krwanay ko di hui hai uss me se kuch post karoon gi idhar tumharay sawaal se related....

                  aur muje lagta hai tumhara sawaal seedha seedha ''khud shanasi'' ka hai....:ANYWORD7
                  شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                  Comment

                  • #24
                    Re: Maqsud

                    Originally posted by saraah View Post

                    ok

                    ho sakta he:mm:...sanu ki

                    Comment

                    • #25
                      Re: Maqsud

                      Originally posted by MSA View Post
                      ok

                      ho sakta he:mm:...sanu ki
                      twanu nae te hor saahnu
                      sawaal tussi kita k assin
                      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                      Comment

                      • #26
                        Re: Maqsud

                        Originally posted by saraah View Post
                        twanu nae te hor saahnu
                        sawaal tussi kita k assin
                        mere ko synonyms se kia gharz
                        bus meaning mil jae

                        Comment

                        • #27
                          Re: Maqsud

                          Originally posted by MSA View Post
                          Assalam O Alaikum

                          Aik descending hierarchy ko agur conisider kurte he...to sub se top pe app ki zindagi ka yeh maqsud ata he k app muslim he aur app ka kaam Allah k deen ko agae pohanchana he...apne amul se...isi tarah priorities/maqsud girti jati he...as we move from top to bottom...suppose buhat se bare maqsud k baad aik maqsud ata he k app ki nature...app ki jo nature he us ka kia maqsud he...

                          yani app jaise he app waisi kyun he....(yaqeenun hur shaks dosre se soch aur mukhtalif cheezo me alug hota he) to app k aisi nature hone k pechay kia maqsud pinha he...

                          kia app ne wo maqsud pa lia...??
                          ya abhi tuk dhond rahe he??

                          kia koi maqsud hota bhi he??
                          agur hota he aur app ko mil bhi gaya to kia he??

                          aur app ko wo kaise mila....

                          i wish k topic samjh agaya ho
                          wa alaikum us salam :salam:
                          bhaijaan me ko thora thora paley parra but.........
                          me tu bachpan mai hii maqsud paye baghair..........
                          Allah mujh par reham farmaye :dua
                          waishey queshtion thorra thorra asha hai :thmbup:
                          .......................!!!!!

                          Comment

                          Working...
                          X