Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aik Iltija hai.......

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Aik Iltija hai.......

    wasalam

    Allah usey shifa e kaamil de aameen

    but aap un se kahein ke operation na karwaaye... backbone ke operation bauaht rarely kamyaab hote hain.. or woh bhi fully nahi... same in my mom case... doc ne sirf 30% chances bataye the surgery ke baad chalne ke.... hum logo ne do maheene sirf physiotherapy karaai.... muslalsal... 2 hours daily... and it works... me ki mom ab pehle jaisi hogai hai... like now she can walk properly or koi takleef bhi nahi hai ab :alhamd: :rose

    operation ka chance na hi lein... surgery is the worst thing... beleive me...

    baaki Allah aasaniyaan paida kare us bacchi ke liye.. :rose

    Comment

    • #17
      Re: Aik Iltija hai.......

      Originally posted by ummid View Post

      ummid...sab nay yehi mashwara diya hai aur woh sahab khud bhi operation avoid kar rahay hain.....

      aap sab duaaon mein yaad rakhiye gaa.....:rose
      For New Designers
      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

      Comment

      • #18
        Re: Aik Iltija hai.......

        Rida ji, It is rare to cure in adults for back bone but its a 85% chance in children.Her parents should take risk and leave the matter on almighty Allah with deep faith.Its depend on surgeon as well so they have to give that chance in the hands of a best surgeon.And I will advise to consult with any surgeon from army.
        sigpic

        Comment

        • #19
          Re: Aik Iltija hai.......

          Walaikum asalam,

          ALLAH jald sehatyabi ata farmiay (Ameen), aap zaror uss ki tabiyat se aagah karte rahyaya ga

          Comment

          • #20
            Re: Aik Iltija hai.......

            baat aisi hai keh us bachi kay back boon k last part mein thora sa gap hai by birth.....us waqt docs nay kaha tha keh waqt k sath sath gap khatam ho jai gaa...... us bachi kay jab zyada dard rehnay laga tu parents nay specialists ko consult kia.....maloom howa keh us gap k darmiyaan kuch aisi cheez aa gai hai.....jis ko nikalna zuroori hai aur operation mein kamyaabi kay chances bhi kam hain....

            aap sab usay apni duaaon mein yaad rakhiye gaa.... ALLAH TALA usay jald shifa ata karay...AMEEN
            For New Designers
            وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

            Comment

            • #21
              Re: Aik Iltija hai.......

              Originally posted by *Rida* View Post

              Ameen :rose
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment

              • #22
                Re: Aik Iltija hai.......

                Originally posted by *Rida* View Post
                baat aisi hai keh us bachi kay back boon k last part mein thora sa gap hai by birth.....us waqt docs nay kaha tha keh waqt k sath sath gap khatam ho jai gaa...... us bachi kay jab zyada dard rehnay laga tu parents nay specialists ko consult kia.....maloom howa keh us gap k darmiyaan kuch aisi cheez aa gai hai.....jis ko nikalna zuroori hai aur operation mein kamyaabi kay chances bhi kam hain....

                aap sab usay apni duaaon mein yaad rakhiye gaa.... ALLAH TALA usay jald shifa ata karay...AMEEN
                Allah par tawakkal bhi to koyi cheez hai Rida sis.1% chance bi ho to le lena chahiye, baaki Allah par chor dein.ab aik sawal yeh bhi hai ke keya wo bachi sari umar yeh azab bardasht karay gi? wo masoom bechari keya kahay gi. khayal to baron ko karna hai. itnay chotay farishton ka wesay bhi Allah hafiz-0-nasir hota hai.
                sigpic

                Comment

                • #23
                  Re: Aik Iltija hai.......

                  Originally posted by Mirza Ghalib View Post
                  Allah par tawakkal bhi to koyi cheez hai Rida sis.1% chance bi ho to le lena chahiye, baaki Allah par chor dein.ab aik sawal yeh bhi hai ke keya wo bachi sari umar yeh azab bardasht karay gi? wo masoom bechari keya kahay gi. khayal to baron ko karna hai. itnay chotay farishton ka wesay bhi Allah hafiz-0-nasir hota hai.
                  :rose
                  For New Designers
                  وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                  Comment

                  Working...
                  X