Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kuch Sawalat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Kuch Sawalat

    Keya PG ka user Mirza Ghalib badd damagh insan hai?

    Aisa insan jis ki kisi baat ka jawab na diya jay?

    Keya us ko PG chor dena chahiye?
    sigpic

  • #2
    Re: Kuch Sawalat

    Originally posted by Mirza Ghalib View Post

    kis ne u ko ye sab keh dya 372-shock

    Comment

    • #3
      Re: Kuch Sawalat

      Originally posted by mano_billi View Post
      kis ne u ko ye sab keh dya 372-shock
      Sawal ka jawab sawal nahi mano.
      Sawalon ka jawab do.
      sigpic

      Comment

      • #4
        Re: Kuch Sawalat

        Originally posted by Mirza Ghalib View Post
        Keya PG ka user Mirza Ghalib badd damagh insan hai?
        nahe :lpop:

        Originally posted by Mirza Ghalib View Post
        Aisa insan jis ki kisi baat ka jawab na diya jay?
        yaar aik thread maiN reply na karnay par itni mayosi 372-shed

        Originally posted by Mirza Ghalib View Post
        Keya us ko PG chor dena chahiye?
        That's Enough...!!

        Comment

        • #5
          Re: Kuch Sawalat

          Originally posted by Mirza Ghalib View Post
          Sawal ka jawab sawal nahi mano.
          Sawalon ka jawab do.
          acha na dantein to nahi 372-shock

          Originally posted by Mirza Ghalib View Post
          Keya PG ka user Mirza Ghalib badd damagh insan hai?

          nahi to :donno:

          Aisa insan jis ki kisi baat ka jawab na diya jay?

          mein to saray right answers de deti hu 372-scare

          Keya us ko PG chor dena chahiye?

          khabardaaar!!! :na:

          Comment

          • #6
            Re: Kuch Sawalat

            Originally posted by Mirza Ghalib View Post
            Keya PG ka user Mirza Ghalib badd damagh insan hai?
            Nahi

            Aisa insan jis ki kisi baat ka jawab na diya jay?

            Keya us ko PG chor dena chahiye?

            :na:

            ... invite people to participate in your discussions, akser logon k nazron sey threads nahi guzartey hein :-)
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment

            • #7
              Re: Kuch Sawalat

              yahan ki group baazi ki wajah say bohat say log PG ko chor chukay hain yaa wo interest nahi raha un ko PG main.
              main bi quran section main poora quran post kernay tak yahan hon,yeh ho ga nahi ke koyi chala jay to PG band ho jay ga, magar jo yahan baray baray comments aur bari bari posts aur bari bari batein kartay hain, kam se kam unity ka muzahera to karein.
              I am really depressed at the moment to see how my pakistani fellows have grudge in their hearts for others.Is this teaching of Islam?Jis ki aap batein kertay thaktay nahi magar amal nahi.
              aik doojay per apni bartari sabet kerne ke liye bohat oonchi oonchi batein to ki jati hain magar amal?
              Sorry to say, shayad main talakh likh jaon, magar talakh wohi hota hai jis ka dil dukhta hai.insan ki zaban aur dil aik jesay honay chahiyen, zaban par kuch aur dil main kuch aur munafkat kehlaaati hai.
              magar shayad mein patharon say takarein maar raha hun.
              sigpic

              Comment

              • #8

                ghalib ji ap depress na hon :tasali: hum sab hein na :tasali:

                dunya me ache log bhee hote hein or buray log bhee or aise log bhee jo qadam qadam pe ap ko criticise karte hein 372-shed likin is ka ye matlab to nahi aise logon ki waja se hum woh jagah hi chor dein :donno:
                dunya me sab se mushkil kaam apne dushmano ko dost banana hota he...likin agar woh kam insan kar le to baht high level ka insan ban jata he ..mushkil urdu me ala'aa zarf insan :salam: or aise log to wase bhe humesha jhuk ke milte hein ;)

                jahan ap ko PG pe criticise karne wale baht mile hein ..wahan ap ko dost bhee mil sakte hein koshish to karein dhundne ki :donno:
                jitna ap ne Pegham par humare sath share kiya woh baht valuable he..and i hope that you will keep on sharing good stuff with us :phool:

                Comment

                • #9
                  Re: Kuch Sawalat

                  Originally posted by Mirza Ghalib View Post
                  Keya PG ka user Mirza Ghalib badd damagh insan hai?

                  Aisa insan jis ki kisi baat ka jawab na diya jay?

                  Keya us ko PG chor dena chahiye?
                  no no and no

                  Originally posted by Mirza Ghalib View Post
                  yahan ki group baazi ki wajah say bohat say log PG ko chor chukay hain yaa wo interest nahi raha un ko PG main.
                  main bi quran section main poora quran post kernay tak yahan hon,yeh ho ga nahi ke koyi chala jay to PG band ho jay ga, magar jo yahan baray baray comments aur bari bari posts aur bari bari batein kartay hain, kam se kam unity ka muzahera to karein.
                  I am really depressed at the moment to see how my pakistani fellows have grudge in their hearts for others.Is this teaching of Islam?Jis ki aap batein kertay thaktay nahi magar amal nahi.
                  aik doojay per apni bartari sabet kerne ke liye bohat oonchi oonchi batein to ki jati hain magar amal?
                  Sorry to say, shayad main talakh likh jaon, magar talakh wohi hota hai jis ka dil dukhta hai.insan ki zaban aur dil aik jesay honay chahiyen, zaban par kuch aur dil main kuch aur munafkat kehlaaati hai.
                  magar shayad mein patharon say takarein maar raha hun.
                  :)
                  شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                  Comment

                  • #10

                    jab halat is nehej par pohanch jaiN to phir insaan ko yaqinan apnay he gareban maiN jhank layna chaheay.

                    masla pata hai kia hai, is dunia ka har insaan tum jesa he hai aur tumhari terha apnay siva har dosray shaks say us baat par shikayat hai jo woh us kay andar khud bhi pai jati hai.

                    kia tumharay matan ki last line is baat ki ghamaz nahe hai kay tum nay bhi dosroN ki terha khud ko Aqal-e-kull samajh rakha hai...?? to phir shikayat bhi apnay jesooN say..???

                    tumhaiN pg join keay kitna arsa howa hai? agar yahaN kuch puranay members kafi arsay say aik dosray say baat cheet kartay haiN to is ka matlab yeh nahe kay unhoN nay koi group bana rakh hai, tum sirf aik section ki khaar khaiy beThay ho, kia yahe memberz shayeri section maiN tumhari hosla afzai nahe kartay?? kia unhoN nay tumharay sath group'bandi karli hai?? lazmi nahe har shaks har section ka shehzada ban jaiy, jis terha tum shayeri section kay shehzaday ho isi terha har section maiN kuch members aisay hotay haiN jin ki post par dosray khushi say replies kartay haiN, magar is ka maqsad yeh nahe kay banda aisi batoN ko dil maiN rakh lay, pata nahe tum logoN kay dilooN maiN itnay khali plots kahaN say aagaiy haiN.

                    kehtay haiN kay agar pani qatra qatra bhi kisi pathar par paRay to us maiN soraakh kar sakta hai, is leay takkaraiN maarna choRo khud bhi amal karo insha'Allah behteri hogi...
                    That's Enough...!!

                    Comment

                    • #11
                      Re: Kuch Sawalat

                      Originally posted by Mirza Ghalib View Post
                      Keya PG ka user Mirza Ghalib badd damagh insan hai?

                      Aisa insan jis ki kisi baat ka jawab na diya jay?

                      Keya us ko PG chor dena chahiye?
                      ghalib chacha....
                      jub me naya naya tha na.........to mujhay koi bhi lift nahi kurata tha....me shru me kabab me haddi bhi bana....per me ko phirbhi nahi karaya.....itni bisti ki meri.......aur yaha tuk k me apne exams ka rona rota to us pe bhi bisti ki jati...aur to aur me ko kaha jata k mujh me attitude he

                      lekin me ne PG nahi chora.....
                      aur ajj dekhe...ajj 2 saal k baad bhi....

                      wahi sub kuch hota he...372-haha 372-haha....
                      lekin me ne pg nahi chora

                      Comment

                      • #12
                        Re: Kuch Sawalat

                        Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                        jab halat is nehej par pohanch jaiN to phir insaan ko yaqinan apnay he gareban maiN jhank layna chaheay.

                        masla pata hai kia hai, is dunia ka har insaan tum jesa he hai aur tumhari terha apnay siva har dosray shaks say us baat par shikayat hai jo woh us kay andar khud bhi pai jati hai.

                        kia tumharay matan ki last line is baat ki ghamaz nahe hai kay tum nay bhi dosroN ki terha khud ko Aqal-e-kull samajh rakha hai...?? to phir shikayat bhi apnay jesooN say..???

                        tumhaiN pg join keay kitna arsa howa hai? agar yahaN kuch puranay members kafi arsay say aik dosray say baat cheet kartay haiN to is ka matlab yeh nahe kay unhoN nay koi group bana rakh hai, tum sirf aik section ki khaar khaiy beThay ho, kia yahe memberz shayeri section maiN tumhari hosla afzai nahe kartay?? kia unhoN nay tumharay sath group'bandi karli hai?? lazmi nahe har shaks har section ka shehzada ban jaiy, jis terha tum shayeri section kay shehzaday ho isi terha har section maiN kuch members aisay hotay haiN jin ki post par dosray khushi say replies kartay haiN, magar is ka maqsad yeh nahe kay banda aisi batoN ko dil maiN rakh lay, pata nahe tum logoN kay dilooN maiN itnay khali plots kahaN say aagaiy haiN.

                        kehtay haiN kay agar pani qatra qatra bhi kisi pathar par paRay to us maiN soraakh kar sakta hai, is leay takkaraiN maarna choRo khud bhi amal karo insha'Allah behteri hogi...
                        :thmbup:

                        Awww me k ammu teddyme k saath reh k aap kinnay siyanay ho gaey hain 372-shock
                        sigpic

                        Comment

                        • #13
                          Re: Kuch Sawalat

                          yeh ghalib kon hai...aur kiss ka bara main yeh questions poocha jaa raha hain....

                          Comment

                          • #14
                            Re: Kuch Sawalat

                            Originally posted by MSA View Post
                            ghalib chacha....
                            jub me naya naya tha na.........to mujhay koi bhi lift nahi kurata tha....me shru me kabab me haddi bhi bana....per me ko phirbhi nahi karaya.....itni bisti ki meri.......aur yaha tuk k me apne exams ka rona rota to us pe bhi bisti ki jati...aur to aur me ko kaha jata k mujh me attitude he

                            lekin me ne PG nahi chora.....
                            aur ajj dekhe...ajj 2 saal k baad bhi....

                            wahi sub kuch hota he...372-haha 372-haha....
                            lekin me ne pg nahi chora
                            372-haha 372-haha

                            isi say kuch seekh lo yaar :rose

                            Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                            :thmbup:

                            Awww me k ammu teddyme k saath reh k aap kinnay siyanay ho gaey hain 372-shock

                            aik aur baat ghalib chacha kay leay, is reply ko group'bandi na samajhna yeh rishtay haiN jo is PG nay deay haiN teddy insha'Allah tum bhi bohot sooN kay chacha ban jao gaiy :embarasse
                            That's Enough...!!

                            Comment

                            • #15
                              Re: Kuch Sawalat

                              Originally posted by zoya View Post
                              yeh ghalib kon hai...aur kiss ka bara main yeh questions poocha jaa raha hain....
                              aap ghalib ko nahe janti

                              itna baRa sara shayer tha woh

                              chacha ki to rooh he taRap gai hogi
                              That's Enough...!!

                              Comment

                              Working...
                              X