Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Bijli ka masla

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Bijli ka masla

    patrol jab khaam soorat main nikalta hai to us main say bohat si masnoo'aat nikali jaati hain.last main aik cheez bachti hai jis ko urf-e-aam main "lukk" kehtay hain jo roads waghera bananay kay kaam aati hai,"lukk" kay baad bi kuch mu'ad bach jata hai jo kisi kaam ka nahi hota.
    tamheed bandhnay ka maksad yeh hai kay aap ko andaza ho jay main keya kehna chah raha hun.
    kuwait kay power plants main lukk kay baad wo aakhri bacha howa mu'ad jalaya jata hai aur bijli peda ki jaati hai.
    balouchistan main koelay kay itnay baray zakheeray mojoud hain kay 100 saal tak bhi din raat koela nikala jay to khatam na ho.
    phir aisay power plants pakistan main kyon naih lagaye jatay?
    sigpic

  • #2
    Re: Bijli ka masla

    hmmmmm...... krnay walay krtay nae hain hum soch soch k halkan hue jate hain ,iss kiyon ka jawaab tou me b dhoondhti hoon...
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment


    • #3
      Re: Bijli ka masla

      ajaa re ..ajaaa re ....teri raaah mein taku ab to aaa jaaa re :dance2:bijliii re :dance5:
      Last edited by mano_billi; 31 July 2009, 22:29.

      Comment


      • #4
        Re: Bijli ka masla

        Originally posted by Mirza Ghalib View Post
        patrol jab khaam soorat main nikalta hai to us main say bohat si masnoo'aat nikali jaati hain.last main aik cheez bachti hai jis ko urf-e-aam main "lukk" kehtay hain jo roads waghera bananay kay kaam aati hai,"lukk" kay baad bi kuch mu'ad bach jata hai jo kisi kaam ka nahi hota.
        tamheed bandhnay ka maksad yeh hai kay aap ko andaza ho jay main keya kehna chah raha hun.
        kuwait kay power plants main lukk kay baad wo aakhri bacha howa mu'ad jalaya jata hai aur bijli peda ki jaati hai.
        balouchistan main koelay kay itnay baray zakheeray mojoud hain kay 100 saal tak bhi din raat koela nikala jay to khatam na ho.
        phir aisay power plants pakistan main kyon naih lagaye jatay?
        w/salam :shyy:

        meri malomat kay mutabiq thar kay koilay par kaam ho raha hai, aur baqi yeh kay aisay power plants kioN nahe lagaiy jatay, mery khayal maiN ya to humaray baRay na'aihl haiN ya phir hum khud ba'z chezoN ko bohot aasan samajhtay haiN.

        mery khayal maiN planning karnay walay yaqinan kuch na kuch kar he rahay hongaiy :donno:
        That's Enough...!!

        Comment


        • #5
          Re: Bijli ka masla

          Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
          w/salam :shyy:

          meri malomat kay mutabiq thar kay koilay par kaam ho raha hai, aur baqi yeh kay aisay power plants kioN nahe lagaiy jatay, mery khayal maiN ya to humaray baRay na'aihl haiN ya phir hum khud ba'z chezoN ko bohot aasan samajhtay haiN.

          mery khayal maiN planning karnay walay yaqinan kuch na kuch kar he rahay hongaiy :donno:

          me ko pata he kia planning kar rahe hon ge :haey:

          Comment

          Working...
          X