Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

14 Aug Special ...8 Aug 2009

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: 14 Aug Special ...8 Aug 2009

    Originally posted by TariqRaheel View Post
    is me plan kahan he :think:

    Comment


    • #17
      Re: 14 Aug Special ...8 Aug 2009

      aap ko kitna arsa huwa hai Pakistan gaey? Aur Pakistan ki REAL awwam sey baat cheet kiyey?
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #18
        Re: 14 Aug Special ...8 Aug 2009

        Originally posted by Xai View Post
        Pehla iQadam: Logo ko ye ehssass dilana k wo apni jaga aik strong ehmiyat rakhtey hein.
        :) unkey liyey sab sey pehla kaam ROTI aur BIJLI ka hai - unhein is baat sey qatan koi gharz nahin keh hakoomat ki kursi per kaun betha hai, unhein fil-waqt apney pet ki pooja aur apney bachon key liyey tapti hui dhoop mein bijli chahiyey... yeh kaisey muhayya karein gi aap unko?
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #19
          Re: 14 Aug Special ...8 Aug 2009

          Originally posted by Xai View Post
          bunyadi zarooratein starting with food, peeney ka saaf paani, health facilities ...
          zinnia - jo halaat main Pakistan key dekh ker aaya hoon, unkey mutabiq har bandey ko, yahan tak keh jhugiyon mein rehney walon ko bhi in baton ka patah hai keh unki zarooriyat kya hain... aur unhein kya chahiyey... hakoomaton aur sahib-e-iqtidaar tabqey ko bhi patah hai keh yeh sab awwam ka haq hai aur awwam ko nahin mila raha...

          Sawaal yeh pedah hota hai keh KYUN!!!!!!! Kyun nahin kiya jaa raha yeh sab kuchh???????
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment

          Working...
          X