Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Hamarii Hasrat banany kay liey

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Hamarii Hasrat banany kay liey

    Asalam O Aalikom....
    Aaj kuch daikh kar mujahy khial aayaa kehh............

    Joo cheezee Hamarii qissmmat main nahii joottiii ,wohh phirr kiounn hamarray samnnay aatii haii......

    Hamarii hassrrat banannay kay lieyy,,,,,

    yaa pherr..

    Hamarray andar hosslla yaa jazzbba padaa karttii haii jisss kayy
    zair e Asarr hammm uss cheezzee koo hasill karrnnay kii koshish karrttay hainnnn....
    what u say Friendzzz
    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

  • #2
    Re: Hamarii Hasrat banany kay liey

    Originally posted by sarfraz_qamar View Post

    w/salam

    aik aur acha topic :lpop:
    That's Enough...!!

    Comment

    • #3
      Re: Hamarii Hasrat banany kay liey

      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
      w/salam

      aik aur acha topic :lpop:
      :D cooments koon karray gaaa
      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

      Comment

      • #4
        Re: Hamarii Hasrat banany kay liey

        kal batau gi abhi movie watch rahi hu :lpop:

        Comment

        • #5
          Re: Hamarii Hasrat banany kay liey

          Originally posted by mano_billi View Post

          Me also Going......
          My Mother Tahajad namaaz kay lieyy jaggnnay waliii hainnnn,,,,
          aoor agar pakkraa giaa too kall Khair nahiii.....
          "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

          Comment

          • #6
            Re: Hamarii Hasrat banany kay liey

            Originally posted by sarfraz_qamar View Post
            asalam o aalikom....
            aaj kuch daikh kar mujahy khial aayaa kehh............

            joo cheezee hamarii qissmmat main nahii joottiii ,wohh phirr kiounn hamarray samnnay aatii haii......

            hamarii hassrrat banannay kay lieyy,,,,,

            yaa pherr..

            hamarray andar hosslla yaa jazzbba padaa karttii haii jisss kayy
            zair e asarr hammm uss cheezzee koo hasill karrnnay kii koshish karrttay hainnnn....
            what u say friendzzz

            wayse to ap me ki baat ka jwab dayna passand nhe fermaty mger main dya deti hon :)
            hasret wo hoti hain jo kamzor ho aur jisay paany ki hemt na ho is main qasor insan ka hain qismet ka nhe ya pher yeh k allah tala shyed humain zindagi k diff rang sy agahe k liya aysi imtehaan main dal dayta hain kabi kabi hum ek insan for example k life main atay hain to allah ny us insan k liya hum sy kuch kam kerwany hoty hain us ka mazboot bana hota ahin ay kud ko yeh ek life ka tajurba hota hain shayed ya pher sheyd humri life ka aysa adhora part jo kabi pora nhe hota aur is adhoray hisay ki waja sy kuch log ya to bohat strong ho jaty ya pher bohat he kamzor kud ko bigaar laytain hain dunya main ayse bohat sy log milyain gy k jo boaht si na sahe per ek he hasret liya pori life spend ker dyatain hain per us ko wo cheez mili nhe hain waja? Allah he janta hain
            ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

            sigpic

            Comment

            • #7
              Re: Hamarii Hasrat banany kay liey

              Originally posted by sarfraz_qamar View Post
              Asalam O Aalikom....
              Aaj kuch daikh kar mujahy khial aayaa kehh............

              Joo cheezee Hamarii qissmmat main nahii joottiii ,wohh phirr kiounn hamarray samnnay aatii haii......

              Hamarii hassrrat banannay kay lieyy,,,,,

              yaa pherr..

              Hamarray andar hosslla yaa jazzbba padaa karttii haii jisss kayy
              zair e Asarr hammm uss cheezzee koo hasill karrnnay kii koshish karrttay hainnnn....
              what u say Friendzzz

              jaa apni hasraton pe ansuu baha ke sojaaa

              Comment

              • #8

                Walaikum Assalam..!!

                ta k app Apni qismat aisi banae k wo app ko mil jae
                ya
                Jahad Bil'nafs k lie
                ya
                Allah pe shuker kurne ka test ho raha hota he

                Comment

                • #9
                  Re: Hamarii Hasrat banany kay liey

                  Originally posted by mano_billi View Post
                  jaa apni hasraton pe ansuu baha ke sojaaa
                  :yy:
                  Aansoo bahhaa karsoonnay wallaa zammanna nahii hii,,,,,
                  joo chezzee nahii milltii ussay cheen loo:D
                  "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                  Comment

                  • #10
                    Re: Hamarii Hasrat banany kay liey

                    Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                    Asalam O Aalikom....
                    Aaj kuch daikh kar mujahy khial aayaa kehh............

                    Joo cheezee Hamarii qissmmat main nahii joottiii ,wohh phirr kiounn hamarray samnnay aatii haii......

                    Hamarii hassrrat banannay kay lieyy,,,,,

                    yaa pherr..

                    Hamarray andar hosslla yaa jazzbba padaa karttii haii jisss kayy
                    zair e Asarr hammm uss cheezzee koo hasill karrnnay kii koshish karrttay hainnnn....
                    what u say Friendzzz

                    Walaikum Asalam...

                    zaruri nahi insan jo zindagi me khawaish kare use wohi cheez mile....:donno:
                    or jo cheez nahi milti usay bhee apne haq me behtar samajh ke Allah ka shukr ada karna chahye ..hum nahi jante kis cheez me achayi he or kis cheez me burayi...ye sirf Allah pak behtar jante hein ..:dua

                    Insan ki kismat me jo cheez hoti he woh usay mil kar hi rehti he.. or jo cheez us ki kismat me nahi woh chahe kuch bhee kar le usay nahi paa sakta... insan ko kia milna he kia nahi milna ye faisla uske peida hone se bhee pehle hojata he .. 372-scare

                    or jo cheez us ki kismat me hoti he us se na kam milti he..na us se zada mil sakti he...372-shock

                    aise to shaitan bhee kayi roop le ke insan ke samne ata he insan ko behkane ... uske imaan ka imtehan lene...Allah pak ne ashraf ul makhluqat insan ko is lye banaya he kyu ke insan ke paas sahi or ghalat ka faisla karne ki salahiyat mujud hoti he.. teddy

                    or wase bhee har cheez ko panay ke lye mehnat zaruri he... kuch logon ko mehnat kiye bagher mil jata he...or kuch ko puri zindagi mehnat karni parti he :donno:

                    me ko to itni si hi samajh ayi he ab tak zindagi 372-shock

                    Comment

                    • #11
                      Re: Hamarii Hasrat banany kay liey

                      Originally posted by zoniash View Post
                      wayse to ap me ki baat ka jwab dayna passand nhe fermaty mger main dya deti hon :)
                      hasret wo hoti hain jo kamzor ho aur jisay paany ki hemt na ho is main qasor insan ka hain qismet ka nhe ya pher yeh k allah tala shyed humain zindagi k diff rang sy agahe k liya aysi imtehaan main dal dayta hain kabi kabi hum ek insan for example k life main atay hain to allah ny us insan k liya hum sy kuch kam kerwany hoty hain us ka mazboot bana hota ahin ay kud ko yeh ek life ka tajurba hota hain shayed ya pher sheyd humri life ka aysa adhora part jo kabi pora nhe hota aur is adhoray hisay ki waja sy kuch log ya to bohat strong ho jaty ya pher bohat he kamzor kud ko bigaar laytain hain dunya main ayse bohat sy log milyain gy k jo boaht si na sahe per ek he hasret liya pori life spend ker dyatain hain per us ko wo cheez mili nhe hain waja? Allah he janta hain
                      I m sory....dating and marriage waallay thread main aap ki post kaa reply iss lieyy nahii dayy sakkaa kiounkeh aap aap topic koo kissii aoor janibb layy janna chahh rahii thiii...jiss say main avoid karrnaa chahtaa thaa...kiounkehh kuchh arssaapehhllay bhii issee hawalayy say 1 pg member kay sathh achhi khassi talkh kalammi hoo chukkii haii,,jiss kaa mujhayy afssoos bhii haiii.....
                      come to the topic..
                      ap nay bohatt avhhay tareeqqay say apnaa point of view biian kiaa haii...
                      but,,
                      agar muqqaddar hii sabb kuchh haii ...too inassann kiaa Jusat Tamashaii haiiiii:)
                      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                      Comment

                      • #12
                        Re: Hamarii Hasrat banany kay liey

                        Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                        :yy:
                        Aansoo bahhaa karsoonnay wallaa zammanna nahii hii,,,,,
                        joo chezzee nahii milltii ussay cheen loo:D

                        :yy: har cheez cheeni nahi ja sakti

                        Comment

                        • #13
                          Re: Hamarii Hasrat banany kay liey

                          Originally posted by mano_billi View Post
                          Walaikum Asalam...

                          zaruri nahi insan jo zindagi me khawaish kare use wohi cheez mile....:donno:
                          or jo cheez nahi milti usay bhee apne haq me behtar samajh ke Allah ka shukr ada karna chahye ..hum nahi jante kis cheez me achayi he or kis cheez me burayi...ye sirf Allah pak behtar jante hein ..:dua

                          Insan ki kismat me jo cheez hoti he woh usay mil kar hi rehti he.. or jo cheez us ki kismat me nahi woh chahe kuch bhee kar le usay nahi paa sakta... insan ko kia milna he kia nahi milna ye faisla uske peida hone se bhee pehle hojata he .. 372-scare

                          or jo cheez us ki kismat me hoti he us se na kam milti he..na us se zada mil sakti he...372-shock

                          aise to shaitan bhee kayi roop le ke insan ke samne ata he insan ko behkane ... uske imaan ka imtehan lene...Allah pak ne ashraf ul makhluqat insan ko is lye banaya he kyu ke insan ke paas sahi or ghalat ka faisla karne ki salahiyat mujud hoti he.. teddy

                          or wase bhee har cheez ko panay ke lye mehnat zaruri he... kuch logon ko mehnat kiye bagher mil jata he...or kuch ko puri zindagi mehnat karni parti he :donno:

                          me ko to itni si hi samajh ayi he ab tak zindagi 372-shock
                          Okzzz....
                          Agharr sabb kuchh hii Muqaddarr,Luck,Qissmmat yaa joo kuch kaehh lain haii tooooo....Insann kii haisiett Sirrf tamashaii kii si nahii rehh jatiiiii......
                          "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                          Comment

                          • #14
                            Re: Hamarii Hasrat banany kay liey

                            Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                            Okzzz....
                            Agharr sabb kuchh hii Muqaddarr,Luck,Qissmmat yaa joo kuch kaehh lain haii tooooo....Insann kii haisiett Sirrf tamashaii kii si nahii rehh jatiiiii......

                            tamashayii kyu? :donno: insan ki kismat me jo hota he usay woh mil jata he phir kasa tamasha dekhna :donno:

                            khawaishein to har insaan ki hoti hein...insan he hi khawaishat ka mara hua putla 372-scare likin kuch insan apni khawaishat ko Allah pak ke hawale kar dete hein ..ke Ya Rab jaise ap ki marzi mein apki raza'a me khush hu :dua jis ka ajar unhe Allah pak khud dein ge

                            or kuch insan apni khawaishat ke agay haar jatay hein :donno: ab faisla apko karna he ke apko haarna he..ya jeetna he? :donno:

                            Comment

                            • #15
                              Re: Hamarii Hasrat banany kay liey

                              Originally posted by mano_billi View Post
                              :yy: har cheez cheeni nahi ja sakti
                              Kuchh cheezzain baghar cheenain milltii bhii nahii hainnn

                              Working...
                              X