14 August celebrate kernay ka bunyadi maksad keya hota hai?
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
14 aug
Collapse
X
-
Re: 14 aug
-Aae roh'e'Quaid ajj k din hum tujh se (phir) wadah kurte he....
-mouj berhay ya aandhi aae diya jalae rakhna he...ghar k khatir soo dukh jhele ghar to akhir apna he....
-Aao phir tehreek chalein pyare daes me apne safai ki aadut aam banae...
-rango naslo socho me...but kur yeh kia paya....apne ghar me choron ko khud hi rasta dein hum...jis deen ka naam he amun'o'amaan us ka pegham bhulaya
-hum aik khuda k bunde he, aik kitab ko perhne wale, aik zameen pe basne wale...aik hi persham k rakhwale....kia hum aik he....???
in sub ko remind kurne k lie....aur is ummid pe k aik din...
abb rahe na koi bhi fasla ....chahato se dil ka mamla....jo jahan bhi rahe...ajj mil k kahe...chand ki hur kiran...apne parsham se kehne lagi....HAN HUM AIK He....HAN HUM AIK HE....
Comment
-
Comment