Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Love-Hate Relationship

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Love-Hate Relationship

    Originally posted by saraah View Post
    koi baat nae aabi bhai aap na karen rajoo ...aap bound nahi hain....

    aur falsfa muje nae aata iss liye me aapko daleel nae de sakti... na hi me daleelain diya krti hoon u know mera knowledge koi khas nae....me sirf apni zaati tajurbay aur mushahday ki baat kiya karti hoon...
    ba'z chezoN ki daleel aur un kay leay andaz-e-bayan hota bhi nahe hai, jesay kisi sianay (xai) nay kaha tha kay aap kisi ko yeh to bata saktay haiN kay aap kay sir maiN dard hai, par aap yeh nahe bata saktay aap kehsa mehsoos kar rahay haiN, so mehsosat ko alfaz maiN bayan karna aur don ko pakaRna mushkil he nahe na'mukin bhi hai :shyy:

    wesay shayed jo tum kehna chahti ho woh maiN samajh raha hooN, par phir bhi mera jawab NO he hai,

    Tafseel kay leay intezar farmaeay warna no thanks kah kar mera waqt bachaeay :shyy:
    That's Enough...!!

    Comment

    • #47
      Re: Love-Hate Relationship

      ba'z chezoN ki daleel aur un kay leay andaz-e-bayan hota bhi nahe hai, jesay kisi sianay (xai) nay kaha tha kay aap kisi ko yeh to bata saktay haiN kay aap kay sir maiN dard hai, par aap yeh nahe bata saktay aap kehsa mehsoos kar rahay haiN, so mehsosat ko alfaz maiN bayan karna aur don ko pakaRna mushkil he nahe na'mukin bhi hai
      hmmmmmmmmmm:shyy:

      wesay shayed jo tum kehna chahti ho woh maiN samajh raha hooN, par phir bhi mera jawab NO he hai,
      janab jo aap ka experience hai hi nahi uss k liye aap NO hi kahain gay na /hmmm
      Tafseel kay leay intezar farmaeay warna no thanks kah kar mera waqt bachaeay :shyy:
      ji ji zaroor why not ..kahiye aap... dekhtay hain aap kya kehtay hain
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment

      • #48
        Re: Love-Hate Relationship

        Originally posted by saraah View Post
        janab jo aap ka experience hai hi nahi uss k liye aap NO hi kahain gay na /hmmm
        is pori dunia maiN aap jesa zaheen, tajurba'kar, baligh-un-nazar aur har shay kay zahir o batin say aagah shaks koi ho he nahe sakta, yeh saray NO par vote karnay walay jahil he to haiN, jinhaiN aap jesi mahaan shaksiyat ki sooch ki satah ka andaza tak nahe, yeh loog aap ki soch tak kahaaN pohanch saktay haiN... :phool:

        Originally posted by saraah View Post
        ji ji zaroor why not ..kahiye aap... dekhtay hain aap kya kehtay hain
        humari kia majaal kay hum aap jesi tajurba'kar shaksiyat ki baat ki mukhalfat karaiN, aap nay jo kaha woh harf-e-aakhir kam az kam maiN apna vote wapis layta hooN, aur aainda mohtaat rahonga :salam:
        That's Enough...!!

        Comment

        • #49
          Re: Love-Hate Relationship

          Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
          is pori dunia maiN aap jesa zaheen, tajurba'kar, baligh-un-nazar aur har shay kay zahir o batin say aagah shaks koi ho he nahe sakta, yeh saray NO par vote karnay walay jahil he to haiN, jinhaiN aap jesi mahaan shaksiyat ki sooch ki satah ka andaza tak nahe, yeh loog aap ki soch tak kahaaN pohanch saktay haiN... :phool:

          humari kia majaal kay hum aap jesi tajurba'kar shaksiyat ki baat ki mukhalfat karaiN, aap nay jo kaha woh harf-e-aakhir kam az kam maiN apna vote wapis layta hooN, aur aainda mohtaat rahonga :salam:
          aisa kya kaha saraah ne jo aap is tarah se baat kar rahe hain :donno:

          Comment

          • #50

            :khi:

            pata nae uncle aap bharrkay kis baat pe hain...me ne esa kuch b nae kaha ....aap zra dobara ghor kijiye aap ko andaza hojaye ga..agr nahi krna chahtay ghor tou b bohat shukria ..khush rahiye :rose

            Originally posted by lllife View Post
            aisa kya kaha saraah ne jo aap is tarah se baat kar rahe hain :donno:

            /hmmm
            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

            Comment

            • #51
              Re: Love-Hate Relationship

              Wa salaam...

              Muhabbat mein mehboob ko uski achhaiiyon aur buraiyon key saath qabool kiya jata hai, uski khamiyaan bhi khoobiyan lagti hai, jahan muhabbat ho wahan nafrat ka beej nahin ug sakti, aunty saraah :p
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              • #52
                Re: Love-Hate Relationship

                Originally posted by Masood View Post
                Wa salaam...

                Muhabbat mein mehboob ko uski achhaiiyon aur buraiyon key saath qabool kiya jata hai, uski khamiyaan bhi khoobiyan lagti hai, jahan muhabbat ho wahan nafrat ka beej nahin ug sakti, aunty saraah :p

                :lahoul

                kabhi mehboob ki hadd se baahir nikal kr b soch liya kren
                har jagha mehboob ko ghaseetna zaroori hota hai kya

                me ne uss mehboob ki baat nahi ki :yy:

                uss mehboob par tou jaan b b qurban /hmmm

                uss mehboob k ilawa b koi rishtay naatay hotay hain dunia me

                aaya kuch aqal shareef me ............uncle :Revo:
                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                Comment

                • #53
                  Re: Love-Hate Relationship

                  Originally posted by saraah View Post
                  :lahoul

                  kabhi mehboob ki hadd se baahir nikal kr b soch liya kren
                  har jagha mehboob ko ghaseetna zaroori hota hai kya

                  me ne uss mehboob ki baat nahi ki :yy:

                  Uss mehboob par tou jaan b b qurban /hmmm

                  uss mehboob k ilawa b koi rishtay naatay hotay hain dunia me

                  aaya kuch aqal shareef me ............uncle
                  آپ کو بات سمجھ میں نہیں آتی کیا ؟؟؟؟؟؟؟؟' دنیا میں جتنے بھی رشتے ہیں چاہے وہ نسبی اعتبار سے ہیں یا چاہے وہ انسان کی اپنی مرضی سے وجود میں آتے ہیں وہ سب الگ الگ معنوں میں محبت کے متقاضی ہیں لہذا جس سے بھی محبت کی جائے گی وہ محبت جدا جدا رشتوں کے اعتبار سے تو جدا جدا تقاضوں کی متحمل ہوگی مگر نفس محبت کی حقیقت کے اعتبار سے وہ محبت ہی رہے گی اور جن جن سے وہ محبت ہوگی وہ سب رشتے ہی محبوب کہلائیں گے ۔ ۔ ۔تمہاری سوئی جہاں اٹکی ہوئی ہے میں سمجھتا ہوں ۔ ۔ ۔ ۔ جسے تم رشتوں کے اعتبار سے محبت سمجھ رہی وہ تو ضرور محبت ہی ہے مگر جسے تم نفرت سمجھ رہی ہو وہ نفرت نہیں بلکہ محض جز وقتی اختلاف یا آپکا غصہ بھی ہوسکتا ہے ۔ ۔ ۔
                  اور غور سے اس بات کو سمجھو کے محبت اور نفرت دونوں بیک وقت نہیں ہوسکتے کیونکہ یہ دونوں مخالف جذبے ہیں اور اگر بالفرض ہوں بھی تو دونوں میں سے کوئی ایک ہی جزبہ غالب آئے گا یا تو محبت کا جزبہ غالب آکر آپ کو محبوب کے عیوب سے اندھا کردے گا یا پھر نفرت کا جزبہ غالب آکر نفس محبت کو ہی مٹا ڈالے گا ۔ ۔ ۔۔
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment

                  • #54
                    Re: Love-Hate Relationship

                    Originally posted by aabi2cool View Post
                    آپ کو بات سمجھ میں نہیں آتی کیا ؟؟؟؟؟؟؟؟' ۔ ۔ ۔تمہاری سوئی جہاں اٹکی ہوئی ہے میں سمجھتا ہوں ۔ ۔ ۔۔

                    372-haha372-haha372-haha............
                    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                    Comment

                    • #55
                      Re: Love-Hate Relationship

                      Originally posted by saraah View Post
                      372-haha372-haha372-haha............
                      kaya main yahaan ghalat hon :D:
                      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                      Comment

                      • #56
                        Re: Love-Hate Relationship

                        Originally posted by aabi2cool View Post
                        kaya main yahaan ghalat hon :D:

                        :nnnnnn:
                        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                        Comment

                        • #57
                          Re: Love-Hate Relationship

                          Originally posted by saraah View Post
                          :nnnnnn:
                          :comfort:
                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment

                          • #58
                            Re: Love-Hate Relationship

                            Originally posted by aabi2cool View Post
                            :comfort:

                            koi nae aabi bhai :ANYWORD66
                            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                            Comment

                            • #59
                              Re: Love-Hate Relationship

                              voted

                              Comment

                              • #60
                                Re: Love-Hate Relationship

                                i voted for no

                                mjh se kisi se nafrat ki hi nahi jati :donno:

                                Comment

                                Working...
                                X