Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Poll of the day...!
Collapse
X
-
Re: Poll of the day...!
Originally posted by aabi2cool View Postعاطف اسلم کی آواز منفرد ہے اور اس کا گلا بھی خوب ہے مگر فن میں میچورٹی نہیں ہے جبکہ امانت ایک کلاسیکل گھرانے سے ہے آواز بہت خوبصورت ہے گلا بھی خوب ہے ریاض کی بھی زیادتی ہے جسکی وجہ سے کم عمری میں ہی فن میں پختگی نظر آتی ہے یہی ایک خوبی اسے عاطف اسلم سے ممتاز کرتی ہے اگر پول یہ ہوتا کہ کون بہتر گلوکار ہے تو میرا ووٹ بلاشبہ امانت کے لیے ہوتا ۔ ۔
Stop it!! Mr. tamatar bhai
Originally posted by Sky angel View Postmujy to donu khas nai lagty:donno:
han amanat ka wo song acha hai
tuj say naraz nai zindagi
aur koi b khas nai
atif k songs ni pasand meko
okay :d" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
-
Re: Poll of the day...!
Atif jis ka koyi ustad hi nahi "straight" awaz ka malik.jis ki awaz main na bass hai na treble, jo sheron ke mutabik awaz main utaar charhaao peda nahi kar sakta.bas aik si seedhi awaz main gata chala jata hai...
Amanat Ali ....ustadon kay gharanay say taluq rakhta hai aur bachpan say classical seekha.jo awaz main utaar charaao peda kar sakta hai.
Yeh farak wo log samajh saktay hain jo ghazals suntay hon.......
Atif nay kabhi Ghazal ganay ki jurat nahi ki, jabkay amanat nay indians kay saamnay apni awaz la loha manwaya.jin ka deen hi gana bajana hai wo amanat ali ki awaz par ash ash kar uthay.khaas tor us ka aik song jo Lata nay gaya tha
"tujh say naraz nahi zindgi" <<<<<< sun kay judges tak ronay lag gay thay.sigpic
Comment
-
Re: Poll of the day...!
Originally posted by Mirza Ghalib View PostAtif jis ka koyi ustad hi nahi "straight" awaz ka malik.jis ki awaz main na bass hai na treble, jo sheron ke mutabik awaz main utaar charhaao peda nahi kar sakta.bas aik si seedhi awaz main gata chala jata hai...
Amanat Ali ....ustadon kay gharanay say taluq rakhta hai aur bachpan say classical seekha.jo awaz main utaar charaao peda kar sakta hai.
Yeh farak wo log samajh saktay hain jo ghazals suntay hon.......
Atif nay kabhi Ghazal ganay ki jurat nahi ki, jabkay amanat nay indians kay saamnay apni awaz la loha manwaya.jin ka deen hi gana bajana hai wo amanat ali ki awaz par ash ash kar uthay.khaas tor us ka aik song jo Lata nay gaya tha
"tujh say naraz nahi zindgi" <<<<<< sun kay judges tak ronay lag gay thay.
tere massom sawalon se pareshan ho me
jeene k lie socha hi nahi qadam sambhalne houn ge
muskurae to muskarane k qarz utarne houn gi...
muskurao kabhi to lugta he jaise hoton pe qarz rakha he:garmi:
Comment
Comment