Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

developing good habits

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: developing good habits

    Originally posted by zoniash View Post
    g main ho jati hon kabi kabi jazbati aur jazbati insan humsha nuqsan he utha ta hain koi baat nhe kia keron asyi he hon main
    main to bohat ziyada jabati hon magar main nay kabhi nuqsaan naheen uthaya khair choro xai ka thred kharab hojay ga hum kaheen aur baat kar laytay hain ok
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment


    • #17
      Re: developing good habits

      Originally posted by zoniash View Post
      ME NY SOUCHA K MAIN TO AABI BHI K SAMNY ADNA SI JAHIL SI BANDI HON IS LIYA MAIN NY DEL KER DIYA AUR AABI BHAI HAIN NA ASCHI BAAT KENY WALY DONT WORRY MERA SHONA teddy

      zono kisi ke lye bhee apne kahe hue words se peche nahi hatna chahye jab tak big majburi na ho :na:

      jaise abbi bhai u ko tang karte hein wase abbi bhai ki zindagi tang kar do 372-shock

      Originally posted by aabi2cool View Post
      meri sohni behna u bohat sadi ho dekho mano sharati kis qadar jaldi samjh gai k main u ko tang kar raha hon aur u bohat jazbati bhi ho me ki tarah teddy
      aabi bhai masoom c zono ko tang nahi karein :na:

      Comment


      • #18
        Re: developing good habits

        Originally posted by Xai View Post
        Salam!!

        insaan aik acha kaam aik baar kerta hai tau wo naiki kehlati hai aur baar baar kerta hai tau uss ki adat :-)

        Agar saarey k saarey achey kaam hamari adaat ban jayein tau kitna ziada sara mazza aye

        Yahan iss thread mey aap ney hamarey sath apni aeysi tips share kerni hain jo naikiyon ko adaat mey badalney ka zamin banein.
        waalikum asslam....
        jahan tak mera khyaal hai.... jo kaam pasand me shamil ho jaye wo aadat ban jata hai khud bakhud.... tou apni pasnad na pasand ka jayeza lena chhaiye ,
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment


        • #19
          Re: developing good habits

          Originally posted by zoniash View Post
          OK KHUSH ME NY APNA LIKHA DELETE KER DIYA :phool:
          oye pagliiiiiii koi haal nae tera teddy...aabi bhai ki baat dil pe le li :lahoul
          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

          Comment


          • #20
            Re: developing good habits

            Originally posted by zoniash View Post
            3/jeb garor khatm hota hain to wo apne aur doseron main fark kerna chor dayta hain.
            mujhay yeh point be'had acha laga, bohot ziadah :rose

            yaqinan jab insaan apnay aur dosroN maiN farq karna chouR day to phir he us maiN achi aadaat panap sakti haiN, warna nahe :thmbup:
            That's Enough...!!

            Comment


            • #21
              Re: developing good habits

              Xai ....zabardast thread hai........

              Originally Posted by zoniash View Post
              1/seb sy pehly to insan ko apne ander sy ana khatm kerni chaye.

              2/jeb insan apni ana khatm kerta hain to us main garor khatm hota hain

              3/jeb garor khatm hota hain to wo apne aur doseron main fark kerna chor dayta hain.

              4/jeb us k ander doseron ki maded ki khowahish jagti hain t wo naikiyon ki tarf jhukta hain


              5/jeb wo naikiyon ki tarf jhkuta ahin to us k ander pane nafes ko qabo main rekhny ka jazaba b mazboot ho jata hain aur w o nafes -e- jihaad kerta hain jo awel tareen jihad hota hain


              6/ inshort k ek dum sy na sahe per ahista ahishata hum aschi cheezon ko adopt ker k unhain apni fitert bana saktain (BOHAT LAMBA LLIKHTI HONA MAIN SORRY )
              Zoni is thread mein sab say achi post tumhari hai....:)


              Originally posted by zoniash View Post
              main humsha apni kaha howa ek ek word kud per implement kerti hon aur teb tak mu sy wo baat nhe nekalti jo main kud na ker sakon

              :thmbup:
              For New Designers
              وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

              Comment


              • #22
                Re: developing good habits

                Originally posted by *Rida* View Post
                Xai ....zabardast thread hai........



                Zoni is thread mein sab say achi post tumhari hai....:)





                :thmbup:


                teddyteddy thanku
                ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                sigpic

                Comment


                • #23
                  Re: developing good habits

                  Zoniash: thanks :rose

                  Originally posted by mano_billi View Post
                  * frequently smiles pass karne ki adat :D

                  aik muskurahat charity ki tarah hoti he jo ap kisi ko dete hein .. to koshish karni chahye ke hum smiles spread kar sakein 372-haha may be u can make someone's day apni smile se :D
                  thank you mano
                  Originally posted by saraah View Post
                  waalikum asslam....
                  jahan tak mera khyaal hai.... jo kaam pasand me shamil ho jaye wo aadat ban jata hai khud bakhud.... tou apni pasnad na pasand ka jayeza lena chhaiye ,
                  Right :rose
                  Originally posted by *Rida* View Post
                  Xai ....zabardast thread hai........

                  :thmbup:
                  tum ney apni tips nahi btayein :d
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #24
                    Re: developing good habits

                    Originally posted by xai View Post
                    thank you mano
                    :d
                    Last edited by mano_billi; 28 July 2009, 12:15.

                    Comment


                    • #25
                      Re: developing good habits

                      Walaikum Assalam...

                      nice topic

                      per mujahy nahi maloom....
                      me yahi se copy kur lo ga

                      Comment


                      • #26
                        Re: developing good habits

                        Originally posted by Xai View Post

                        tum ney apni tips nahi btayein :d
                        self analysis ..............
                        apnay aap say fair rehain .......:rose
                        For New Designers
                        وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                        Comment


                        • #27
                          Re: developing good habits

                          Originally posted by MSA View Post
                          Walaikum Assalam...

                          nice topic

                          per mujahy nahi maloom....
                          me yahi se copy kur lo ga
                          okay!!
                          Originally posted by *Rida* View Post
                          self analysis ..............
                          apnay aap say fair rehain .......:rose
                          yara iss self analysis bhi mey ney aik thread lagana hai :lol
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment


                          • #28
                            Re: developing good habits

                            Originally posted by Xai View Post
                            okay!!

                            yara iss self analysis bhi mey ney aik thread lagana hai :lol
                            yuppp .......sure
                            is say pehlay koi aur aap ki buraiyaan aap ko bataye aap khud us ka ehsaas karain.....

                            Hazrat Umer Farooq RAT said " apna ehtsaab kar lo qabal is kay keh tumhara ehtsaab kia jai."
                            For New Designers
                            وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                            Comment

                            Working...
                            X