Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kia aesa hi hota hai??

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Kia aesa hi hota hai??

    Asalam o alikum

    Thora sa serious sa topic hai lekin iss baat par ghor zaror karyaya ga. Agar aap kisi bhi transport mein safar kar rahay hain aur Police wala aap ko rokta hai, agar aap ke paas saray documents complete hain aur aap ne kisi qanon ki khilafwarzi nahi ki hai to kia Police wala aap se rishwat mange ga??

    Agar aap ne koi qanun ki khilafwarzi ki hai aur aap rishwat nahi dena chahte to aap kia karengy??

    Jawab agar masbat ho to sab ko faida ho ga

  • #2
    Re: Kia aesa hi hota hai??

    Originally posted by itdevil View Post

    asaloon mangni tau nahi chahiye

    jiss qanoon ki khilaf warzi ki hai uss k according jo bhi charges hon gey wahi dun gi ...

    Aaj tv pe ata hai aik debate with mehreen khan
    uss mey aik yahi topic tha k Pakistan mey police khud apni badnami ki waja hein aur kafi acha raha tha, dono teams (for n against) ney achey dalaail diye .. jo iss motion k agianst they un ka aik strong arguement ye tha k Police kuch acha kaam karey bhi, kisi ko chalan karey, kisi mujrim ko pakrey tau phir itni mehnat k baad uper sey aik call ati hai aur uss police waley ko uss bandey ko chorna perhta hai ya wo uss k against jitney charges hoteyhein wo wapas leney perhtey hein.... secondly iss police department ko bohot hi weak rakha gaya hai ... iss liye sirf policmen ko blame nahi kiya ja sakta hai :d
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment

    • #3

      ye to police waly per depend karta hy :D:

      simple apna chalan karwa lain gay :D:
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment

      • #4
        Re: Kia aesa hi hota hai??

        Originally posted by Xai View Post
        asaloon mangni tau nahi chahiye

        :d
        rishwat bagair usool k bhi naee mangni chahiyeee 372-haha
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment

        • #5

          waalikum asslam

          hmmmmmmmmmmm.kabhi tajurba hi nae hua :koini:
          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

          Comment

          • #6
            Re: Kia aesa hi hota hai??

            Originally posted by aabi2cool View Post
            rishwat bagair usool k bhi naee mangni chahiyeee 372-haha
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment

            • #7
              Re: Kia aesa hi hota hai??

              Originally posted by Xai View Post
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment

              • #8
                Re: Kia aesa hi hota hai??

                Originally posted by aabi2cool View Post
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment

                • #9
                  Re: Kia aesa hi hota hai??

                  Originally posted by Xai View Post
                  :tasali:
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment

                  • #10
                    Re: Kia aesa hi hota hai??

                    Originally posted by aabi2cool View Post
                    :tasali:
                    :lol

                    okay iss sey pehley ab ye thread emoticons ki nazar ho jaye... m out of it!!
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment

                    • #11
                      Re: Kia aesa hi hota hai??

                      Originally posted by Xai View Post
                      :lol

                      okay iss sey pehley ab ye thread emoticons ki nazar ho jaye... m out of it!!
                      haaaaaaaaaaaaaa bhaga diyaaa
                      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                      Comment

                      • #12
                        Re: Kia aesa hi hota hai??

                        Originally posted by itdevil View Post
                        Asalam o alikum
                        w/salam

                        Originally posted by itdevil View Post
                        Thora sa serious sa topic hai lekin iss baat par ghor zaror karyaya ga. Agar aap kisi bhi transport mein safar kar rahay hain aur Police wala aap ko rokta hai, agar aap ke paas saray documents complete hain aur aap ne kisi qanon ki khilafwarzi nahi ki hai to kia Police wala aap se rishwat mange ga??
                        NAHE :lpop:
                        Traffic police walay rishwat qat'an nahe mangtay, yeh to hum haiN jo unhaiN kehtay haiN "kuch lay'day kar choR do yaar"

                        Originally posted by itdevil View Post
                        Agar aap ne koi qanun ki khilafwarzi ki hai aur aap rishwat nahi dena chahte to aap kia karengy??
                        press ka card show karwadonga 372-haha
                        That's Enough...!!

                        Comment

                        • #13
                          Re: Kia aesa hi hota hai??

                          Originally posted by Xai View Post
                          asaloon mangni tau nahi chahiye

                          jiss qanoon ki khilaf warzi ki hai uss k according jo bhi charges hon gey wahi dun gi ...

                          Aaj tv pe ata hai aik debate with mehreen khan
                          uss mey aik yahi topic tha k Pakistan mey police khud apni badnami ki waja hein aur kafi acha raha tha, dono teams (for n against) ney achey dalaail diye .. jo iss motion k agianst they un ka aik strong arguement ye tha k Police kuch acha kaam karey bhi, kisi ko chalan karey, kisi mujrim ko pakrey tau phir itni mehnat k baad uper sey aik call ati hai aur uss police waley ko uss bandey ko chorna perhta hai ya wo uss k against jitney charges hoteyhein wo wapas leney perhtey hein.... secondly iss police department ko bohot hi weak rakha gaya hai ... iss liye sirf policmen ko blame nahi kiya ja sakta hai :d
                          ya that's good always do what's right

                          jee meinne bhi dekhi thi, gr8 debate, Police won

                          Comment

                          • #14
                            Re: Kia aesa hi hota hai??

                            Originally posted by aabi2cool View Post
                            ye to police waly per depend karta hy :D:

                            simple apna chalan karwa lain gay :D:
                            bohat munasib iqsam hai :thmbup:

                            Comment

                            • #15
                              Re: Kia aesa hi hota hai??

                              Originally posted by saraah View Post
                              waalikum asslam

                              hmmmmmmmmmmm.kabhi tajurba hi nae hua :koini:
                              acha jab ho to zaror aagah karna

                              Comment

                              Working...
                              X